impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    well .... mein tou yehi kahungi ke insaan ke andar sabar hona chaiye kiyunki agar aapkey andar sabar nahi hae aur aap be sabrey hein tou yakeen janiyega is sey sirf aap hi ka nuqsaan hoga kisi aur ka nahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      Hhmmm patience is very necessary for forex because in this business trader have to wait for good profit...so those whi can cotrol on ur patience they can get fruitful result..
      • #1293 Collapse

        agr ham fx ma sabr sy kam kary gy to ham fx sy achi earning haseel kars akty han fx ak bohat ach kam hai js sy ham achi earning haseel kars akty han
        • #1294 Collapse

          g han forex ma bohat hi mehnat aur sabr k sath soch samj k kam krna chahiye agar ap sochy samjy bina e kam andazy she kro gy to indazy galat b ho sakty gain, ap ko lass b ho sakta ha,
          • #1295 Collapse

            patience zarori hia aur forex mein aap quick money make letay hain aur forex easy hai but koi bi business ho us mein aap ko effort karni hoti hai so yeh acha hai aur forex humara future hai aur mein apni effort sy is business par work karta hoon aur aik achi money earn kar leta hoo so mein forex trading ko pasand karta hoon.
            • #1296 Collapse

              aslamu alaikum: dear forex mien patience ki kafi impatct hai agar ap araam se sabr ke sath aur greed ko hatam kar ke trading karein gay to ko risk ke chances bohat kam hota hai aur aagar ap aisa nahi karein gay to ap boht ziada nuqsan karein gay.
              • #1297 Collapse

                Patience ka impact trading mein bohat acha rehta hai or hum ko patience se trading must kerni chahye q k patience se trading mein hum greed ko control ker pate hain mein apni trading patience se kerta hun or kafi had tak greed ko control ker chuka hun.
                • #1298 Collapse

                  trading ki market bouncing market hoti hay yani is main aik bar market high price per jati hay to next time is ka trend down ho jata hay aur price down ho jati hay ao is tarah is main jald bazi nai karna chaye bilkay soch samaj kar aur munasib time tak wait karna chaye phir trade open karna chaye
                  • #1299 Collapse

                    Be patient while trading. Because impatient people always face loss. Whenever you trade impatiently you are frustrated and get loss. so always keen in mind that in Forex only those people get good profit who shows patience in trade.
                    • #1300 Collapse

                      Becoming a good investor, we font must study understanding... yet at the same time, it is about how we handle ourself in the course of trade... by way of example, we find it difficult to handle yourself by being greed once we trade, thus we need to train yourself to be great investor
                      • #1301 Collapse

                        Assalaam o alaikum Impact bohut ziada hai Forex trading mein patiens k becasue jo trader patiens k sath kaam leti hain then wohi kaamyaab hota hai Forex trading mein .Forex trading karne se wo bohut saare paisa kamsakta hai apna sapna pura karsakta hai but wo kaise wo patiens se iss liye FOrex trading mein patiens k bohut eham roll hai.
                        • #1302 Collapse

                          forex trading patience hona bohot zarori hai kafi log trading ma patience sy kam nai leta to phir es business ma loss kar deta hai.es liya patience trading k liya bohot zarori hai
                          • #1303 Collapse

                            G han patience is business me bht zyada zarori ha hmen kabhi bhi is business me jald bazi se kam nahi laina chahye hmeshah sabr or tahmul se kam laina chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning tb hi hoti ha jb hm is business me sbr or tahmul se kam laity hain
                            • #1304 Collapse

                              forex main kamyab insan wohi hay jo sabar sey kaam leyta hay aksar log jin ko loss hota hay wo umeed haar jatay hain lekin unko chahiye wo sabar sey kaam lain kiun kay forex main jitna sabar sey kaam lia jay ga utna he faida hoga hamain greedy bhi nahi hona chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                patience ka bahot impact hota hy aur ap forex ko pehly learn karo and demo trading khoob practice karo or kisi friend say bhi learn karo takay ap ko pata chalay kay forex say kaisay earn kiya ja sakta hay kiyon kay yeh aik lifetime business hay sab traders chatay hay ky forex mein ham achi earning kary aur apny mustakbil mein bhi aik kmaiyab trader banay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X