impact of patience on success in trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
    what is the impact of patience on success in forex trading business
    g han bhai jan men ap ki es bat say agree kerta hon kion keh agr ap es men succcess ful hona chaity hen to ap ko us men loss bhi ho jata he or ap ko es men petience ka mozehra kerna chahey na keh ap himmit har jaen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      han is main sabr ka muzahira boht hi zarori hai kiunke ager aap is main sabr nahi karo ge to aap is amin kamyaab nahi ho pao ge our ye aik esa bussienss hahi jjis main boht hi sabr ka muzahira ker ke hum kamyaab ho sakte hain
      • #723 Collapse

        trading me sabar se kam lo gy to koe negative impact ap par nahe ho ga agr ap olta kam kro gy to ap ka result negative improve ho ga es lye best kam to ye ky ap trading me forex me inter hote waqat try kro aor best kam kro taky ap ko positive response mile
        • #724 Collapse

          Yes patience to reach the desired point in the market also takes a long time to stay for long time, some of the bitterness of the key to success in Forex.
          • #725 Collapse

            ji haan bhai jaan agar aap forex trading mein sabar key saath kaam karein gey to is mein koi shak nahin hey ke aap ko yaqeenan faida hi faida hoga lihaza hamein forex trade mein sabar karna chahiye
            • #726 Collapse

              Yes it's true if we have patience then we ll be success mostly trader don't have this ability and they face lost dua to thair bad habit so we should trade with patience.
              • #727 Collapse

                ha ye tu hai k ap ko tradeing mai patience se kaam lena chaye pher he ap ki success hai nae tu ap loss hai keyo k yaha bohat se logo ko loss hota hai agar tu ap ka patient hai tu ap kamyab ho
                • #728 Collapse

                  Main to yahi sumjhta hu k jo log bhi forex trading mai successful huay hain ya ho rahay hain wo pataince ki waja se hi hai is k bgair kamyab hona bohat mushkil hai jub tak ap mai ye cheez na ho ap forex mai zayada dair nai chal skay gay
                  • #729 Collapse

                    bro forex trading man patience ka hona boht he lazmi hai forex man sabar or tahmal ho hona boht he zaroori hai
                    • #730 Collapse

                      jitni zayada aap patience ka muzhaira karo gay aap utni zayad achi earning karo gay. is liye aap ko cahyie kay aap patience sa kaam len agar aap achi earning karna chatay hain tu
                      • #731 Collapse

                        her buisness me kambiyabi k lye patience bht zaroori ha or trading me patience ka bada role ha , bht sare log loss kr apna account bandh krte ha so patience se jo kaam krte wo zaroor kamyab hte ha experience ka hona bohat hi zarori ha is liye app ko demo account say achy say practice kar kay forex ko join karna chahye ta k app ko koi bhi nokasan na ho agar ham practice nahi kary gay to hamy loos hi hoga
                        • #732 Collapse

                          meray khayal may trading may patieence hona bohat zaroori hai kyun k agr aap patience say kaam nhi lo gay tou business may loss ho jata hai is liye insan ko har tarah ki situation ko handle krna aana chahye relax or patience k sath work karen gay tou success milay gi :)
                          • #733 Collapse

                            orex me bohat important hain money is long lasting lena chahiyea aur ager loss main ja rahay hain tu depress honay kay bajaye apnay skills ko improve kerna liye important hai because sub money kamny kay liye hi...............
                               
                            • #734 Collapse

                              Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main agar aap patience say kaam karen to is ka impact zaroor success pay parta hay kun kay success kay leay patience say kaam karna zarori hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                aik sucessfuk trader wo hai jo apne ander saber rekhay aur aik achy time main market main trading kary q k wo jalbazi main kam kary ga 2 wo los main rehay ga aur apne los ko cover krna aur phr apne profit main trading kr na bohat mushkil hai 2 apne ap ko saber sy trading karo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X