impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    dear forex ma jo log lalach karty ha jaldbazi karty ha ose loss he hoga and kamyab sirf woh log hoty ha jo patient k sath kam karty ha and sabar se expirnce se kam lety ha ose kamyabi milti ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      well,in my opinoin forex trading me patience is a big big element patience k sath hi is kaam ko kamyabi se barhaya jasakta he qk is kaam me profit aur loss dono hojatay hain is lie profit daikh bhi zada excited nahi hona chaye qk next time ap ko loss bhi hosakta he to lalach nahi kerni he aur loss hojay to himmat nahi harni chaye aur kaam ko chorna nahi chaye to patience hoga to hi sab possible he
      • #693 Collapse

        forex trading me patience bohat he zarori hai jis key wajha sey ap forex trading me sucess hasal kr saktey hai agr ap forex trading me acha result hasal krna chatey hai to ap ko forex trading me ziada sey ziada patience sey work krna ho ga..
        • #694 Collapse

          Forex main agar ap patience k sath work karay gai tu ap success ful bi hongay lekin agar ap emotionl ho kar ya without patience ho kar trading karay gai tu ap ko loss hi hoga q k ye aik risky business hai or is main profit se zaida loss hota hai agr hum patience k sath work karay gai tu success zarror hongay.
          • #695 Collapse

            wo kehte han na k sabar ka phal humesha meetha hota hai is liye ap trading mien jitne zada patience se kaam lien ge aap k liye utna hi acha ho ga kun k trading mien jald bazi dikhane ka nuksaan ho sakta hai is liye apni trade patience se lgaen or apni kamyabi ka intezaar karien ap ko aik din kamyabi zaror hasil ho gi..
            • #696 Collapse

              forex k business mein patience bhi bhut matter karti hain aur forex mein wo he success full trader hota hain jo forex mein patience se kam leta hai aur forex mein achy trading karta hai forex mein agar hum hurry karta hain tu hum se koi na koi mistake ho jati hai jis se hum ko loss bhi ho skta hai.
                 
              • #697 Collapse

                Patience is so much important to get the best success, so we should be patience all the time and also need to get our mind relax and active during the trade then we will be able to do the successful trading, and also we can make the best trading.
                   
                • #698 Collapse

                  jee han forex trading mai hamare patience ki bht zada importance hai qk agr ham saber se kaam lenge to hi kamiyab trader ban sakte hain forex mai apne emotions or greed ko control mai rakh kar saber se kaam lena bht zaruri hai...
                     
                  • #699 Collapse

                    I think to be patience in forex trading is very important because forex trading is rattling risky and cagey mercantilism so we can grappling casualty again and again when we are newbie on that abstraction if we death over cards we can conceive that should yield playing but if we work with patience then we can learn more from over mistakes.
                    • #700 Collapse

                      ab mjy kya pta kya hai main to new new aya hn is kaam mainlakin phr b agr ks ko help chahy ho to btana ya phr b agr ksi ko or zyda help chahy ho to btay plz mjy paison ki buht zyda zrort hai
                      • #701 Collapse

                        g han patience ka sath kam karna main har kam main hi kamyabi hoti ha. ager ap trade kar rhy ho or dekh ry ho kh profi nai bn rha . ager ap ka analysis acha ha to phir patience ka sath kam lana caye
                        • #702 Collapse

                          Patience is so important in forex business. we need a lot of patience on forex business to make us success in the trading market.
                          • #703 Collapse

                            Dear friend trading ke lie patience ka hona bohat zaroori hai jub tak patience ache se use nahi kare ge to hum ear bhi nahi kar paenge or patience ka use hi se hum ear karte hain is lie patience is important in trading
                            • #704 Collapse

                              Bht positive effect hota hai patience ka trading pe......Coz trading work hi aisa hai jo patience k bagair nai hota......trading k decisions bht soch samajh k lene parte hain jo juld bazi main nai liye ja sakte....so hamen trading bht patiently karni chahiye.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                main ap ki bt se mutfiq hun k trading main sabar bht ahum hai agar ap k pas sabar nae hai too ap aik ache trader nae bn sakty
                                misal k tur par agar ap ko nuqsan hota hai ar ap wo kam hi chor detw hain ar kuch din ap k baqi dost is kam se acha kama letw hain too ap ko bht apni is harkat par bht gusa aye ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X