Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    forex trading mein english aana zarori hai klyu ke dosre forum pe english mein ka aur posting hote hai lakin pakm forum wahid forum hai jis per aap urdu mein bhe posting kersakte hai aur earning kersakte ho so please do work and please hardworking.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      g nhi forex mn aisa koi b rule nhi hai k apko is k liay english aani chahiay ye ap pe depend krta hai k ap ne posting english mn krni hai ya kisi or zuban mn
      • #153 Collapse

        mere khayal main forex main trading karne ke liye english ka ana itna zarori nahi hai lekin ye bhot zarori hai ka kam az kam apko english ka basic zaror ata ho insta forex main trading ke liye urdu language bhi majod hai
        • #154 Collapse

          bhai jan forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english zarori ani chaye jis sey wo indicators or charts wagara ko tehk tarha sey use kar sakhe
          • #155 Collapse

            bhi ja forex main english lazmi nhi hy lkin main smjhta hoon k forex main aap english aani chiya is sy aapko kafi help bhi mil skty hina forex main ziyda ter sawal english main hoty hian laki is mian urdu main bhi aap swal ka jawab bhi daty hian or day sakty hian
            • #156 Collapse

              nahi bhai forex trading ek business hai agar apko english ati hai to apke lia ye acha hoga ke apke learning achi ho jae gi forex trading ke bare main kyun ke forex trading ke bare main zyada tar information english main hi hai
              • #157 Collapse

                mere bahi is forex trading business me english ka ana zrori to nehi ha but itne to samj anne chahie k ap easily question ko samj le
                • #158 Collapse

                  G hai forex trading me english ana zaroti hai becauae jub humye english nhi aye gi to na hum forex trading ki knowledge gain kar sakte hai aur na he experience hasil kar sakte hai aur na hi achi trading kar saktye hai aur nahi forex trading me achi earning kar saktye hai
                  • #159 Collapse

                    forex k buisness mein hamare liye english ka aana bohat zayada zarori nai hai lekin phir b hamen chahiye k ham aek achi earning kerne k liye mehnat k sath kam kraen to phir humen ek acha trend aur kamyabi hasel ho sake gi is buisness say
                    • #160 Collapse

                      g bilkul nahi forex trading kerny k lie English ka aana zruri nai he , is business ka yehi to benefit he k is mein hm posting urdu meinb ker skty hen , bs forex trading k bary mein knowledge hona chahie or learning honi chahie.
                      • #161 Collapse

                        Yes forex ma kam karny ka liye humy English ka ana zarori hai kun ke English hi hamri help kaar sakti hai trading ko samjhny aur karny main. Insta forex and sab trading software and knowledge ziada taar English main hi hai iss liye ye zarori hai.
                        • #162 Collapse

                          Asslam o alaikum guysssss waise to aj kal har kam me english anni chahiye warna ap to forex me apko english na b atti ho ap is me asani se kam kar sakte hain
                          • #163 Collapse

                            Forex k lia zarori nai ap ko english ati ho sirf ap ko parni ati ho or thori buhat ati ho ap trading main english ki zaida zarorat nai hy sirf ap ko thori buhat zarort hoti hy
                            • #164 Collapse

                              Basic English lazmi ani chahiye, otherwise ap ko baaz jagaoun py mushkililaat b paish aa skti hain, maslan. Ap apny account ki full info hi nai smjh sko gy agr apko english nai ati.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Bro maray khayal main forex trading main normal english aani chahiye is main ziada khas english seekhna zarori nahi hota q kay forex trading main aam english kay words he use hotay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X