Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    nahi bhai forex trading ek business hai agar apko english ati hai to apke lia ye acha hoga ke apke learning achi ho jae gi forex trading ke bare main kyun ke forex trading ke bare main zyada tar information english main hi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Forex trading main kam Karna ka liya English anai chya but advance English ana nahi chya normal English ka ap Forex ko thora study kar sako itna English ana zarori ha.
      • #63 Collapse

        dear forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to zarori hoti hay, forex k bary me basic knowledge ana bahot zarori hay or forex news ko read karna b ata ho to app successful ho sakty hey.
         
        • #64 Collapse

          forex trader ko itni english aani chahey k wo elgnish likh or parh sky. ham yhan per urdu men posting krty hen lekn likhy English men hen. bohat zyada English ka ana zarori nai hy.
           
          • #65 Collapse

            dear forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to be able to zarori hoti hay, forex k bary me uncomplicated knowledge ana bahot zarori hay or maybe forex news ko read karna b ata ho in order to app successful ho sakty hey.
            • #66 Collapse

              g bilkul bhai jan english ka ana zaroori he kun ke ye english ka zamana he English ka ana zaroori heitni zayada na ati ho lekin thora boht ana zaroori he
              • #67 Collapse

                wese to aapko english ka aana bahut hi zaruri nahi hai par agar aapko koi pareshani aati hai to aapko broker se english me hi bat karani padegi au raapko apane money bookers se bhi english me bat karani padegi to aapko jyada nahi par simple bat karana to aan hi chahiye is liye aapko english sikh lena hi padega
                • #68 Collapse

                  jee han bhai bilkul sahi ker sakhta he or acha earn ker sakhta he bs ushe thori mehnat kerni hogi or dil laga ker mehnat kerni hogi taake woh asani se forex trading jaise kaam ko samajh sakhe ..
                  • #69 Collapse

                    ji bilkul nahi forex par kam karne ke liye english ka ana important nahi ha kun ke forex trading ka kam bus market par hota ha jis mai ap ko market ki movemenrt ko read karna ana chahiye or forex pair ke bare mai pata ho bus
                    • #70 Collapse

                      ji nahi bhi ji forex kia lie english zarori nahi hai hamara kam is kia baguar bi chal jata hai hum ko sirf helkp ki zarort hoty hai hum ko krn ahota hai
                      • #71 Collapse

                        In my opinion i think yes you should know how to write and speak english... urdu to sab bol lete hain.. in business you have to be professional most of the times... but you can speak a reasonable language that can be understand by all...
                        • #72 Collapse

                          yes English is the International language therefore forex trading main kam kernay k lie English ka ana bohat zarori hay because the forex trading is a totaly english language .
                          • #73 Collapse

                            Assalam.o.Alikum :) dear posting karny kay leay English ana lazmi nae but ager Forex trading ki bat ki jaye to os may hamy English ki kam say kam etni knowledge zaror honi chahye kay ham samhaj sakyn kyun kay her update English may he update ho rahi hoti hay so we should learn english and ager nae ati to ham google translator ki madad lay sakty han
                            • #74 Collapse

                              nai mere dost forex ne hamain ake esi achi facility provide ki hy keh hamain english lazmi nai ani chiayis kam mai, ham urdu mai b posting kr skatain hy but jise english ati hy achi wo english mai b kr skata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                nahi aesi koi baat nahi hai agar hum thora sa b english ko janty hain to hum aram say he english ko dekh kar is kam ko samjh sakty hain aur ye kam kar saty hain is lye hume ye cheez nahi dekhni chahye bus ye kam karna chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X