Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    No no ya cheez zarori ha nai ha k forex trading ki is working ko start karna k liya app ko english k ana bohat zarori ha so agar app ki english normal be ha to app is working ko start kar sakty ha because this is very easy working as compare to other online workings my dear brothers.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex me just ap ko english ki basic ka ana zrori hy jis se ap posting se acha khasa learn kre ta ap ke knowledge me ezafa ho or international market ko easily understand kre or trading me kam start kre
      • #18 Collapse

        Bhai yahan ap roman urdu mein bhi bat krsaktay ho apko bs thori bohat english ani chahye agr apko acha trader banna hai to apko chahye k apna kam concentration sy kam krna chahye
        • #19 Collapse

          ji nahe aisa nahe hai ap roman mai be post kar saktai yah bat yaha nahe hai yaha ap ko english mai karna hai ap english mai posting karo ap ko urdu mai karna hai urdu mai karo matlb roman mai ager likhna chaho tu us mai be likh saktai ho aisa khuch nahe haii.....
          • #20 Collapse

            forex mein trading k liya bhat english ka ana zaroori nahi hai han yeh baat hai keh ager aap aik achay trader banana cahtay hian tu phir aap ko english ani chay kyun keh forex say related jitna bhee material hai wo english mein he mostly milta hai urdu mein bhat he kaam milta hai.
            • #21 Collapse

              jee han dear apko forex k liye normal english ani chahye ye earning ka acha source hay is main earning karna asan hay ye Forex main earning karna asan hay ye ek money making machien hay is main earning karna asana hay ye business earning karna asaan hay Forex main earning achi hay ye ek acha business hay hamary leye
              • #22 Collapse

                No dear forex me english ka ana zarori nahi hay magar koch na koch english ani to zarori hoti hay, forex k bary me basic knowledge ana bahot zarori hay or forex news ko read karna b ata ho to app successful ho sakty hey
                • #23 Collapse

                  dear forex mai english lazmi nahi hai lekin ager trader ko english aati ho to wo achi trading kar sakte hai aur us ko samjne mai asani hoti hai ...thoraenglish aana zarori hai
                  • #24 Collapse

                    nai g forex mai zaruri nai hai ky apko english ati ho ap is ka jawab urdu mai b dy saktay hain is forex mai ap py koi pabandi nai hai ky ap kis mai posting kren urdua ya english ap kisi b language mai posting kr skty hain or earning kr skty hain bs apko yahan ky rules follow krny hotay hain ..!!!
                    • #25 Collapse

                      thats a very good point ..... ni forex aik aisi forum hy k jis may english ki koi high requirement ni hay ... is k liye zrori hy k app ka is field may intrest hooo ... ap is may urdu may b posting kar sktay hay but english is our basic need we should all know it
                      • #26 Collapse

                        forex bussiness ke liye jada educated ki zaroorat nahi hai aagaar trader ko normal english parne yea likhne aati hai to kafi hai lekin forex me trade karne ke liye uske pass experince aur knowledge ka hona bahoot zaroori hai to hi wo achcha profit hasil kar sakta hai.
                        • #27 Collapse

                          bhai forex bohat achi hai is mein zaruri nae ap bohat pary likhy ho ya ap ko full english ani chahiye to ap phr hi is mein kam kar sakty hain aghr ap ko bohat english na b ati ho to ap is mein esyliy kam kar sakty wasy to net py kam karny k liy english zrauri hai lykin is forum py koi zeda zaruri nae
                          • #28 Collapse

                            nai mere bhai aisa bilkul bhi nai hai forex mein zaroori nai k apko english bhi atee ho bus apko basic anee chaye js say ap kch basic englsh wrds smjh sakein likn iska mtlb yeh nai k pooree englsh ana zaroori hai
                            • #29 Collapse

                              nahi brother aap ko english seekhne ki koi zarorat nahi hae forex per work karne kliye bus thori buhat basics pata hon aur internet use karna ata ho. aap phir b aik ache trader bun saktay ho aur buhat achi trading kar saktay ho bus aap ko trading ki knowledge honi chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han forex ke liye english kaafi zaruri hai agr jis bande ko english ate hai to wo easily forex use kar sakta hai other wise not nai is liye ke wo forex to istemal kar sake ge lakin english parhne mn use problem ho ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X