Loss Is Our Best Teacher In Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Jee han Forex me jab loss ho ga to hume is ka cause search krna chayey or loss hone ke sorat me himat harne ke bajai hume apni mistake se learn krna chayey kiun keh ap ke har mistake ap ko kuch na kuch zaroor sekhati is lyey hume in se sekhana chayey.........////////////////////////////////
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji loss hamara bst teacher hay forex treading ma agar ham es ma loss karty hay to ham es ko samjh laty hain or es loss koaik nasheat kay tor par laty hain or es ma hamghabraty nahi hain or es ko dobara mistake ko nahi dohraty to hamary leay kai gunah tak rofitable ho sakta hay
      • #33 Collapse

        ji ha bhi hi ji insan jitny marzi bary tgeacher sai trading sikh lai alikin kuch nahi hona jitny dair tk hum log khud is kaia andr practice nahi krain gai
        • #34 Collapse

          ji haan bilkul loss hone ki waja se trader ko acha khasa shock lgta hai but yehi loss trader ko bht kuch sikha deta hai aur apni galti pr kis trah kabo pana hai wo bhi phir trader ko smjh me ajata hai jisse phir wo dubara un mistakes ko na doharkr aik acha profit earn krta hai.
          • #35 Collapse

            yes it is true that mistakes guide us in the trading and we learn more and more things with mistakes :p but
            ye bhi hay kay ap nay theek kaha hay kay her person ko start main ye sab kitabi baten hi lagtin hen kay green na karen lakin jab loss ho jata hay to us waqat in baton ki haqeqat samjh main a jati hay.
            • #36 Collapse

              gi ha app ki bat theak ha ka forex best source of income ha or jab is ma loss hota ha to vo app ka teacher ha is sa app learn kar ka vo ghalti nahi karta
              • #37 Collapse

                ji haan sai kaha ap ne agr to hum apny kiay huay loss se sabk seekhain to hum bohat kuch seeh and samj sktain hy, and hamain chiay k hm loss se na umeed na ho an hamin kam mai ziada menat krni chiay na dil nai harna chiay
                • #38 Collapse

                  ji han bilkul forex trading k doran hamara sb se best teacher hmara apna kiya hua loss hai q k ye jo sabaq sekhata hai wo yahan koi bhi ni sekha sakta hai q k loss se afsos to hota hai lekn jb apni mistakes se learn krtay hain to perfect hojatay hain aur is se experiance bhi ata hai isilye loss hamara bht acha acha teacher hai.......
                  • #39 Collapse

                    dear friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoon kai forex mai loss hamra buht say mushkilat ko hal kar sakty hai hamy chahiye kai ham forex trading mai hard work kary
                    • #40 Collapse

                      ye sirf ussi waqat he best hai k in k pass apni galtiyoun k seekh kar forex main phir hr kamyab hn gy aur iss main loss se seekhna chahiey warna aap ka forex main kaam karny ka koi faida nhi ahi
                      • #41 Collapse

                        jee haan bilku sai hai ma ap o su[pport karta hun , kyunke aap jitna bi seekhlen ,lekin aik baar jab khud ni girenge sai se achi trah lening nai kar paenge that is why it is really importnt in such businesses
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: b0y پيغام ديکھيے
                          Forex trading me jab tak loss nai krtay ham nai seekh saktay or humain ye batain just kitabi batain lagti hain k greed na kro loss hoga ya jald bazi na kro etc etc , but jab hum personally loss hasil krtay hain to us waqt hum samajh jatay hain k ye theak batain hain , is liye ham ye keh saktay hain Loss humara sab say bara teacher hay forex trading k doraan.
                          G han ap ne theak kaha hai,.k loss hamara sub se acha teacher huta hai,.kue k jub ham loss kerrte hain tu us loss se kuch na kuch seekhte hain,.is se apko agay brhne mainmadad bhe milti hai,.
                          • #43 Collapse

                            loss is our best teacher in forex trading.Learn more and more to earn huge doller in Forex.Training is main way to learning.Reading book and demo practice is another way to learn.so forex trading is a very nice business,
                            • #44 Collapse

                              forex k buisness mein loss hamary liye sirf usi waqat he faida mand sabit ho sakta ha jab ham us sy aek achi learning karne ki koshish karte hen to phir humen apne loss sy acha benefit hasel hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                brothr ap nay bilkul sahi kaha hay because forex me jab loss ho ga to hume is ka cause search krna chayey or loss hone ke sarat me himat harne ke bajai hume apni mistake se learn krna chayey q k ap ke har mistake ap ko kuch na kuch zaroor sekhati is lyey hume in se sekhana chayey ta k ainda loss na ho sk

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X