Loss Is Our Best Teacher In Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Is Our Best Teacher In Forex Trading
    Forex trading me jab tak loss nai krtay ham nai seekh saktay or humain ye batain just kitabi batain lagti hain k greed na kro loss hoga ya jald bazi na kro etc etc , but jab hum personally loss hasil krtay hain to us waqt hum samajh jatay hain k ye theak batain hain , is liye ham ye keh saktay hain Loss humara sab say bara teacher hay forex trading k doraan.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jb hum forex me loss karty hain to hume is cheez ko ghor say dekh lena chahye k is kam me koi b aesi cheez nahi hai k jiss ko hum na kare to hum is ko nahi seekh sakty hain is ko hum khud he kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      brothr ap nay bilkul sahi kaha hay because forex me jab loss ho ga to hume is ka cause search krna chayey or loss hone ke sarat me himat harne ke bajai hume apni mistake se learn krna chayey q k ap ke har mistake ap ko kuch na kuch zaroor sekhati is lyey hume in se sekhana chayey ta k ainda loss na ho ske
      • #4 Collapse

        ji han bilkul forex trading k doran hamara sb se best teacher hmara apna kiya hua loss hai q k ye jo sabaq sekhata hai wo yahan koi bhi ni sekha sakta hai q k loss se afsos to hota hai lekn jb apni mistakes se learn krtay hain to perfect hojatay hain aur is se experiance bhi ata hai isilye loss hamara bht acha acha teacher hai.......
        • #5 Collapse

          ji haa bilkul forex bussiness me dekha gaya hai jab bhi trader loss hota hai usko ek naya lesson sikhne ko milta hai aur usko chahiye ke wo jab bhi loss ho wo folow kare ke kis mistak se wo loss huwa hai,.
          • #6 Collapse

            Forex trading main los ssb sy best teacher hai hamary liye aur is smainhe ahmein faida hota hai takreebn . Forex ek best business hai dunnia ka aur real hai .
            • #7 Collapse

              ap ki bat sai hy lekin yeh jo ap ny greed ki baat ki hy k yeh ktabi baa thy to yeh ghlt hy q k jb ap lalch mein aty ho to ap sari equity use kr lety ho aur big lots per kaam krty ho aur rates jb ap k opposite jay ga to phr btaien k kia ho ga ap ka account survive kr pay ga jb ap ny sari equity use kr li ho aur ap k pass free margin nai ho ga.
              • #8 Collapse

                Ji han loss hamara best teacher hota hai trading main....jb hum loss karte hain aur us loss ki waja find out kar k usey fix karne liye aur learning karte hain tu hum bht careful hote hain aur hamen her choti se choti bat bhi nazar ati hai samjh ati hai is trha hamari learning strong hoti hai aur hum next time achi aur profitable trading karte hain....
                • #9 Collapse

                  ap ke har mistake ap ko kuch na kuch zaroor sekhati is lyey hume in se sekhana chayey ta k ainda loss na ho ske.forex trading k doran hamara sb se best teacher hmara apna kiya hua loss hai q k ye jo sabaq sekhata hai.
                  • #10 Collapse

                    bhi jan inshan tab hi ksi baat ki tahqeeh kartha jab as kio loss hota ka ma nay kah par kio mistake hay our as mistake as bhot kuch seeqahny ko milta our inshan loss kar kay hi sakh tha as ka begir as ko kio fida nhi hota loss is our best teacher in forex trading
                    • #11 Collapse

                      han je loss teacher hay forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch 008h trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi chaye kaam karnay ki kamyabi learning mei meahnat ky bad ap ko kamyabi mile gi.
                      • #12 Collapse

                        ya bat such ha ka jb tk insan ko thokar ne lagte tb tk insan sekhta he ne haaa aisa he kuch forex main ha jitna zaida nuqsan kro gay apna ap utna he sekhna ka muaqa mila ga is bat pa qabo ik sorat main paya ja skta ha agar log soch smjh ka kam lo to
                        • #13 Collapse

                          han kuch had tk uj keh skty hain ke loss best hy lakin loss lazmi nahin hy hum sucess li tref la ke jaye hum apni ghltiyan sucess ki trf le ke jati hain iska bht se nuqsan hain jo luck se hoty hain ghlti se nahin best teacher ho tutor hota hay
                          • #14 Collapse

                            jb hum forex me loss karty hain to hume is cheez ko ghor say dekh lena chahye k is kam me koi b aesi cheez nahi hai k jiss ko hum na kare to hum is ko nahi seekh sakty hain is ko hum khud he kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ge bhai aap ne sahi kaha loss hona ho chahe trading ma ho ya posting ma aap ko ek lesson mil jata ha ke aap ghalte kar raho ho tu es se b aap seek saktein ho k kis tarha ki mistakes yahi ghaltian sudharni ka naam he teacher ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X