Loss Is Our Best Teacher In Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes dost forex trading main ham jab loss karty hai tab he hum sekhty hai aur loss hamar ak teacher hai but ham yeh sab real account pe na kare tu he behtar hai yeh sb kuuch demo par ham kar sakty hai forex trading main agr koi loss krta hai tu wo trader earn b karta hai loss is our teacher
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      You are right forex trading main loss ham ko bohat Kuch sochny pe magboor kar deta ha ke aap ke information or learning kam ha es ko Behtar karny ke koshash karo nahi to phir less he mily ga aap aap ke marze ha aap keya chahty hain
      • #93 Collapse

        forex main loss hamaion sikhata hai magar isi k heely main aisa bhi na ho k hamara account khali ho jae aur ham is sey sekhtey hi reh jaen.
         
        • #94 Collapse

          gi ha frnd agr humara loss hota bhi he to hame os loss ki waga se koch na koch to seekh ne ko milta he or agr hum forex me koy gulti na kare to hame loss bhi na ho
          • #95 Collapse

            g han bahot achi bat ke ha ap na ise liya to khata han ka insan galtiyn kar ka sekhta ha jab ham ko forex pa loss ni ho ga to ham kasa sekhyn ga loss ho ga to ham us galti pa seach karyn ga...
            • #96 Collapse

              g ager hamen forex k business men loss hota ha to ham apne loss se b bohat sari information hasel kar sakte hen aur apnay knowledge ko increase kar sakte hen is liye loss b hamare liye importance rakhta hai
              • #97 Collapse

                Dear you are right in the Forex trading loss in the trade give the traders a lesson which is not un remember to the end of life . Loss is the trade is just like the teacher which give us the lesson to make the effect best and do not repeat the same mistake which cause for the loss in the Forex trading . So please make to arrnagement the mistake which cause your loss in the Forex trading
                • #98 Collapse

                  Looser hona koe ache baat nahe hy trading main jo loss hota hy us ki recovery mushkil ho jate hy.Koshsh karein k without loss ap trading ko learn karein,or profit ko har trade main yakeni bnain.
                  • #99 Collapse

                    g han jis trah hr mistake hmen lesson deti he isi trah hmen hr loss se bhi experience hasil hota he or isi experience ko use kr k ap trading me boht se loss se door reh skte hen
                    • #100 Collapse

                      g han hm forex per jo mistakes hote haain on se bohat kuch sekhty hain or on ke waja se he hamay future mai profit hota hai is leay ap apnay loss se seekhain
                      • #101 Collapse

                        Dear friend asslamuaylakum dear agar ap forex mea loss kartre ha to isse ap ko fayeda hota ha aur wo ya ke ap us mistakes ko js se loss huya ha dobara na kare ge
                        • #102 Collapse

                          humain ye batain just kitabi batain lagti hain k greed na kro loss hoga ya jald bazi na kro etc etc , but jab hum personally loss hasil krtay hain to us waqt hum samajh jatay hain .......................................
                          • #103 Collapse

                            ji han bilkul loss hamara best teacher hai lekin hamein aisa bhi dekhne ko milta hai k kai log loss hone k baad disappointed ho ker trading chor dete hain yehi wo point hai jahan unhy seekhna chahiye apni ghaltion se lekin wo quit kar dete hein mera mashwara yehi hai k himmat na haren yehi business apko bohat day ga.
                            • #104 Collapse

                              salam bhai mary bhai ny bilkul sahe kaha hy k sab sy acha teachers ap ka loss hota hy us sy ap ko boht kch sekhny ko milta hy ap ko apni galtion ka sahe pta chlta hy us sy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                brothr ap nay bilkul sahi kaha hay because forex me jab loss ho ga to hume is ka cause search krna chayey or loss hone ke sarat me himat harne ke bajai hume apni mistake se learn krna chayey q k ap ke har mistake ap ko kuch na kuch zaroor sekhati is lyey hume in se sekhana chayey ta k ainda loss na ho ske

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X