Always Stay Away From Greed When You Are Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always Stay Away From Greed When You Are Trading
    Humesha jab bhi ap trading kerain Greed say jitna away reh saktay utna ap k liye buht acha hay kiun k ye Greed trader ki sari trades tabah krdeti hay destroy krdeti hay phir kuch bhi nai bachta sirf afsos kia ja sakta hay jo k bekaar hota hay kiun k baad me afsos krnay say behtar hay insan pehlay hi aisa kaam na krna jo baad me nuqsaan day.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    greed hume bhot he asani say kam ko karnay me madad de sakti hai is lye hume yha pay apnay kam ko samjhna chahye hota hai aur kam ko karna hota hai is k lye hume is cheez ko karna hota hai aur kam ko samjhna hota hai.
    • #3 Collapse

      dear forex aik business hai aur loss es ka aik part hai aur loss ke buaht se wajohat ho sakte hai for example ager trader ke pass experience na ho aur wo trading karta hai to definetly loss hi karega aur ...greed ,lazyness ,over confidents.etc en ke waja se loss ho sakta hai isliye greed se bachna chaheye in forex trading
      • #4 Collapse

        sahi kaha dost appn egreed se hum forex trading main jinta dor rahain gain hum appni kamyabi ki taraf bharin gay or jitna greed se kareeb hoon gain hamary loss ke chance zada se zada hon gai
        • #5 Collapse

          trading krty wqt lalach krna bohot bri hamaqat ha kyu k ap agr business kr rhy to lalach kro gy to apki party apko farig kr dy gi. mgr lalach k bajaye bohot sooch samaj k chalna best ha.
          • #6 Collapse

            gee han ham jab trading kar rahe hote hain tab hame greed nahi hona chahie kun ke is ki waja se ham apni trading sahi tara nahi kar sakte
            • #7 Collapse

              dear forex aik business hai aur loss es ka aik part hai aur loss ke buaht se wajohat ho sakte hai for example ager trader ke pass experience na ho aur wo trading karta hai to definetly loss hi karega aur .greed hmary liye bohot hi khrab he hmien is se bchna chahiye chahiye agar geed me jaldi jaldi trading krien ge to market values pe dhyan ni jae ga or hmien loss b ho skta he
              • #8 Collapse

                jee han mere bhai is mein aisa hy ke ap ko greed se bachna chahiye is mein agar ap ye kam karo gy to ap hamesha
                noqsan othao gy is mein ap ko greed se ihtiat karni chahiye
                • #9 Collapse

                  yes Very good post I must say,,,,...,,,, main is se mukammal taur pe ittifaq krta hu aur ye khna chahta hu k greed is curse...so stay away from greed if you want to become successful in forex trading business.
                  • #10 Collapse

                    ji han apne boht achi bat kahi hai me apki is bat full agree hun greed aik wo chiz hai jo insan ko full tbah kr k rkh detihi hai or4 greed insan jitna door bhagy utna hi thik hai jub hum greed ko avoid krygy to hi hum trading me success hasill kr skhte hain
                    • #11 Collapse

                      it is the basic rules of the trading if you will not leave the greed then you cannot get the success in the forex that is why if you want to get the success in the forex then you should trade with out the greed
                      • #12 Collapse

                        ji haan app nay bilkul durust kaha k hum sab ko trading k duran jitna chahye greed say dor rahn achhaiye ye insan ko khokla ker deti hai us ko kisi qabil nahi rahnay deti us k under say sochny samjhy ki salahiyet ko khatam ker deti hai us ko nakara ban aker chor deti hai us main siwaye lalaach k kuch nahi hota jis ki wajha say su ko sirf nuksan uthana perta hai or wo kabhi kamiyab nahi hota .
                        • #13 Collapse

                          Mere bhai ap ney bhot hi acha sawal kiya hai mere bhai mere khiyal se forex trading business mein greed humein kam akrny mein madad dy sakti hai par humein greedy mein bhi dimag se kam akrna cahiye ta k achi trading kar sakein.
                          • #14 Collapse

                            yes brother forex business men agar aap greedy ko zeyda tar follow karte howe trade karen ge to aap forex men successful trade nhi kar sakhte, always trade apni investment ke mutabiq karni chahiye without any kind of greedy and emotions.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jee bhai jan bilkul apki bat thek hai aur mera bi ye he khayal hai k hum jab forex mein trading kar rahay hun to humain lalach aur jald bazi se bachna chahiye warna hum kabhi bi kamyab nahi ho sakty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X