Logon ki soch

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: masroor4745
    forex shoru karney se pahley ise sekhna zarure har kam may jab earning hota hay to us kelya wo hunar sekhna parta hay tab earning hotey hay agar experiece na ho to har kam may loss hey ho jata hay
    G mere bhaui bilkul theek kaha hai ap ney mere bhai mein ap ki bat se agree karta hun mere bhai bilkul new comers ziada tar is business k bary mein knowledge nahi lety jis ki waja se unhe loss ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: masroor4745
      forex shoru karney se pahley ise sekhna zarure har kam may jab earning hota hay to us kelya wo hunar sekhna parta hay tab earning hotey hay agar experiece na ho to har kam may loss hey ho jata hay
      G mere bhaui bilkul theek kaha hai ap ney mere bhai mein ap ki bat se agree karta hun mere bhai bilkul new comers ziada tar is business k bary mein knowledge nahi lety jis ki waja se unhe loss ho jata hai
      • #63 Collapse

        yes dear it is the right if we will not learn it then it is sure that we cannot get the success in the forex the learning and the earning having the direct relation if we will learn the more we will earn the more
        • #64 Collapse

          g han bhot se log forex ke bare men bhot kuch sochte hen new trader ate hen un ko kam ke bare men kuch pata hi nahi hota or trading karte hen unhen loss hota he is lie ap ko chaye ke kam shuro karne se pehle information hasil kar leni chaye
          • #65 Collapse

            mere khayal mn forex k baray mn logon ki soch ye hai k ye aik bht hi zada risky business hai jis mn zada loss ki twakko hai mgr kuch log forex ko najaiz b smjte hain
            • #66 Collapse

              g bhi bilkul is duniya main bhot say log hain har kesi ke soch difrent ha har kesi ke thinking way of talking sb chaing ha is liya bhot say log hain jinnay forex bhot burra legta ha but un k opsit wo log be hain jinnay forex bhot acha legta ha or wo isay say bhot achi income be letay hain
              • #67 Collapse

                Logo ki soch hai k forex trading aik fake business hai jis ko Bekar log karty hain or is se kisi ko koi faida nahi hota sirf loss hota hai . Jo log ye baat karty hain wo forex k bary me kuch nahi janty or na hi forex pr kaam karny se pehly is k rules ko follow nahi karty loss hony pr is ko fake kahty hain
                • #68 Collapse

                  thek kaha mery bhai new traders forex ko bgair sochy samjhy ek asan kam samjhty hain or pher galt trades lga kar nuksan uthaty hain or jab profit hota ha tu mention nai karty
                  • #69 Collapse

                    Yes, we can not able to give think to anyone that this is good business because many new traders do not give proper time to learn this business of the forex trading and they loss their money and say that this business is just for loss.
                    • #70 Collapse

                      Ghan broa p ne aqchi baat ki ha ma ap ki baat se 10 5 agree karta ho jo b new tarder hain wo greed kar ty hain or kar rahy hain jis ki wakja se un ko loss ho raha ha thanks
                      • #71 Collapse

                        forex kay bary mai logo ki apni apni soch hai kuch log issy illegal bhi samjhty hai her kisi ka apna point of view hota hai mery point of view say to forex best business hai world ka iss mai boht zaida earning bhi hai or learning bhi
                        • #72 Collapse

                          ji bahi ji jo log forex mai loss karty hain wo forex ko new learn karin ya bwo apne learning forex k about fast kar dain forex k abut google py buht c wab hn jo k humin live rate batati hn aor buht kuch.. but logo ki soch
                          • #73 Collapse

                            g bhai apne loago ki soch say mutalik jo bata kahe hai mai apki is baat say agree karta hu kiu k maine b yaha per dekha hai kafi trader ka yahe kehna hai k yaha forex broker aik accha broker nhe hai wo loago ko pay nhe karta per mai samjta hu aisa bilkul b nhe hai mje forex per trust hai
                            • #74 Collapse

                              bhai aap ki bat kaafi had tak theek hai lekin meri nazar mein loss honay ki vaja yeh hoti hai k logon k pass knowledge kam hota hai aur theek se learning and practice nahi kartay. agar ham demo per practice kar lain tau ham aik ache trader bun saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                jo muje lagta he log khud kaam kam karte hen dosro par ziyada bhroasa karte hen or is waja se hi unko nuqsaan ziyada hota he is lie forex me kamyaabi hasil kani he toh khud dil laga kar kaam karna he or agar loss hota he toh next time mistake na karen istrah hi learn hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X