Logon ki soch

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes brother main ap ke baat se agree karta hoin aisa he hota hai,,,logo k dill main lalch hota hai and wo samjhty hain k Forex se hum ek he din main ameer ho sakty hain and issi waja se un ko loss ho jata hai and wo Forex ko blame karty hain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      gee bhai forex trading main ager koi eeskhaty bhi nahi hai to wo lose bhi kartay lakin kuch na kuch to profits kamatay han asa nahi hota kay har waqat loss hi kartay han asa nahi ho suckta yah itni bhi muskil nhi hai jitna bna diya gaya hi
      • #48 Collapse

        yes brother i agree with you ham Forex trading kay business kay bohat jaldi join to kar laty han but es may mehnat keay bina earning karna cha rahy hoty han jo kay possible nae hay so hamy chahye kay learning bhi karyn and experience get karyn then earning automatically ho gi
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: khawajayi90 پيغام ديکھيے
          g bilkul mein ap ki baat sy agree hoon k aisy log mojood hein jo k boht zyadh jld baz hein aur sbr sy kaam nai lety hein aaur bagheer seekhy hi trade start krty hein aur aik raat mein ameer hona chahty hein to aisy logg sirf loss hi krty hein aur loss hony k bad forex choor dety hein aur kehty hein k ess mein sirf loss hi hota hy.
          Jab ek new trader trading start karta hai tu us ky pass du rasty hoty hn seekhny ky ya tu wo loss karta jaey aue seekhta jaey ya phir lehly seekhy aur phir business mein invest kary. Pehli wali condition koi bhi nahi use karna chahy ga par phir bhi loog kaam knowledge rakhty hoey forex ky business mein enter hu jaty hn jis ky baad loss hi uthaty hn
          • #50 Collapse

            ji bro aap ka sawal bhi acah hy main aapki bart samjh gaya hn logon ki samj bhi yahi hy log kahty hian k hmain koi kaam na karna ary or paisy aajain or forex main to bgir mahnat k kuch nhi hota is main loss he hota hy aapko frex main learn karn chiya experience hail karna chiya or phir he aap ismmain mony earn kar sakty hain
            • #51 Collapse

              g ha ap ne aik dam theek kaha hai ic mai bhot se log bas posting he kar rahe hai un ko demu account ka pta b nai hai kuch learn he nai kia demu account k baren mai or wo bs posting kar kuch b profit nai hasik kar sakte hai sab kuch learn karna ho ga demu account b or forex b phr hum kaam yaab ho gay or profit earn kar sake gay
              • #52 Collapse

                yes my dear freind aap bilkul thek keh rhey hain main bhi new member hon lekin mujhe jaldi nhi hai k main jaldi jaldi trade start kar doun main apne senior se jab tak thek trah se trading karna sekh nhi jata tab tak main koi aesa kaam nhi kron ga jiss loss ke chanse ho..
                • #53 Collapse

                  you are saying thright that they do not know that how to trade and they try to do it. but at first we should try to learn after taht we would have to try earn in forex
                  • #54 Collapse

                    i am new at this forum and have no experience of real account i am yet practicing a demo account...but in my opinion the demo account is not running market while in real accountwe do not care about losing, because we do not need to replace it, and of course it will make us do trading with low responsibility, this is the bad habit and we bring it to real account
                    • #55 Collapse

                      g han normaly new traders is main participation to ker elty hain lekin is ki proper learning and training hasil nai karty hain jis ki vaja say loss ho hojata hay aur phir wo kehty hain kay ye aik fraud business hay aur is main profit earn hi nai hota so pehly learning then earning
                      • #56 Collapse

                        mostly jo log is trading ko start kerte hen or iska koi experience nai hasil kerte or na hi iski learning lety hen , phir loss ker lety hen or phir blame is trading ko ker dety hen , or baqi logon ki soch b khrab ker dety hen k ye aik best business nai he to hmein iski learning le ker isy start kerna chahie.
                        • #57 Collapse

                          hello dear in my opinion different people has different think some people think about forex trading business is very much negative and they think about it is not a good work but they never follow any rule and regulation but always blam to forex trading business.
                          • #58 Collapse

                            ji aap ne ye baat bilkul perfect ki hay ke hum logon ki soch waqi yahi hoti hay ky hum ko kaam ssekhna bi na pare aur hum is main kamyaab bi ho jain to is ki misaal yoon hay ki hum doctor to nahi lakin hum doosroan ko koi dawa likh dete hain to jaise ke baroan ne kaha hay ke neem hakim khatra hy jaan ka hum log apne paon per khud hi kulhari marne wale hain
                            • #59 Collapse

                              ji bro bilkul thik kaha ap ne k forex pe kam karne k lie log na hi practicekarte hain r na hi demo use karte hain r jab loss hota hy un ko to wo forex ko acha nahi samjte r forex k bare main galt sochne lagte hain jab k unhun ne loss apni poor skills ki waja se kia hota hy kun k un k pas proper leaning hi nahi ki hoti jis ki waja se un ko loss hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mery khayal m koi bh kaam sekhy bghair nh kiya ja sakta hy logon ki soch hyk ek dm bussiness m profit hota chla jaey km mehnat sy likin profit k liye time mehnat or proper planing ki zrorat hy ta k forex forum bh upp ho sakey or hm earn kr saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X