forex trading mn loss kis waja sa hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

    Agar ap is mein trade open karte hain aur is mein apko achi tarah se market ko analysic karna chaye aur apko agar is mein expriences nahi to apko is mein expriences hasil karna chahye ya pher kisi senoir ki madad leni chahye is mein apko lach nahi karna chahye tab ja kar ap is mein loss se bach skate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

      Dear forex trading mein her month boht se log aty hein jinko proper knowledge nahi hota aur woh trading mein ziada profit hasil krny k liye big lot use krty hein is waja se unko loss ho jata hai woh market ki conditions bhi nahi janty k yeh kis tarah behave krti hai unko chahiye forex trading ko proper learn krein phr join krein tah k unko pata ho k loss kin reasons se hota hai.
      • #18 Collapse

        Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

        Jee dosto forex treading business aik ESA business hi jis min gulti kerny ki wja sy loss hota yh business bhat hi smjhdari kerna perta hi es min profit tu hota hi lakun risk bht zyada hi.treading jitna knowledge rkhta ho ager gulti kerny ga es lie es min loss bhi laluch kerny hota hi.....
        • #19 Collapse

          Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

          Dear forex ek bohat he acha or world best business ha is liye is mein hard work or achy experience kay sath he is mein work kiya ja sakta ha or forex mein loss ki sab say bari wja lalich ha kiyon kay forex mein apki ek bari lot ki trad apka sara account wash kar dyti ha or kam experience ki wja say he market mein loss hota ha is liye balance equity ka acha hona backup balance hona bohat he zarori ha
          • #20 Collapse

            Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

            forex main ham kam karty hain or hamy is ka bonus be milta hain lakin jab kam karty howy ham koi be galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain is main hamary brokers ka ya market ka koi be qasoor nahi hota hamy apni galtio ko avoid kar ky kam karna chahey pher hi acha bonus hasil kar ky apni tamam zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

              Bilkul aapane thik Kaha Ham experience na hone ki vajah se loss karte hain lekin Mere Khayal Mein loss ki vajah ya hoti hai ki hum is business ko dusre buisness se compare Nahin Karte Agar Hum Koi real business karte hain tu usme investment Jyada aur profit kam hota hai lekin Yahan Hum Koi investment bhi nahin Karte Fir Bhi dusre karno Se Jyada Paisa banana Chahte hen.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                Dear sir Forex trading man lost is wajah se Hoti Hai Kyunki Hum trading Mein mistakes karte hain aur greed Karte Hain Agar Hum mistakes aur greed na Karenge Tu Hamein kabhi bhi nuksan nahi hoga

                اب آن لائن

                Working...
                X