forex trading mn loss kis waja sa hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mn loss kis waja sa hota ha
    mera khial mn forex trading mn jo new log join krtay hn posten kr k bonus lay letay hn aur koshish krtay hn k bahot jald ameer ho jayn aur baghair kisi experience k big trade mn chlay jatay aur experience na honay ki waja sa loss kr jatay hn ap kia kehtay hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

    dear boht se esy trader hain jo without proper knowledge ke forex join kr lyten hain or trading bhe start krte hain laken end main jo result neklta hai wo sirf loss he hota hai forex ek waseeh business hai jis ki proper knowledge gain krne main kafi time darkar hota hai pehly full knowledge gain krne ki kosish kren then forex join krna chahye
    • #3 Collapse

      Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

      Dear hmy forex ma loss hmary lalch ki wajha se hota hai q k jb hm thora profit earn kar lety hain to hm khud ko expert smjh k zayada kamay k liye jaldbazi ma without analysis ghlt trade kr dety hain to tb loss hota ha or jb kbhi hm bari trade lga k busy ho jaty hain trade open kr k nahe dekh skty to tb agr stoploss na lga hua ho to tb bhi zayada loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

        forex trading aik internation business hai iss ko smajhny k lieya kafi knowlegde chahieay hota hai aur kafi experience ki need hoti hai phir he ap is main kamyab trader nban skty hain logon k pas kam experince hony ki wajah say unhain loss ho jata hai logon ko chhaieay k k pehly forex main achi tra say sekh lain us k bad he real trading main enter houn anari log he loss karty hain forex main.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

          G Dear sahi kaha hai apne aksar aesa he dekha gya hai k log bonus ka sahi istmaal nahi karte aur bas trad laga dete hain bina soche samjhe bas profit k peche bhagte hain aur aese main wo apna loss karwa bethte hain to jo bonus milta hai uska sahi istmaal karen soch samajh kar trading karen ta k acha profit earn kar saken aap
          • #6 Collapse

            Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

            Dosto forex trading ma jo b trader ata hy ya jo trader phely sy he forex trading ma hy wo yhe chaty hy k wo forex trading ma Jaldi sy jaldi ameer ban jy es ly jb b un K ps bonus ata hy wo bri lot lga k trading krna start kr dyty hy or jb un ko loss hota hy to account easily wash ho jta hy
            • #7 Collapse

              Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

              forex mien hamain es wja say loss hota hai k es mien hamary pass knowedge na hota hai or es mien aa ker kham kha he trade open ker dety hien jis waja say hamain es mien aa ker lss ka mo dakhna hot hai es lye mien forex meien aa ker ana loss kert hion or dosri waj es mien hamara greed kerna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku ke ager apko aik acha bonus mila hai to aap iss ko zaya mat hony de aur koshish kary ke greed se bachy jo apko sirf lose he deta hai aur hamari kam knowledge se bhi hamy lose ka samna karna parta hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                  Friend muje lgta hy trading my loss ki waja hum khud hy q k humy Itna knowledge ni hota k trade KB or kaha lgani hy ya phir pta b ho k trade yaha lgani hy to hum big lot k sath trading krty hy or sub kuch luck py chor dety hy jis sy humy kafi nuqsan ho jata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                    Forex men maximum loss hmari thori learning ki wja see hota hai humen trading ka proper knowledge Ni hota aur hum trading real account par krny ki koshish krty hn jis see humen loss face krna parta hai is k ilawa humen trading ka itna ziada experience Ni hota aur hum investment kr k trading krna chahty Han is ki wja see bi loss face krna parta hai is k sath sath hum thori so practice k baad samajhty Han k hum ne maximum learning kr li hai air hum real trading krny ki koshish krty Han ye bi humen loss ki traf le kr jati hai hmara overconfidence hmen loss ki traf lead krta hai is k ilawa hmari lalach bi hmen loss ki traf le kr jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                      bhai zayda tar forex me loss new traders ko bohat zayda hota hai ku k new traders ko koi guide karne wala nai hota or new traders ko bhi is bat ki fikar nai hoti k wo kisi se guide lain or agar kisi ko forex me trading karni ati bhi ho to wo gambling wagera k chakar me involve ho jata hai jis se loss k chances or bhar jaty hai or kuch traders greed me par jaty hai jo k nuksaan se hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hain loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy apne galtiyo ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                          Forex trading main loss honay ki main waja trader ko trading ka ilam hi nahi hota. baaz trader to aisay hotay hain jo yeah tak nahi jantay kay wo trade kaisay karen gay. jo trader trade lagana nahi janta to wo market ko analysis kaisay keray ga. aur jab wo analysis kernay kay kabil nahi ho ta to wo kabi bhi kamyab trading nahi ker sakta.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                            Forex trading business agr profitable business hy tu risky bhi ziada hy aur forex trading business mein loss bhi ho sakta hy aur ye zaroori nhi hy k loss new trader ko hi hota hy buht se experience trader ko bhi loss ho sakta hy aur loss tu kise mistake se hota hy aur mistake kise se bhi ho sakti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading mn loss kis waja sa hota ha

                              boss Hame trading mein loss is wajah se hota hai ke isme Hum greed Karte Hain aur uske sath sath Hamare Paas knowledge Na Hota Hai Azhar knowledge or experience Na Hoga Aur Hum greed Karenge toys main sirf aur sirf apna lossy karenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X