over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2086 Collapse

    Re: over trading se kya murad hay ???

    G han my dear forex friend overtrading s mrad Jab Ham ek hi Waqt mein zyada trading open kar lete hain To unhen Ham acche se control nahin kar paate aur isliye Hamen zyada loss ho jata hai Agar Ham zyada loss Se Bachana Hai To Hamen Ek Waqt mein sirf ek trade open Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2087 Collapse

      Re: over trading se kya murad hay ???

      Aur aap bus market Mein analysis per Jyada Se Jyada forward Karen FIR aap Kamyab trading kar sakte hain yahan se Kuchh Logon Ka Khyal bilkul durust sabit hota hai ki Forex mein jo log kaam karte hain UN Logon Ko Yahan per 90% nuksan Hota Hai To Kya Jab Woh Yahan per running Karte Hain To earning karne ke liye unke pass confidence level Nahin Hota Hai vah Apna confidence level already lose kar Chuke Hote Hain
      • #2088 Collapse

        Re: over trading se kya murad hay ???

        mery khail ma humy over trading ni kerni cahiy jab ap ko apny target k mutabiq profit mill chauka ha to pher ap lulach ni kery belky ap apni trade band ker day kun k over trading ma ap ko loss k chance ban jaty han is liy ma ti yahi kaho ga k over trading say becahna cahiy.
        • #2089 Collapse

          Re: over trading se kya murad hay ???

          Power trading Kamakhya ke time per maximum today open karne Ki Koshish Na Karen aur ek time per ektrit per hi focus Karen Ek pair per focus Karen Jab Ham ek se maximum pairs of focus karne ki koshish Karenge To Ham kabhi bhi Aisi trading co possible Nahin Na Sakenge hamen bhi class Ke Sath Hai Tumhara account bhi ho sakta hai isliye Kabhi overtrading Na Karen tarkashi trading co Mumkin Banaya Ja sake
          • #2090 Collapse

            Re: over trading se kya murad hay ???

            Acha tu mery bhyo agr hum apni equity ka hesab say zyaada trades open kar dety hy aur humary pas fres margan kam reh jata hy tu esay over trading kaha jata hy mery khyal say over trading ka koi faida ni hy esi ki waja say tu humy loss huty hai humy risk ni lena chahayai bus tasali say kam krna chaheyai tahqay hum kamyab ban sakay
            • #2091 Collapse

              Re: over trading se kya murad hay ???

              Dear agar aap aik din may market ko samajh kar kaam kar rahay ho or aap nay apnay hisab say aik acha profit lay liya hay to phir aap us din or trading na karo ya over trading may aata hay or iss say aap ko loss honay khatra rahta hay.
              • #2092 Collapse

                Re: over trading se kya murad hay ???

                Dear Forex member Mere Khyal se Yahan overtrading ka matlab hai ki Ham Delhi ka Apna trade Kahe target fix karne Chahe Hamen loss ho ya profit Ek Din Mein Ek Hi trading Karen Agar loss ho to usse knowledge Hasil karne ki koshish karen aur Agar profit ho to usse Khud Ko increase Karen aur FIR apni practice ko time bata ke Ham Achcha experience increase kar sake aur accha profit Hasil karne Ke Kabil ho sake
                • #2093 Collapse

                  Re: over trading se kya murad hay ???

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
                  over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
                  Bhai Jaan Hai overtrading ka yah matlab hota hai ki aap apna Jo target set karte hain use target ko hit karne ke bad aap Jyada ke bare mein sochne lag Jaate Hain isase over trading Kahate Hain aur Aise kam karne se aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho, sakte aur na. Hi acchi kamai Hasil kar sakte hain isliye. Overtrading Se Bachkar kam Karen
                  • #2094 Collapse

                    Re: over trading se kya murad hay ???

                    Dear Forex member jahan tak mera hal hai to Yahan over trading ka matlab hai ki Jab aapko Ek trade Mein profit ho to aap excited hokar Usi time dusri trade open kar deta ke aur bhi profit Hasil Kiya Ja sake aur Agar aapko loss ho to aap sorry Taur per dusre trade open Karen Parker aap apne loss ko recover kar sake Aisa karna bahut hi galat baat hai isase aapko big loss ho sakta hai aur Aapko Mila vah profit bhi wash ho sakta hai
                    • #2095 Collapse

                      Re: over trading se kya murad hay ???

                      over trading karna humary liye na munasib c bat hoti hay kun kay agr kam ko aik sequence say karty hain or achy say karty hain to trade karna humary liye ziada best ho sakta hay kun kay trading system ho agr hum smjh kar karty hain to ziada hurry nai karty hain to market main acha profit gain kar sakty hain or successfull ho sakty hain
                      • #2096 Collapse

                        Re: over trading se kya murad hay ???

                        Over trade se Murad yeh k hum ko apne account me mojod bulance k mutabiq trade lgani chahye us se zeyada nahen Lgani chahye q k agar humara account chota howa or us par trades zeyada lgi hongy to hmara account wash bhe ho sakta Hy es lye kehte Hain k trading me agar save rehna Hy to hum ko money management k sath Kam krna hoga es trah agar hmare trade zeyada bhe loss m jati Hy to humara account wash ni hoga Bal k save hoga to hum ko over trading se avoid krna chahye Dave trading krna hogy
                        • #2097 Collapse

                          Re: over trading se kya murad hay ???

                          There are many websites, magazines and even functions for cell cellphone the place one can examine Forex information and be aware of about how overseas alternate brokers are progressing and placing in their strenuous efforts to preserve the economic market of the united states of america effectively.
                          • #2098 Collapse

                            Re: over trading se kya murad hay ???

                            aab say zyaada trades open kar daity hain or hamary pass free margin kamm reh jaata hai to issy over trading kehty hain.mery khyaaal sy to over trading ka koi faida nahin hai.is ki waja say hamain loss he hoota hai.hamain apni equity kay 20% say zyaada risk nahin leena chahiey.
                            • #2099 Collapse

                              Re: over trading se kya murad hay ???

                              Over trading ka Matlab hai aik waqt mai itni ziada trades open ker laina kay apnay account balance ko totally engage ker kay margins khatam ker kay pay risk mai lay Jana. Forex trading mai over trading kernay waley traders kabhi bhi kaamyab nahi ho saktay kiyu kay unn kay paas hamesha he margins ki kammi rehti hai aur margins na honay ki wajah say uss kay accounts her waqt risk mai rehtay hain aur account wash ki talwar unn kay ser pay her waqt latakti he rehti hai. Over trading kernay waley traders raato raat ameer honay ka sochtay rehtay hain jo kabhi bhi possible nahi ho sakta hai. Forex trading business mai kaamyabi unhi traders ko milti hai jo over trading say bachtay hain aur limited trading kertay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2100 Collapse

                                Re: over trading se kya murad hay ???

                                Overtrading use waqt hoti hai jab aap ek time mein ek se jyada trade laga le sometimes yah acchi bhi ho sakti hai kyon kya office se apna total loss recover kar sakte hain agar yah profit mere hi Tu agar overtrading last mein jaati hai to aap aap ka loss jyada ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X