over trading se kya murad hay ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    Re: over trading se kya murad hay ???

    hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi aur is main limit jab uncntrol karty hain limit say barh k is main bonus hasil karty hain so hamain is k bary main pahly learn kar k is main learn kar k hi hum achi trade karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      Re: over trading se kya murad hay ???

      hello dear brother asalam oalikum over trade ka matlab ha bara trade lagana our aik kay ooper aik aur trade open kar dena is ko over trading kehtay hain humain hamesha aik waqt main aik trade he open karni chahiye taa kay hum acha earn kar sakain.
      • #2043 Collapse

        Re: over trading se kya murad hay ???

        market main planing kar k hi trade karni ho gi tab hamain faida ho saky ga ta k loss kam ho saky ga aur markt main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main kamyabi hasil ho saky gi aur real main profit hasil ho saky ga
        • #2044 Collapse

          Re: over trading se kya murad hay ???

          mraket main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur hamain market main information hasil karein gay tab hamain faida ho saky ga aur expeirnece best ho ga tab hi hum real main kamyab ho sakty hain it is best
          • #2045 Collapse

            Re: over trading se kya murad hay ???

            Dear overtrading se murad hey her waqt apki trade ka lega hona. Kuch trader market ka flow nhen dekhty aor her waqt koi na koi trade open ker key rekhty hain. Over trading aik bad habit hey iski wajhan se akser loss hi hota hey. Trading limited kerain ya us waqt trade lagain jeb trend strong ho.
            • #2046 Collapse

              Re: over trading se kya murad hay ???

              hamain market main is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi aur is forex main kam kar k profit hasil kar skaty hain aur over trader karny k liye learning karni ho gi ta k achy say perform karny k kabil ho sakty hain
              • #2047 Collapse

                Re: over trading se kya murad hay ???

                market main trade karny say pahly is k bary main anlsye karni ho gi ta k achy say perform kar sakty hain aur market main up aur down ko mind main rakhna ho ga aur knowldge jitna acha ho ga ta k earn ho gi it is best job for all
                • #2048 Collapse

                  Re: over trading se kya murad hay ???

                  ji metre kheal se over tradinge se murad hai ke eik hi time mein eik se ziada trades open karna hai or aghar to trader ke pass acha exprince or knowlage hoto woh is mein kamjab bhi ho jata hai lekin is mein loss ka ziada chanc hota hai
                  • #2049 Collapse

                    Re: over trading se kya murad hay ???

                    ye ak boht hi best buinsess hai is forex main kisi bi waqt trade kar skaty hain tab hi hum sucess hon gay aur is forex main planing karein gay tab hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade lga skaty hain ta k loss km ho
                    • #2050 Collapse

                      Re: over trading se kya murad hay ???

                      trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main enter hony say pahly is k bary main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main enter hony say pahly is k bary main expeice hasil kar k hi hum real main sucess hon gay it is best job
                      • #2051 Collapse

                        Re: over trading se kya murad hay ???

                        market main trader ko chahye is k bary main planing karni ho gi aur is main confidence say hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum real main perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main sucess ho skaty hain
                        • #2052 Collapse

                          Re: over trading se kya murad hay ???

                          Over trade ka matlv htaa hy ky bandaa jo trade nai krni chaiye wo bhi trade krna shru krdtaa hy istrh wo loss kr jata hy galt faislon mn aakr bandy ko hmesha ksish krni chaiye ky sirf confirm trade e kry aur isky ilwaa koi trades naa kry over trading bands zyada earning ky lalch m akr krta hy.
                          Mehnat Me Azmat hai
                          • #2053 Collapse

                            Re: over trading se kya murad hay ???

                            is forex main is k bary main hard work karni ho g aur market main trade karny say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum scuess ho skaty hain aur hamain is k bary main hard work kar k hi hum apni mhnt ka phl mily ga so hamain market main trnd ko use kar k hi hum real main scuess hon gay
                            • #2054 Collapse

                              Re: over trading se kya murad hay ???

                              g over buying and selling se ye murad hain k ap zyadaa trading karty hain yani ok money mangemnt okay sath trading nahi karty usasey zaydaa karty hain is principal faidaa b hain aur nuqsaan b apkaa account wash b ho sakta hain overtrading se so bhai meraa yahi mashawraa ahin ok forget about over trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                Re: over trading se kya murad hay ???

                                nuqsan b ho sakte hen aur haman ak acha benefit nai mil pata ha maihuman loss k b kafi zyada chances hoty han is liye dhyaan say kam karna chahien samjta hun k haman overtrading nai karni trade kar rahy hain kbi kbi ye thek hoti hai aur kbi naqsan day bhi hoti hai q k es tarha sai concentrate nai kar sakty aur loss bhi ho sakta hai trade chor do apny mind ko relax kro ku k lalach buri bala hoti ha isliy is sy bchna chaey trade krty wqt khial rkhan chaey k agr loss ho to brdasht krian traders who do it will must fall in a big loss. So we need to stop over trading and need to trade with a discipline

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X