over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    merket main aaap jaab entry kar lete hain pher aapko loss hota hain aap kehte hain k aab yaha pher sell bnta hain tu aap or sell laga lete hain is tar aaap 2 3 trade opan kar lete hain jis say aapka account loss ki taraf nikal jata hain and loss ho jata hain main apko yahi kahogi k aaap overtrading maat kare overtrading ka matlb hain k ziyda trade opan karna and is say accoutn wash ho jate hain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      market main hum sab achi trade lga sakty hain aur market main trade karny say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum achy say profit hasil karein gay aur hamain market main trend k ouse kar k hi hum real main profit hasil karein gay ta k is forex main earning ho
      • #2028 Collapse

        bhai boht say log jab trading kertay hain to itni zayda trading ker detay hin kay ap ko trading panel per order hi order miltay hain. trading hamesha apnay account kay mutabiq kerni chahye aur ager ap ka account ap ko ijazat deta hay kay ap ki total trading .5 lot say zada nhi hoin chahye to ap .1 ka 5 orders laga do ya aik .3 aur dosra .2 ka laga do is lay ap ki total trading volume .5 hi rahay ga. aur ager is say zayda trade order lagao gay aur lot size .5 say oper chala jay to is ko over trading kehtay hain.
        • #2029 Collapse

          is forx main hard work kar k hi hum sucess ho sakty hain aur is main trade karny say aphly is k bary main anlasye karni ho gi tab hamain kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur har koi is main achi trade lga k hi hum sucess ho sakty hain it is best job
          • #2030 Collapse

            over trading hum us trading ko khaty hai.kay jis account main balance kam ho mager lot size buhat ziada ho.is tarha ki trading wo trader kerty hai.jo kay is business main profit ko hasil karny kay liya buhat hi ziada greed karty hai.or apko pata hona cahiya.kay greed is business main sab say ziada loss ki waja benta ha..is liya is tarha ki trading karnay wala trader is business mian kabhi kamiyab nahi hota ha..
            • #2031 Collapse

              Over trading ka matlab ha k 1 trade lagai wo loss ma gai again 1 trade open kar di dono loss ma gai to 3rd trade open kar dena aese hi insan ko pata ni chalta equity kam reh jati ha over trading insan jazbat ma a k karta ha aur forex ma jazbat ni chalte. Is lye no Overtrading.
              Rimmy667
              • #2032 Collapse

                Dear forex treding m over confidons sy murad hmari apni mistak hen k hm ak waqt m ak sy zyda tread order krty hen jis ki wja sy hmy bar bar loss face krna parta hy hm over confidons m a k bar bar tread order krty hen r bri bri lot lgaty hen .
                • #2033 Collapse

                  Ye apki knowledge per depend karta hai ke aap kitne trade lgaty ho aur ye apky haq me he jaye ge ya nahi ager apny market ke achi tarha se analys kia hai aur conform hai ke aap trade aapky haq me jaye ge to aap double trade lga sakty aur aik acha profit earn kar sakty ho aur otherwise aap karo ge ya account wash ho jaye ga
                  • #2034 Collapse

                    forex mai hum target bana kar kam karty hain lakin jab hum zada paisa hasial karny ky cakar mai over trading karty hain to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain is mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai kabe be band nahi ho sakta
                    • #2035 Collapse

                      Re: over trading se kya murad hay ???

                      forex mai hamy target bana ky kam karna chahey agar hum over trading kary gy to hum kam sahe sy nahi kar py gy or hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                      • #2036 Collapse

                        Re: over trading se kya murad hay ???

                        is forex main kam kar k apni har zarort ko pora kar skaty hain aur hamain is k bary main trend ko use karien gay ta k achy say trade lga sakty hain aur is main kamkar k apni har zarorat ko pora kar saksty haina ur market main trend ko use karein gay
                        • #2037 Collapse

                          Re: over trading se kya murad hay ???

                          Bahi Ap ka swal Acha hy.as ka jwab hy k jab hum aik wkt ma aik say zayda trade open karty hain to us ko over trading bolty hain q k agr hum aik say zayda trade open karin gay to hum ko loss k zayda chance hain as ki vja hy k phr hum market bko sai say analysis nai kar pain gay.
                          • #2038 Collapse

                            Re: over trading se kya murad hay ???

                            ji dear merye khial mein over trading se murad ye hai ke ap eik hi waqat mein eik se yeada tarad lagado do to use over trading kehte hain forex ke busince mein over trading karne se ap ko loss bhi hosakta hai is leye over trading nahi karni chaheye
                            • #2039 Collapse

                              Re: over trading se kya murad hay ???

                              Over treading Kabi b ap ko benefit nae da sakty ,,over treding means at a time buth c entry lana different pair Pa,, ya aike e pair Pa buth c position open Kr lana b over treading he hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                Re: over trading se kya murad hay ???

                                Assalamualaikum over trading se Murad Ek Se Zyada trade open karna hai agar koi trailer Forex online trading business par Mukammal experience Rakhta hai 2 Woh good trading kar sakta hai Magar ussy bhi zeada trade open krne se bahna chahea.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X