over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear wese tu ye best he leken jb apka amount kam hote lage tu tb over trading mat karo q ke ager margin kam ho giya tu apek lye boht mistake ho skte he as lye koesh yehe karo ke simple trading karte raho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g haan dear is ka mtalab hai k ik time main ik say zyada trading karna and is main hum ager ik say zyada trading karin gay to haimn is main loss b ho sakta hain and haimin chaiye k hum is main ik time maijn ik hi trading karin ta k hum loss sai bach saky and profit hasil kar saky.
      • #78 Collapse

        Trader in forex market is very good. because all the traders can make huge profit from forex trade business. but really true that over trading is more and more hard and risky. over trading result is must loss.
        • #79 Collapse

          bhai is apka swal k over trading say kiya morad hay tu bhai may is baray may kuch nai bta paunga q k may abhi forex ki jado bhari dunya may bilkul naya hon is baray may mujhay kuch maloom nahi hay abhi tu sirf seekh he raha hon.
          • #80 Collapse

            Over trading ka matlab hai boht ziada trading karna or lalach me ana.Over trading hmesha nuqsanda hoti hai .Hmen normal trade krni chahie or aik waqt me 1 ya 2 se ziada trade nhi lgani chahien ta kay hmari concentration divert na ho or hum acha profit hasil kar sken.
            • #81 Collapse

              This is not good for you to trade overtime because you will be able to see the main reason that you can be able to trade from one level to the other at all times
               
              • #82 Collapse

                Over trading se murad ziada trades karna he , at a time jab ap ziada order place kartay hein ya que sheet me lagay hoty hein unhein over trading kehtay hein, over trading se kabi ap ko huge profit ho jata he or kabi huge loss, es liye over trading se avoid karna chahye.
                   
                • #83 Collapse

                  over trading main jo k aap boht zayda trading katy hay aur aap apne daily or weekly profit target say b zayda profit earn karne k baad b zayda earning ki lalach main aur zayda trading karty hay to es ko hum over trading ka name dyte hay qk ya boht he dangerius work hai aur es main kafi loss b hu sakta hai
                  • #84 Collapse

                    dear mere khayal me over trading se murad hay kay ap jaldbazi kar reheh hain ya phir ap bohat zayada laalach me ah kar zayada order place kar rehe hain. ap ko hamesha market ka trend daikh kar profit kamana chahiye.
                     
                    • #85 Collapse

                      over trading se murad bohat zayda investment karna....her cheez her kaam ki aik limit hoti hai agr insan us limit mein reh kar agr apni struggle jari rakhey tu vo vo na sirf profit be hasil karta hai bllkay happiness be us ka muqader ban jati hein
                      • #86 Collapse

                        wo is goal ko aik makhsoos time me hasil kany ki koshish karty hain kai dafa wo is goal ko jaldi earn kar laity hain phir b wo lalach karty hain is ko over trading kehty hain acheive kar kay bhi more trading kar rahe ho aur ap ka thakan se bhi bura hal ho tou aisi halat main trading ap ko loss karwa sakti hai.
                         
                        • #87 Collapse

                          apna daily ya monthly aik goal set karty hain aur wo is goal ko aik makhsoos time me hasil kany ki koshish karty hain kai dafa wo is goal ko jaldi earn kar laity hain phir b wo lalach karty hain is ko over trading kehty hain kernay ki stratigi apnay issay ager profit hoga to wo zyada hota hy aur loss hoga to nuqsaan bi zyada hota hy aisa kerna risk sy khaali nahi hota
                           
                          • #88 Collapse

                            Overtrading sai murad hai kai apnai set karda target sai zyada trading karna. Yeh zyada tar nuksaan deti hai kyun kai apko lalach a gata hai profit ka and is waja sai ap wrong orders laga detai hai. LEkin kabhi yeh faidai mand bhi hoti hai. Jesai agar apko zyada loss ho to over trading kai zaryai ap woh recover bhi kar saktai hai.
                            • #89 Collapse

                              over trading tu yahe hai ka app na ik say jada trade ker le ho agar app friday ka bol raha hai tu mai na asa nahe suna agar koi ker ta hoga wo es leya kerta ho ka last day hota hai week ka es mai jetna acha trade ho gy tu acha profit kama sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                well over trading se murad hai k aik waqat mein zyada trade karna ya baar baar trade karna..iska faida bi hai or nuqsan bhi..kabhi is se bohat zyada profit ho jata hai or kabhi bohat zyada loss bhii..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X