over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1861 Collapse

    is main hamain trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi hum run kar saky gay aur emotion ko kabo main rakh k hi insan trade kar k run kar saky gay it is best
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1862 Collapse

      over trading ik greed hi h aik time mn kafi trade lagane ko over trading kehte hain mere khayajl mn ismen loss k chance r b ziadaho jate hain aik ache trader ko over trading ni krna chahiye isko recover krna mushkil ho jata h, is liye ziada greedy ni hona chahiye
      • #1863 Collapse

        dear over tradig jaisy k naam se lag raha hai k bahot zayda trades lagana to ais se murad ye hai k agar humra account chota hai aor aus mai hu bahot sari trades laga dety hai jis k qabil wo account hota ni hai aor atni aus mai trades laga dety hai to wo over trading hoti hai.
        • #1864 Collapse

          agar hum apny account ko manage kar kay trading karen gay to hum esmain kamyab ho sakty hay so humay esmain ziada trading nahi karni chahiey bs account ko theak say manage kar kay trade karni chahiey
          • #1865 Collapse

            ye greed main hi ata hai aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho skay gi it is best
            • #1866 Collapse

              Ovr trading k chakker min aksar logg nuqsAAN kr ly hIn jahan py jitni gunjaish wahan jtna hi kam kia jana chaheyy wrna lalch k chaker main profit loss main convrt ho jata hai
              • #1867 Collapse

                salam bhai bhai mery khayal sy to ye hy ky koi bi shakhs agr apni equity ky hisaab sy zayada trads khol dety hein tb free margin kam reh jata hy to issy over trade kehty hein lagt hy iss ki waja sy loss hota hy thank you.
                • #1868 Collapse

                  Asslam o alaikum bhai jan over trading se murad ye ho sakta he k aik insan sara din trading krta hy ir bus krta chala jata hy yahan tk k us ko or kisi cheez ka hosh nhe hota bus wo trading hi krta rehta hy or kbi profit hasil krta hy to kbi kbi los lakin phr bhe wo trading krta rehta hy or profit hasil krta rehta hy
                  • #1869 Collapse

                    over tardeng mei hum zaida wakat mei serf tardeng krty rehtey ahen na tou ghar walon ko times de patey ahen or na hae hm Forex buseness mei achaa munafa kamai ker sakatay hen kyo keh mei nei tradings ko eak wakat dia ha, tb hm relax rehtey haen
                    • #1870 Collapse

                      sir over trading sy murad hy k forex trading men ziada sy ziada trading karna . aap baghair target k and baghair kisi k kud trading karna . jab aap target set kar k trading kartay hen and agar aap apna target pura kar laenty hen to aap us din trading khatam kar den,
                      • #1871 Collapse

                        Over tradings mein go ky ap bohat zeada tradings katey ha or app apney her dinn aur hafty mein profits goal sy bhi zeada profits kamai kr ny ky baaed bhee more kamai kee lalch mei or more tradings krty hai to ess ko hm over tradings kaa naam dyti hey qk yaa bohat he dangirius works ha, aor ess mein kaafi lose bhi hu skta ha
                        • #1872 Collapse

                          Hum jab bhi trade karny to phlay apni equity ko chak karn jata humry pass balance ho us ka hasb sy volume use karna chay agher hum equity ko chak nay karny gy aur trade open kar dyan gy to humy loss ho jay ga as lay zyda trade lagny sy parhaz karny aur over trading na karny
                          • #1873 Collapse

                            I think over trading se muraad he k ap aik time main aik se ziada trading kar rahey ho aur is main aik aadmi aaik se ziada trades main participate kr raha hota he. is soorat main us ko bahut ziada faida bhe ho sakta he aur usey nuqsaan bhe bardaasht krna parr sakta he both chances you have.
                            • #1874 Collapse

                              Forex tradings karobar mein over tradings wo hooti ha, ky aek wakat mein aap aek sy ziyada trading open kr lo aor ziyada tar laog ye iss ley kartaey hen key agr 1 trading sy lose hao jaey to dosree sey munafa hasil sakaein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1875 Collapse

                                Over tradings kaa meaning ha, aek to aapne times ke tradings aor phr over times ke tradings krna phr khaood pei inhesar hotaa ha, lose bhee hosaktaa ha, aor profits bhee.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X