over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    is main hamain trade karny k liye boht hi experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho skay aur is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      hamain is main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur is forex main trade karny k liye experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho skay aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k eanrho
      • #1833 Collapse

        jab b hum trade karty hain to humain learning kar kay achy say kam karna ho ga humain demo ko use kar kay practice say kam karna ho ga is main ziada trade karna ziada sai hay
        • #1834 Collapse

          samaj booj k sath kero gga to faida mai rahen ga is waja s kaam ko achy s samaj ker kero to lose kaam ho ga .. wase b business mai profit or lose chalta rahta h . donot worry janab...
          • #1835 Collapse

            over trading se murad hai k ap apnat traget se zyada trade krain.ap ny utna profit hasul kr liya hai jitna ap k liye more then enough hai per phr b ap lalavch mai aa k trade krty jaa rhy hai, ye bohat khternaak chezz hai q k market bohat random hai or baar baar trade krny se loss ho skta hai.
            • #1836 Collapse

              aik say zyada trade open kerna aik hi waqt man over trading kaha jatta ha ic ku ye new traders ku nae kerna chahye kun k her pair ka apna up and down ka time hota ha phir un ku handle bhi kerna hota ha
              • #1837 Collapse

                es market ma loss ki sab se bari wja over trading b ha kyu kay es main kafi cheezy aa jati hain jese apny emotion pe control na rakh pana aur loss he krty jana aur patience jese cheez bilkul na hona wgaira . hmesha whi trader kamyab hoty hain jo sirf aik target kay mutabiq kam krty hain aur over trading se boht door he rehty hain chahy unhy ktni entry mily wo nhe trading krty .
                 
                • #1838 Collapse

                  is main overconfidence say kam nai lena ho ga ta k earn ho skay aur trade karny k liye hard work karni ho gi aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur hum market main earn karein
                  • #1839 Collapse

                    over trading basically wo log kartay hain jin ko zada paisay kamany ki ya jaldi se bara boss banany ka nasha demagh per chara hota hai laikin over trading se hota to loss he hay kiun aap kay andar greed ka level bar jata hay hay jab greed bar jata hay to app panic main a kar ghalt trade laga jatay ho or loss zada hota hai
                     
                    • #1840 Collapse

                      over trading say murad yeh hai ke forex trading kay doran jab b ziada trading ke jiye tu woh over trading ho ge. ziada tar traders trading kay liye achay entry point ka wait nai karte aur us ke jagha bar bar trading kar rahy hoty hain . over trading kafi nuqsan daay hoti hai.
                      • #1841 Collapse

                        over trading sy murad ek waqat main kai jgha main trading krna...or es sey 2no baatin ho skti hain yani ap ziyada kama b skty hain or ziyada ganwaa b skty hain...
                        • #1842 Collapse

                          Overtrading sai murad hai kai apnai set karda target sai zyada trading karna. Yeh zyada tar nuksaan deti hai kyun kai apko lalach a gata hai profit ka and is waja sai ap wrong orders laga detai hai. LEkin kabhi yeh faidai mand bhi hoti hai. Jesai agar apko zyada loss ho to over trading kai zaryai ap woh recover bhi kar saktai hai...,
                          • #1843 Collapse

                            Overtrading ka mean hai ka ek time main ek se zayda trade lagana is se bad dafa frofit be hota or loss be hota lekan maximum ap recover or let's hain lekan ap ko zaracehtitat krni chaheye
                            • #1844 Collapse

                              Forex trading busniss mai apna overtrading ke bare mai pocha hy tu over trading sai murad ye hy k hum ek timemai ek saizaida trades open kerna ko khty hy easa nai kerna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                Jaha tak mujhy smjh aya over trading sy murad ha 1 time ma 1 sy zayada trading krna ha kbi kbi to is sy faida b hota ha ar kabi koose k chance b hain. Over trading ma i think risk zayda ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X