Fear of loss Is a reason of loss. Are You Agree ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    han ji bhai jan bilkul aesa he hai jis bande ko loss ka khof rehta hai usay he forex me loss hota hai agar is business me aap ko earnings karni hai to apne andar se loss ka darr nikalna ho ga aap ko kiun ke loss ka darr he aap ko is me agey barhny se rokta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      as a beginner is better not first thing as thinking about money, better always diligent study and practice in order to carry out trading properly. by always learning so that it can control the emotions of greed and fear spared. if what we learn is correct then surely profits will surely follow
      • #153 Collapse

        jee haan jaanaab .. apne bilkul sahi kaha hain k agr jab hum loss honey sey daartey hain tabhi humhe sab se ziyada loss hasil kartey hain humhe chaye k hum trading apni pori efforts laga kar karen taa k koe chance na rahe ..
        • #154 Collapse

          G ma bilkul agree hu is bat se k fear of loss is a reason of loss, if you have patience in trade and dont fear of loss then very rarely chances are of loss, so dont be fear when you trade.
          • #155 Collapse

            g han han dost ap sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik boat acha aur world wide bussiness ha aur is ma hamay earning ka sa kbi kbi loss b ho jata ha but dost hamay is sa umeed nhi chorni chaiaya aur ya na ho ap kam chor dy ya na kry kam krty rahay ap ko earning zaror milay gai.........
            • #156 Collapse

              g ha ma ap ki bat se agree karta ho k log forex trading ma sarf log is lea loss karte hai kue wo greed our fear ko control nai kar sakte hai
               
              • #157 Collapse

                gee haan forex mai jang to nhi lrna hoti ha ka trader is main fear kry aor trading main asani sy trade lagai jati ha jo kah sb kay liy asan ha aor is main experinece ho to sb chezain asani sy trader acheive kr lata ha
                • #158 Collapse

                  g han main to bilkul agree hn aur forex mein bohat se logon ko is hi liye loss hojata hai ke wo loss se dar rahe hote hain aur unko forex mein ane se dar lagta hia because ye bohat risky business hai,to apko darna nachi chahiye loss se balke apko money management seekhni chahiye.
                  • #159 Collapse

                    G janab fear of loss reason banti hy asal loss ki bcz agar hum loss ky darr sy trading kry gy tu hamari trading ka koi faida nai hy so trading ky liyay ap ko loss ka darr apny mind sy khatam krna ho ga.
                    • #160 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum ye ap ney bilkul thek bat ki hey key forex trading key business me loss ki aik main reason ye be hey key hum is me loss sey dartey hen aur apna confidence loose kar key trade kartey hen jis sey hum ko loss ho jata hey.
                      • #161 Collapse

                        sometime aisa bhi hota hy ke ap loss ke dar se entry he galat le bethty he jis se ap ko loss bear krna parta hy to esy situation me ap ko first of all apny ap ko relex krna parta hy phir ja ke trade krni parti hy
                        • #162 Collapse

                          g han bhi jaan mai ap say agree klarta hun kyun k log darr darr kar kaam kartay hain wo sochaty hain katy agar hum yeh karain gayu tou kahin wo galat na ho jay iss liye wo sahi kaam bhi naghi kartay
                          • #163 Collapse

                            bhai trading me fear of loss usi trader ko hota hay jo ya tou semi skilled ya unskilled hota hay agar aik trader ko apnay concepts per poora aboor hasil nahi hay tou woh achi trading nahi ker skta and loss kay fear se quality decision bhi nahi le skta
                            • #164 Collapse

                              g brother ap ne bilkul thik kaha foexx business me jo b trader kisi b pair pe trading kre or wo pair wkti tor pe uke against chala jae to un ko khtra lahak ho jata hy k ab loss kafi ziada ho ga wo tolerence ka muzahira hrgiz ni kerte oe unki preshta jata ani ki hadd or prature barhta jata h or wo koi glourious per
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g ha fear se bach kr trading karo pher he ap kamyabi ki taraf jaeo gay warna loss khao gay maret ko analysie kar leya hai tu order laga he do

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X