Fear of loss Is a reason of loss. Are You Agree ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    trading aik mush risky business hay lekin is main profit and loss kay equal chances hoty hain but humari weakness ki vaja say loss kay chances berh jaty hain aur profit kay kam ho jaty hain weak point main loss ka aik main reason fear bhe hota hay jo trader ko loss invite karta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g ha g jnab,,,,sahi kaha hay app nay jnab...trading is a very good job jnab...or ager isw main shai trha sya kaam na na karain jnab...to s main hamra hi loss ahy
       
      • #138 Collapse

        We can say that we are follow the bad way or short cut way then we are not a good work in this market and we are face the losses in this market. We are always choose the right way.
        • #139 Collapse

          ma ap ki baat sa agree karta ho, this is only ma reason of your loss because in real live acount if we are going to place any order then we can have loss thinking but if demo there is no any fear of loss every body can enjoy with there,
          • #140 Collapse

            yeah yeah i am agree with u insan loss na ho jay ye bat zehan mein btha lety hy or wo pher darty rahty hy k kahen loss na ho jay or esi tention mein wo darh darh k kam karty hy or pher jahan loss nhe be howna howta wahan be loss ho jata haa wo bee suddenly...
            • #141 Collapse

              darny sy loss hga and forex aik international worldwide business hai aur successful trader bannay ky liye aap ko effort aur hardworking ki need hoti hai aur yeh best hai aur achay trader ky liye aap ko greedy sy avoid aur discpline ko follow karna hota hai tab aap is business mein professional trade ban saktay hain.
              • #142 Collapse

                G han blkul forex trading me agar ap ko loss ho jata hai to ap himat haar jatay hain aur loss se darnay lagtay hain jis ki waja se ap ko aur zyada loss ka samna karna parta hai is liye loss ho jay to usay recover karnay ki koshish karein.
                • #143 Collapse

                  salam bhai jee app sahi kah rahay ho is mein jo darta hai woh marta hai is liye dar ko khtam kar kay app ko trading karning chahyia ???????
                  • #144 Collapse

                    It is very good for you to make good reason so always concentrate when you can make good progress so be very good for you to make good money and see the sure way that you can make good money
                    • #145 Collapse

                      fear of loss forex mein loss hota hai aur forex aik risky business hay aur yeh aik worldwide business bhi hay isi liye log is ko sekhty hay takay woh forex mein kamiyabhi hasil kar layn aur lifetime is say good money make kar sakay lekin is mein loss bhi hota hay isi liye ap ko care karna hoga .
                      • #146 Collapse

                        jo expert traders hoty hain wo kabhi bhe apny trade ko loss nai hony dety q k un ko apny trade and apny exportation per trust hota ha r agar wo ek dafa loss kar bhe lety hain tu next time k ley unki koshish hoti ha k wo apni ghalati pher se repeat na karin.
                        • #147 Collapse

                          Bhai apki bat theek hai trading mai loss ka b kafi dar hota hai.lakin mai apko btana chahoo ga k loss honay ka dar sirf trading mai hi nhi blkay hr business mai hota hai.isi liye positive think k sath trading krni chahiye or money management ko use krtay huway fully secure trading krni chahiye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #148 Collapse

                            headr wise decide about futdure seriously and new traders ko sirk seekhna hai aur wait karna dadhai us waqt kajab aap waqi aponeas aapo ko kasmyab saabit k r sakso ge is liye tension nahis balkse ts
                            • #149 Collapse

                              Dear forex business may jo mein masla hay wo hay backup ka agar wo aap kay paas strong hay to aap ki lot size jo kay aap ko kam say kam rakhni hoti hay us kay baad agar aap greed nahi layta or jald bazi ka kaam matlab aap ko market ko analysis karna hota hay us kay baad hi aap kamyab hotay ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Yes I agree ky forex may fear aksar loss ka sbab banta hy es ley ky ziada tar loss ky fear sy ham trade nai kr skty confidence sy js ke wja sy ham easily earn nai kr paty,agr loss ka fear na ho to ham asani sy apna target achieve kr skty hyn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X