Fundamental Vs Indicators Vs Experts

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Vs Indicators Vs Experts
    what do you think it is more useful at forex trading Fundamental Analysis or Technical Analysis by indicators or Experts Adviser (it called robot forex ). hope u share your opinion here.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai fundamental or technical Dono he Zaroori hain,Robot tou Analysis nahin Kar Sakta is liye Wo ek Alag chapter hai,main fundamental or Technical Analysis ko 50 50 number Detaa hon Dono K baghair profitable trading Karna na mumkin hai
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      accoridng to me mein all anlaysis ki bht zada importance hai aur milkr acha decision deta hai techcnial anlaysis ko mein zada prefer karta ho jo ap ko acha trend deti hai aur ap easily trade kar sakty
      • #4 Collapse

        fundamental or technical analysis agr aap ko aaty hain to phr aap ko indicaters ko use akrna bhi aata hloga q k Jab ap tecnical analysis karte ho tab indicaters bht zyada use hoty hai
        • #5 Collapse

          Bhai jan meray khayal se forex trading business mein kamyab hony k liye humain experience sab se ziyada zarori hai aur jitna ziyada experience ho ga hum utni he ziyada profit kar sakain gay aur kamyabi hasil kar sakin gay.
          • #6 Collapse

            I think it's to do with patient and all need the process and always will focus very well and all need peace and it will be very good and fundamentally should note and it would be very nice and all to do with focus and that's very important.
            :rolleyes:
            • #7 Collapse

              ji bhai forex ky bujsiness meen robot trading pur meen bharosa naheen kurta, meen yeh samjhta hoon technical analysis oor fundamental analysis donoon buhat aham heen, en donoon meen sy kisi aik ko bhi nazar andaz naheen kiya ja sakta.
              • #8 Collapse

                Sir g technical analysis agr aap ko aaty hain to phr aap ko indicaters ko use akrna bhi aata hloga q k Jab ap tecnical analysis karte ho tab indicaters bht zyada use hoty hain........
                • #9 Collapse

                  me forex mein new hu or mene recently forex join kia hai month bhi nahi hua or mane trading nahi ki q ke forex posting ke bad bonus ke bad hi trading karungi mujhe is ka koi idea nahi hai
                  • #10 Collapse

                    reboot are able for both analysis because they have database on the other side fun analysis is as important as tech. analysis both are much important
                    • #11 Collapse

                      I think everything is neccessery to trade in market except of robot trading because mein ne kafi jaghoon se suna hai k yeh sahi tarah se kaam nahi krte baqi jo points aap ne rakhe hain waqi mein hamain in sab ki trading mein bohat zaroorat padti hai.
                      • #12 Collapse

                        dear muje in cheezon k bare mai itna nhn pata q k mai extra cheezon ko abii nhn touch karta es liye mai koshish karta hon bas apnii earning ki tarf jao aur apna faida hasil karo,,,
                        • #13 Collapse

                          Main forex trading main kiun k new hun es leyh main es bary main kuch ziada nhe janti per phir bhe main just indicators per trading krti hun.
                          • #14 Collapse

                            dear fundamental forex main sab say zayada expert hota hai kyun kai woh market kai analyssi sahe hote hain.hamain fundamental analysis tab ata hain jab hum ko forex main good expriance or good knowledge ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear brother fundamental or technical Dono he Zaroori hain,Robot tou Analysis nahin Kar Sakta is liye Wo ek Alag chapter hai,main fundamental or Technical Analysis ko 50 50 number Detaa hon Dono K baghair profitable trading Karna na mumkin hai thanks .'';

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X