Fundamental Vs Indicators Vs Experts

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jahan tak main ne dekha hai zayda tar technical indicators use hote hain forex trading ki market main aur signals bhi ap ko zayda tar technical analyzing ke bad hi milte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai jaan fundamental analysis and indicators say humay much better help mil sakti hai and agr hume is dono per follow kar k trading kare gay to humay kabi b loss ka samna b nhe hosakta ha humay koshish ye rakhni chaiey k humay aik say ziyada acount use karna chaiey
      • #18 Collapse

        May B Technical Analyses best rhtay hai market ko understand krnay or trading krnay k liye Q k Technical analsying ki base pr trader market chart ko analyse kr skta hai or perfect entry or exit points ko findout krtay huway profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Experts se ziada behter trading traders manually perofrm kar sakty hein, chun kay traders emotionals ho jaty hein greedy hoty hein or over trading kar jaty hein jis se loss ho jata he, phir wo experts purchase karty hein jo k kafi expensive hoty hein.
          • #20 Collapse

            indicator acahay hai en 3no mai aur ye be acha hai k es mai sahe se kaam keya jae brother ye bohaat he ala market hai aur ye ak efficient market hai es ka trend all infromation day raha hota hai ap ko
            • #21 Collapse

              Assalam-O-Alaikum meri nazar me to bhai jan fundamental analysis he in sab say best hen aur me to hamesha he in par believe karti hoon q kay in say asani kay sath ap ko market kay trend ka pata chal jata hay.
              • #22 Collapse

                jii haan forex business main jab ap traidng karty hain then stoploss k tool ka use karna kafi important hain kyun k jitny b big traders hain wo stoaploss use karty hain kyun iss se hum aur nuqsaan se bachty hain..
                • #23 Collapse

                  bhai jan fundamentals per me kaam karta hon indicators ko me sahi samajhta nahi hon or un per me trading kabhi nahi karta hon hamesha me trading ko individually karta hon apni knowledge se apne analysis se or isi tarha me kaam karta hon .
                  • #24 Collapse

                    Forex main wo he success ful hai jis ny forex ko achi thra learn kia ho ga jatna us k pas exparince ho ga wo uthni achi trading kar k achi earning kary ga.forex aik bht acha business hai .aur humain zayda sy zayda hard work karna chyie.tb hum aik success ful trader bany gyn.
                    • #25 Collapse

                      ji mein yehi kahun ga es kam mein indicators wagera sab bkvas hai es liey mein yehi kahun ag yeh kam sahi trhan sy smjh k kren yeh kam acha hai smjh k kren yeh kam acha hai !
                      • #26 Collapse

                        While you are trying to learn the basics - your capital is melting due to unauthorized operation. For working strategies and obtain the necessary set of knowledge, there are educational demo account to practice which may need more than one month. You can not ride a running market.
                        • #27 Collapse

                          bhai jaan fundamental analysis humay news ki he base per hasil hoti hai and news bhot dafa negative hone ki waja say humay big loss hosakta hai is waja say markets k trend ko b samjna humare liye bhot zarori hota ha is mai hum techincaly analysis kar sakte ha us say humay easily markets ki direction ka ilam hota hai and indicators b humay kafi had tak good signals provide karte hai
                          • #28 Collapse

                            Fundamental news and techincal analysis are very important so that we are follow the anysis. We are perform the good work.
                            • #29 Collapse

                              indicatos ko use kar kay practice kar kay humain market main kam karna hoo ga jis say humain is main learning kar kay practice kar kay trade main achy say kam karna ho ga
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading main agar hum har kisam kay analysis karen gay tabhi hum esmain kamyab ho sakty hay analyiss karnay say he hum trading main safe reh sakty hay ye aik bohat acha business hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X