Success is very difficult but lossing is easy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g han dost her kam ma loss or profit dono zrori cheezin hain,q k in k baghir to kam ka maza bhe bahi ha,ise trha forex ma kaha jy k is kam na bhe yehe bat ha to galat na ho ge ye ba.q k is kam ma ya boht loss ya bhot profit hi jata ha................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      han gi, bilkul sahi baat hai, loss kerna boht asan hota hai, or success kerna boht mushkil hota hai, q k success hasil kerny k ley apko baht hardworking ki zroorat hoti hai,
      • #183 Collapse

        forex trade main loss har koi kar sakta hai lekin profit koi koi hasil karta hai es liye hum ko information or learning say trade main kam karna chahiye
        • #184 Collapse

          yes dear your right forex trading business me agr ap beghair knowldege or experience ke jaldbazi se kaam karen gy to apko loss ho sakta hai is lye apko sabar ke sath bohat ziada soch smaj trading karni chahiye .
          • #185 Collapse

            forex markeet main trading kee doraan aapp mesoos kartee hain kee aapp kee trade nuqssaan main jatee hain lakin aysee baat nahee hain . agar aappp trading kee doraaan lot size sahee rakheen too aapp ko achee lagee gee.
            • #186 Collapse

              han forex mein success difficult hay aur money loss karna easy hota hay isi liye ap ko chayie kay ap success hasil karnay kay liye mehnat karay aur demo trading karty rahay aur real par trading na karay jab tak ap ka knowledge acha nahi hota hay .
              • #187 Collapse

                g my dear ap ny bilkul thek kha ha ky success is dificult and loss is very eassy kun ky success hasil karny ky ly humy is ma bohat hard working karni parti ha or is ma humy ak to acha kam karna parta ha rules ko follow karna parta ha or is ma humy knowledge or practice karni parti ha agar hum is ma kam ni kary gy to humy loss ho ga jo bohat essay ha.
                   
                • #188 Collapse

                  nahi bhai jaan loss utha itna bhi assan nahi hai agar koi loss uthana chahta hai to us k liye simple hai k bina seekhy bina knowledge k trading kerna shuru ker de but successfull paanney k liye bhi kafi mehnat ki zaroorat hoti hai kaafi saari practice kerni parhti hai tab ja ker kahin successfull trader bana ata hai
                  • #189 Collapse

                    ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay fore may shuru may har kisi ka loss hota hay our phir jab aap ka expiriace ho jata hay to aap forex say acha profit earn kar saktay ho is lye aap ko chahiye kay loss say na ghabraye.
                    • #190 Collapse

                      Forex trading business ho ya koi b work ho business ho us mein earning nikalna easy nahi hota hai or time lagta hai mehnat kerni perti hai struggle kerni perti hai jab ja ker k acha experience hasil hota hai jis se success hasil hoti hai.
                      • #191 Collapse

                        nahi dear aysa nahi hay success hasil karna koi muskil kaam nahi hay iss kay liya sirf mahnat ki zarorat hoti hay jo kay ham kartay hane agar ham daily demo par or forum par kam say kam 3 hars work karien to success hasil karna koi masla nahi hota .
                        • #192 Collapse

                          Hr wo cheez jo mushkil sa mila maza b us ka he ata ha.. Jo b cheez shortcut sa hasil KE JY WO TEMPORARY hoti ha...... Forex ma wohi survive ker sakta ha jis pa knowledge ka sath experience b ho agar farloo kam kra ga to nuqsan uthaa ga...
                          • #193 Collapse

                            my dear jha tak is field ma kam krny ka sawal ha to is ma success to bari mushkil hoti ha kun ky is ma humy bohat kam karna parta ha or is ma hard work karna parta ha or is ky elwa is ma humy is ma humy ak to knowledge hasil karna parta ha or is ky elwa loss to ap ko 5 mint lagty ha .
                             
                            • #194 Collapse

                              success muskil sy milti hia aur forex aik reliable business hay aur is mein loss ki bahot waja ho sakti hay ager ap greedy hayn tu bilkul lalach nahi kiya karay warna loss ka samna karna paray ga ap achi earning kar saktay hay lekin ap ko forex ko focus karna hoga tab ja kar achi trading hogi .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                failure key leye kuch bhi nahi karna parta, jabkeh success key ley buhat hard work karna parta hy. Isi tarah forex main kamyabi key leye aap ko trading ky strategies key baray main elam hona chaheye, without knowledge aap success hasil nahi kar saktay. Learning aur experience say hi aap kamyab trader ban saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X