Success is very difficult but lossing is easy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success is very difficult but lossing is easy
    Forex trade is most difficult market in making money is not an easy for every one, forex trading is good opportunity to make good profit but success in forex difficult and losing money in trade is quite easy. Many more traders maximum loss their money instead of getting good profit.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haa bilkul sahi kaha aapne kyuke forex me profit kamane ke liye bahoot time lagta hai lekin loss hone ke liye 10 minus kafi hai.isliye trader ko chaiye ke wo sahi dhiyanse trade kare aur market ke news ko follow karke trade kare to jada beheter hai.
    • #3 Collapse

      losing is a part of life ......... hum usualy lose tb karaty hay jb hum apnay kam ko galat kartay hay ... agar hum apni galtio ko theek kar lay to tb he hum succeess hasil kar skay gay ... sooooo losss karnay k bad pareshan ni hona chahye because isi say insan sikhta hay
      • #4 Collapse

        han ji ap ne bilkul sai kaha hai ke forex trading ke business main success hasil karna kafi muskil hota hai aur ap ko bht time lag jata hai success hasil karne main kyoun ke ap ko experience chiya hota hai success hasil karne main but loss karne main ap ko time nahi lagta hai
        • #5 Collapse

          sahi kah app ne successful hona bahut mushkil hota hai is ke liye bahut zada knowledge or exprince ki zarorart hoti hai or loss hone ke liye app ki ek ghalti hi kafi hoti hai jo app ko asman se zameen pe leati hai
          • #6 Collapse

            yeah from my point of view success is not easy any where, what ever work u do first u have to run that work well and have to get experienced in it, u have to do a lot of hard work and have to sacrifice a lot of things to get success, similarly in this business if u want to become a good trader than learn from ur mistakes, u will loss ur money many times bt during this process of loss u will learn many things which will help u to reach to the success
            • #7 Collapse

              main wajah iss ki hay lalach. kam capital aur kam waqat main ziada say ziada kamanay k josh main log nuqsan kartay hain. yehi agar planning aur knowlege k sath thora kamnay ki koshih karain to phir bhi kafi had tak nuqsan say bach k kamaya ja sacta hay lekon bilkul thek kaha is main kamna mushkil aur nuqsan bohat asan hay :(
              • #8 Collapse

                Forex may success ap ky knowledge aor experience py depend krta hy,jb tk ap forex may training nai lyn gy ap es may kbi kamyab nai ho skty,demo ke practice aor knowledge bot zrori hy ta ky ap forex may lamby arsy ky ley stay kryn aor easily earning kr skyn.
                • #9 Collapse

                  g bhai mai aap se agree karta ho forex trading ke business main success hasil karna kafi muskil hota hai aur ap ko buhat time lag jata hai success hasil karne main kyoun ke ap ko experience chiya hota hai success hasil karne main but loss karne main ap ko time nahi lagta hai thori c ghalti bhi loss karne ke lye kafi hai
                  • #10 Collapse

                    han ji ap ne ye sahi kaha k success itni asani se nahi milti chahe ap kisi bhi feild men jayen hard working her ap ki success ke lie most important he kun k loss hone me time nhi lagta or success bohat mushkil se milti he is lie forex trading me knowledge puri terha hona zaroori he ...........thanks
                    • #11 Collapse

                      yes dear hume forex trading me success hasil karne ke liye hard working karna parti hai trading ko learn karna parta hai trading ki demo account me paractice karna parti hai tab hume trading ke bare me knowledge or experiance milta hai tab hum trading kar ke acha trader ban sake ge or loss to hum easily little mistakes se ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        yes ap ny sahi kaha k forex mai sucessful hona boht difficult hai ap ko boht mehnat ky zarorath hothy hai jab los mai ap koi mehnat ya learning nahi karny parthy hai loss asani ky sath hojathy hai so agar ap ko sucessful hona hai tho hard working jari raky ,.
                        • #13 Collapse

                          bilkul ji success hasil arna bhut mushkil kam hai success bhut mehnat se hasil ki jati hai lekin hamari ek mistake hamein bhut asani se loss ki taraf le ja sakta hai is liye khayal rakhen business karte hoye or loss se kuch seek hein.
                          • #14 Collapse

                            aap sahee keh rahay hain ky success hasil kerna difficult hai or loss ho jana to easy hai isi liya success un trades ko hasil hoti hai jo efffort kertay hain experience or knowledge hasil kertay hain is main interest latay hain wohi success hasil kertay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g janab asy to hae hi. lkayin mn apko ye bataata cahlo key hmeeshaa expricne loss kye baad hae apko apni mistkes sey milta hi. jab ap apni mistkaesx ko follow karty hn to ap eik kamyaab trader banney ki tarfaf gamzaan ho jaytye hn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X