Error is the best teacher

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bilkul bhai jan insan galtiyu se he seekhta hai agr kisi se aik trade mein galti hou jae tou usku chaye next trade mein apni galti ku dhaike mere frnd ne galti kar k apna sara bonus khatam kar liya tha so mehnat kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me error is business ka sb se acha teacher hmen jitna lesson apni mistakes se hasil hota ha utna hmen kisi se nahi isi liye mistakes se hmne pareshan nahi hona chahye balky un se lesson hasil karna chahye
      • #63 Collapse

        Error = mistakes , ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho ... :)
        • #64 Collapse

          assalam o alaikum bhai jan bat ye hai kay ham itna upnee ghaltee ke waja say aik buhat achay teacher ha jis say ham ko buhat pata chalta hai or error he buhat best hai
          • #65 Collapse

            Asalam o alikum bhai jaan ma na ap ki post pari ha aur ma ap ki bat sa belkul agree karta hu ka hum ko aksar oqat apni ghalti ki majha sa hi loss huta ha aur humy chahye ka hum us ghalti sa sabaq sekhy aur usi sabaq ka sath pher hum ko instaforex ma ana chahye
            • #66 Collapse

              apne thik kaha agar hamen trading me loss hota he to wo hamary lia faida he hota he kun ke loss se hamen sabak milta he or ham apne gulti ko sudharty hen or ainda soch samajj k trading karty hen hamare profit me azafa hota he
              • #67 Collapse

                • #68 Collapse

                  Humain jab thokar lagti ha to tabhi hum sambhaltay hain,to forex ka bhi yahi hisaab ha,loss hota ha to dekhna chahiye k kyun hoa or ainda k liye wo ghalti avoid karni chahiye.
                  • #69 Collapse

                    forex trading main baray se baray trader ko bhi loss hota hai aur loss aap ki apni mistake se hota hai aur jo apni mistakes se seekhta hai wohi kaamyab hota hai
                    • #70 Collapse

                      forex trading main loss ko zyada serioud nai lena chaye bilkay in points and in mistakes ko search karna chaye jin ki vaja say loss hota hay aur phir in ki practice karna chaye takay next time again ye mistakes ap kay laye loss ki reason na banain
                      • #71 Collapse

                        jee han hum sy forex main aksar galtean ho jati hain hume apni galti ki wjha sy forex ko chrna nhe chaeye blky phr sy koshish krni chaeye k hum apni pehli galti ko sudhar skain aor dobara sy iss main theak kaam kr k apny loss ki kmi ko pora kr skain
                        • #72 Collapse

                          main to yehi kehta hoon insan hamesha apni galtion sey seekhta hay jab ham forex main galtian kar detey hain to phir ham khud ko improve kartay hain aur galtain to har kisi sey hoti rehti hain hamain preshan nahi hona chahiye
                          • #73 Collapse

                            forex trading business main ap ki mistake hi ap ki best teacher hoti hai kun ke ap ko right experience ap ki mistake se hi milta hai jab ap ko us main loss hota hai is lie ap ko apni mistake se hi learning karni chahie
                            • #74 Collapse

                              forex main ap ko sab se best experience ap ko ap ki mistake se hi hota hai kun k ap ko jab mistake hoti hai to ap ko apni khamion k bare main pta chalta hai or us se ap learning karte ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Assalam 0 Alaikum dear jee han appne sahi hai k humein apni galiton sy sabak lena chahiye q k agr hum aik glti ko ignore kr k wohi kam again krein gy to ofc humein profit to nhi hoga, loss hi hoga, to humein chhaiye k choti choti baatein bhi note kia krein , or again na kia krein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X