Jald bazi say hamesha loss hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

    Dear forum member forex ek aisa bussiness hai jis man ham agar jald bazi se kaam lein gy to ham ko loss ho ga or is liye is man wo log kamiyaab hain jo jaldbazi nahe karty araam araam se kaam karty hain jald bazi man hamesha nuqsaan hotaa hai is liye hamen chiye ham easy ho kar or sakonn k sath kaam karin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

      G dears jaldi bazi main wesay bhi loss hota hai aur last time meray sath aisa ho cuka hai esliya teade ko anlyses and watch ker k trend main trade krain jab market fake moment bnana shruoo ker day ya market sort ho jay tab behter hai trade na krain aisi possin main loss ziyda hota hai kyunk moment ziyda nahi hoti aur wesay bhi jab kou tenshion ho ye jaldi to trade na krain freesh mind k sath trade krain aur orofit bhi hota hai and stop loss bhi lagya krain kyink market ka kuch pata nahi hota.
      • #18 Collapse

        Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

        g han you are right forex ma jald baazi ane krni chahea ap ko hamesha loss hot ha. agr hm hoslay sah sbr sah kaam la k trading karain tu hm acha earn kr skty hain. zada k lalach ma insan hamesha kho daita ha. jaisa k kaha b jata ha k jldiii ka kaam shetaan ka.
        • #19 Collapse

          Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

          Bilkul theak kaha aap ne forex bzness mind ka game he jis boht ziada pursakon hone ki zarort he oar hr decision ko soch samjh kr lena chahe agr hum zra si bhi jalbazi karin gye to kafi losd ho sakta he is lea bilkul itminan k sath forex trading krni chahe
          • #20 Collapse

            Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

            Aslam o alikuom dear aap nay bikul teak kaha hai kay agr koi trader jald bazi krta hai too us ko us ke jaldi ke saza milti hai aur wo saza y milti hai kay us ka account wash ho jata hai es laiy kaha jata hai kay jaldi ka kam sheehtan ka kam hota hai trading open kr nay say phly market ka analysis kr kay trading krni chchaiy
            • #21 Collapse

              Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: yazdani پيغام ديکھيے
              Dear friends, forex trading main jald bazi har trader k leay loss ka sabab banti hay aur jo trader jald bazi say kam leta hay usay loss hota hay aur woh kabi bi kamyab trader nai ho sakta esleay agar ap kamyab hona chahtay hain to jald bazi ko chor kar sabar say kam letay hway trading karna chaheay. are you agreed friends?
              Traders ko chahiye gear trading karte huye Kabhi Bhi jaldbazi Na Kare aur Soch Samajh Kar aur proper planning Karke trading Kare tabhi was successful trading kar Sakenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #22 Collapse

                Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

                Dear brother forex ak complicated buisness ha es ma jaldi sa buhut bara nuqsan ho sakta ha ye bat ap ki bilkul tek ja trading kerty hoye es ka baat ka hasoosi hyal rakna chaheye k jald bazi ma koi ghalat kaam na ker bety
                • #23 Collapse

                  Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

                  Forex trading mein jo traders sabr se market ko observe kr k trade open krty hein unki trades aksar profit mein hoti hein traders ko loss hony ki aik waja unki jald baazi bhi hai woh market ko follow nahi krty analysis k begair trade open krty hein aur aksar dafa lot ko bhi dekhna gawara nahi krty phr aisy traders ko loss hota rehta hai trading mein profit hasil krny k liye achi entry ka wait krein.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

                    forex main hamy hard work mehatn or sabar sy kam karna chahey agr ham is main jald bazi or lalch ky sath is main kam kary gy to hamy loss ho sakta hain lakin is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota ham apni galtio ko avoid kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X