Jald bazi say hamesha loss hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald bazi say hamesha loss hota hay
    Dear friends, forex trading main jald bazi har trader k leay loss ka sabab banti hay aur jo trader jald bazi say kam leta hay usay loss hota hay aur woh kabi bi kamyab trader nai ho sakta esleay agar ap kamyab hona chahtay hain to jald bazi ko chor kar sabar say kam letay hway trading karna chaheay. are you agreed friends?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jald bazi mei loss he hota ha hamesha chaiye hum patience kay saath kaam karain har time market mei achi trade nahi hoti hay jab bhi hamay achi trade nazar ay achay analysis kar rahay hon tab he faida uthain takay hum success mei rahay so jald baazi mei kabhi acha profit nahi hota loss he milta hay so behtar hay patience ko prefer keya jay..
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      G bilkul hamen jaldbazi se hamesha hi loss hota hai agar ham ne kamyab trading krni hai to hamen jaldbazi ko chorna parre ga ham tab hi kamyab ho paen ge
      Hamen kabhi bhi blind tradiing nhi krni hai hamen pehlay market ko achi taah se watch krna hai jab hamen koi trend confirm ho jay then hamen trade leni hai ta k ham successful trading kr paen
      • #4 Collapse

        Forex market main jabhi insult Baazigar Hain tum hamein bahut zyada law office hote hain aap ko Maloom hona chahiye ke Hame forex market Mein Kabhi Bhi chalta hai nahi karne chahiye Agar Hum forex market Mein accha business karna chahte hain tum hamein trading karte waqt Apne emotions ke upar control karna chahiye aur Market Main Long term trading karte rehna chahiye.
        Humne Kabhi B jaldbazi nahi karni chahiye forex market me trading karte waqt.
        Kyunki aap Agar jaldi se kaam Lenge forex market Main To aapko Apne Maloom hona chahiye K trading Mein Kabhi Bhi accha income as nahi ho sakta.
        Forex market me trading karthe Waqt agar humne jaldbazi se kam liya aur exact support jail distance area ke upar trading naki 250 se Hame trading card backup bahut jyada losses ka Samna karna padta hai isliye Hame jaldbazi Se Kam Nahi Lena chahiye.
        • #5 Collapse

          dear jald bazi tu ager ap apni life mai kise bi kam mai kerty hy tu ap ko nukhsan uthana per sakta hy is liya ager kisi bi kam mai kamyabi hasil kerni hy tu phr ap ko lazmi jald bazi wali adat ko khatm kerna bahut hi zarori ho ga tabhi ap us kam mai ya kisi bi job mai kamyabi ko hasil ker sakty hy is liya ager hm logo ny forex mai kamyabi hasil kerny hy tu phr is jald bazi ko khatm kerna ho ga jaldbazi ap ko sab sy pehly trade ko open kerny mai hi loss dy jati hy ager ap daikhty hy ky market mai koi bi candle buy ki bani hy tu ap binanalysis ky trade lagaty hy tu loss ho ho ga is liya samjh ker tarde kery.
          • #6 Collapse

            ye to hota hi hai forex trading market main jald bazi sa hmaisha nuqsan hi hota hai iss liye zaruri hai k sabar sa kaam lia jaye aur kabhi b jaldi bazi na ki jaye takay apa forex trading market main kamyabi hasil kr skain aur iss main loss sa bach skain ghain aap ko apni ghaltion sa sekhna chahiye aur loss sa bachna chahiye.
            www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
            :1f609: and get free signals 90% accuracy
            Add me on skype furqan.ramey
            • #7 Collapse

              g han dear forrx trading market mn jald bazi sy hamsha loss he hota hai yani jb bhe ap trdae kren tu fully patience market analysis market trend ko smjh k kbaor planing sy trdae kren kbi bhe jald bazi sy trade n akren
              • #8 Collapse

                jaisa k zindi mn jo bhi kam jald bazi mn baghair sochay smjhay kia jata ha us mn loss he hota ha isi trading mn bhi jald bazi naen krni chayay soch smjh kr aur sabr sa trade kro gy to kamyab rho gay aur yaqeenan loss bhi naen hoga
                • #9 Collapse

                  G han ap ki bat bilkul theek hay k forex trading aik aesa business hay jis main humin sabar se kam karna parta hay kisi kisam ki jald bazi nai karni cahiay kiu k jab hum jald bazi se kam karte hain tou hum kabhi kamib nai ho pate aur apna loss karte hain hamesha soch samjh kar kam karain aur jald bazi se kam na lain
                  • #10 Collapse

                    G haan ap sahe keh rahay ho forex men jald bazi say ziyada tar loss he hota ha agr hum hoslay aur sakoon say trading krain to kafi had tak loss say bach sktay hain. Ap sb nay suna ho ga jaldi ka kaam shaitaan ka to hmain jald bazi say bach k sbr say kaam lena ho ga
                    • #11 Collapse

                      ASSlam o alikam bro ap ki bat thek ha hume jald bazi se lose hi hota ha is liye hume is main sabro tamal se kam krna chaiye aksar esa hota ha jab hum market main profit hasil kr lete hein tu hum apne ap ko bihat bhra trading samjte hein ur zada profit hasil krne ki sochte hein jo is business main esa nai chalta ha is main hume lalach se door rehna chaiye ur normal ho k kam krna chaiye hum eik din main is main ameer nai ban sakte
                      • #12 Collapse

                        I agree with you my friend because jald bazi se trader losser ka shiqar hote hain aur apna account wash karwa bethte hain so jald bazi se guraiz karna chahie aur jab bhe trade lain to kisi level ka wait karain aur level se trade lain take trade ke kamyabi ske chances ziyada ho sake
                        • #13 Collapse

                          Trading mai jald bazi bahot loss ka sabab banti hai AGR apko koe trade lgani hai to achi tarha market analysis k bad trade ko select karein and us trade p stop loss and take profit b accurate lgaein kbi jaldi na karein and uske bad running trades k oper b patience se kaam lain market k achanak small opposite move p jald bazi mai kbi b apni good analysis and experience she lgae hoe trade ko close na karein
                          • #14 Collapse

                            G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum jald bazi say kabi b kam na lay Bilky sbr say kam agr hum jald bazi say kam lay gay toh humy loss ho jay ga agragr hum sbr say kary gay toh humy profit hi ho ga humy jald bazi say Bach kar kam karna chaya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jald bazi say hamesha loss hota hay

                              forex mai jab hum lalch mai aa jaty hain or jald baze mai kam karty hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex tradign students or house wife's ky liye bohat ache job hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X