App nay aksar daikha ho ga ke demo trading account Mai new traders b bohot ziada kamyab ho jate hain lakin Jab woh real accounts Mai trading karty hain tu itne kamyab sabit nai hoty .
Iss ke main reason yeh hai ke demo Mai market aur price movement sab kuch tu real Hota ga lakin balance real na hony ke waja say traders ko na tu koi lalich Hota hain aur na he win ya loss say emotions per faraq parhta hai . Iss say yeh sabit Hota ha ke traders ager apny emotions per control rakhin aur ziada greed ya lalich na Karin tu trading Mai kamyabi k chance bohot ziada increase ho jiye gaay.
App ka kiya khayal ha ?

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим