Ziada lalich aur emotions control Mai rakhin tu loss kam he ho ga !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada lalich aur emotions control Mai rakhin tu loss kam he ho ga !
    App nay aksar daikha ho ga ke demo trading account Mai new traders b bohot ziada kamyab ho jate hain lakin Jab woh real accounts Mai trading karty hain tu itne kamyab sabit nai hoty .

    Iss ke main reason yeh hai ke demo Mai market aur price movement sab kuch tu real Hota ga lakin balance real na hony ke waja say traders ko na tu koi lalich Hota hain aur na he win ya loss say emotions per faraq parhta hai . Iss say yeh sabit Hota ha ke traders ager apny emotions per control rakhin aur ziada greed ya lalich na Karin tu trading Mai kamyabi k chance bohot ziada increase ho jiye gaay.
    App ka kiya khayal ha ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki baat teek hay kiun kay demo account ma profit aor loss say humay koi faraq nhi parta aor hum without tension trading kertay han jis say humay zeyada tar profit hi huta rehta hay laiken jab hum demo say real account per aatay han tu hum emotion per bhi control nhi ker patay aor pher laluch bhi kernay lagtay han jis ki waja say humay profit ki bajaye loss huna shoro hu jata hay is liye emotion ko control kerna chayi aor forex trading ma laluch ko tu qareeb hi nhi aanay dena chayi.
    • #3 Collapse

      dear mai ap ki bat sy bilkul agree kerta hun waqi ager hm logo ny is bat per amal ker liya tu hm log is forex mai bahut hi asani ky sath kamyab ho sakty hy yi forex tu ab koi bi mushkil nahi rahi hy ab tu yi kafi advance ho chuki hy ager pehly ki nisbat bat ki jay tu ab is ko kerna bahut hi asan hy is liy ahm logo ko chahaiya ky hm log khud is ko apny liya mushkil nahi banay taky hm logo ko yi kerny mai koi mushkil na ho or hm log asani ky sath is mai profit bana saky.
      • #4 Collapse

        Yeh Bata sakta hai agar aap apne emotions ko control Mein rakhte Hain. Ek working karte hain aap convert 20 ke sath sath interest Hota Hai aur aap ko aane wali news ke baare mein bhi copy perfect information mil Jati Hai Jaise Jaise market confirmation for news change Hoti Hai Aap Yahan Par Apna orderby change kar sakte hain or regular working karke bahut zyada specific earning kar sakte hai Jaise Jaise aap kaam karte Jayenge isliye stable business kare
        • #5 Collapse

          g han lalach aur emotions hmesha loss ki traf he le kr jaty hain koshish krni chaheye in cheezon se jitna bach skty hain bchen kyun k forex trading men in dono cheezon ki koi jga ni hai forex trading men agar zroorat hai to knowledge experience aur practice ki khty hain jitni sugar dalo utna meetha ho ga lehaza yhan bi aisa he hai jitna knowledge experience gain kr k jitni practice kro ge utna he ziada profit ho ga.
          • #6 Collapse

            Bhai Jan ap ki bat bilkul theek hey lalach buri cheez hey trading men jaldi ameer honay ki koshish nhi karni chahiay hamesha thori trade se start len aur trade men experience hasil karen aur emotion ko control men rakh kar kam karen tu zyada faida ho ga
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda laken ager hum hard work karta ha to per hum ko achi earning hogee or hum ko apna emotion or greed pa lot of control rakna hoga..............
              • #8 Collapse

                Je ha bilkul sahi kaha apny ager hum lalach ko Cantrol kary to zror kamyaab ho sakty hai iss ke lye apko hamesha se he small trade ko mind me rakh ker trade kary iss se aap lalach se buch jao ge ya phir stop laga ker hamesha trade kary
                • #9 Collapse

                  humain is main kam karna hay to apny emotions ko kabo kar kay achy say kam karna ho ga kun kay practice say kam karny main kafi earning ho sakti hay magr greedyness ko avoid kar kay trade karna ho ga or agr hum loss say ghbra kar kam karna chor dyty hain to is tara hum trade main success hasil nai kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Alsalam Alaikum, g brother, apny bilkul thik kaha hai, jesa kay taqreeban hum sub he jantey hain ka forex trading aik risky business hai kyun k isme humein seconds mei kafi loss ho sakta hai aur iski main waja bhi yehi hoti hai k hum lalach aur emotion mein aa k trading kar rahay hotay hain bina market ko analyze karay aur up to date rehtay huey, isleay humein chaheay k jub bhi hum trading karain tou emotions aur lalach ko control mei rukhtey huey trading karain..
                    • #11 Collapse

                      G dear bilkull theat kaha ap nay mostly logg demo ko hii real maan lety hein uder kamyab hojaty hain to over vonfudancr kii kyfiyat c aa jaati hein un mn phr wo jub real account mn trading karty hein to unhy sub wesa lag raha haota hai jubky real account mn bonas real hota hai jiska humy bht soch samjh kay istemal krna hota hai to members Ziada lalich mn aa jaty hain aur emotions control Mai nahi rakh paty to loss hojata hai es liya yeh kaha jata hai kay emotions aor greed ko cntrol mn rkhein tu loss kam he ho ga.
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • #12 Collapse

                        Friends ap Sab NY theak kha ha ham tab tak es me successful nahi ho sakty jab tak ham apny emotional par qabo na rak saky or lalach kar k trading kary agr ham es me successful ho na chaty ha to phir game apny emotional par qabu rakna chahiye or lalach sy trading kary or achay knowledge or experience sy trading kary to phir he ap achay trader ban sakty ha
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                          App nay aksar daikha ho ga ke demo trading account Mai new traders b bohot ziada kamyab ho jate hain lakin Jab woh real accounts Mai trading karty hain tu itne kamyab sabit nai hoty .

                          Iss ke main reason yeh hai ke demo Mai market aur price movement sab kuch tu real Hota ga lakin balance real na hony ke waja say traders ko na tu koi lalich Hota hain aur na he win ya loss say emotions per faraq parhta hai . Iss say yeh sabit Hota ha ke traders ager apny emotions per control rakhin aur ziada greed ya lalich na Karin tu trading Mai kamyabi k chance bohot ziada increase ho jiye gaay.
                          App ka kiya khayal ha ?
                          Knowledge emotions Forex trading members are the dangerous hote hain Aur Chaabi traderzplanet karte hain profit loss mein change ho jata hai traders ko chahiye kya trading karte huye Kabhi Bilal AC Na Kare or emotions ko control kare
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziada lalich aur emotions control Mai rakhin tu loss kam he ho ga !

                            Jee dosto forex treading business min laluch ur emotions control min rkhim tu loss nhi hot zyd jldnazi sy loss hota kbhi jldbazy nhi kerny chahy....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziada lalich aur emotions control Mai rakhin tu loss kam he ho ga !

                              Agar Hame Jyada love so raha hai to Hame chahiye ki hum apne aap ko emotional na hone De bol ke Hame chahiye ke Hame ase Aise kaam kare Jaise Hame lost bhi ho raha ho to Hame Aisa Laga Ke Hum Aage zaroor profit Hasle Karenge ISI Tarah Hum Apne emotional ko control Mein Rakh kehte hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X