Profit par fakhar na kary.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Profit par fakhar na kary.

    yes dear forex bhot he risky kaaam hain yaha aapko agar 1 trade main bhot acha khasa profit ho jata hain tu kisi or trade main apko loss b ho skta hain is liye loss say bachne k liye zaaori hain k hum ko apne profit py ziyda fakahr nhe karna chahaiye agar ziyda fakahar kare gy tu wahi profit losss main jah stka hain apne accoutn ko bachne k liye laami hota hain k kaam say kaaam lot use akre forex main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Profit par fakhar na kary.

      forex aik online business ham is main trading karty hain or ham is main amount be invest karty hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain or ham acha acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain hamy is main bonus milny par zada out of countrol nahi hona chahey fakhar karna chahey
      • #18 Collapse

        Re: Profit par fakhar na kary.

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Hamein bahut accha profit ho gaya hai to Hame Apne profit par bilkul bhi nahin karna chahie Kyunki Agar Hum Aisa Karenge to Aage ho sakta hai hamara account bhi was Ho Jaaye to Hamein fakhar kabhi bhi nahin karna chahie thanks
        • #19 Collapse

          Re: Profit par fakhar na kary.

          Boss sahi bola h aap ny aur mien aap sy itfaq kerrta hun k aksar ye hota h k kesi ko profit yani munafa zyada ho jata h tu wo fakher kerta h hala k ham ko as mien ye nahi kerna hota h q k jo fakher kerte hien wo apna nuqsan khud kerte hien as lyee ham ko as mien kam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Profit par fakhar na kary.

            Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna kehna Chahun Ga Ke agar Kissi KO profit Hota Hai Tou Usko Chahiye Ke WO Aapna profit yani kamae Pe fakhar Nhi Karen kyon loss Bhi as main Zaroor Hota Hai Phr wo profit loss main jay toy as Liye Aapko chahiye Ke Aap as main Kabhi Bhi fakhar Na Karen aapni profit par

            اب آن لائن

            Working...
            X