Profit par fakhar na kary.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit par fakhar na kary.
    Agar apko profit huwa hai to us par fakhar na kry bal k mehnat kary or is sy b zeyada profit leny ki koshish kary agar ap fakhar kary gy or easy ho jaye gy to kaya pata apko loss ho jaye is liye har profit k baad ye try kary k next profit si lye zeyada hi ho.+
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    insan ki nature man ha k jub wu kamany lgta ha or kisi chiz ku full abour hasail ker lyta ha tu khud pay fakhar kerny lgta ha aysa nae kerna chahye ye insan k liye takaboor ka bais bunti ha or nuqsan hota ha ic say.
    • #3 Collapse

      Profit ager apko milta hai to aap fakhar kar sakty ho ku k Apny itne mehnat ke hai to profit pe har koi fakhar karta lekn fakhar ke sath aap aur zyada mehnat kary taky apky profit se apky friend mutasir ho aur wo apsy manoos ho kar join ho jaye
      • #4 Collapse

        forex mai jan hum acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha profit mil jata hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai pakistan mai legal ho cuka hain
        • #5 Collapse

          g han profit kiya kisi cheez par bi fakhar ni krna chaheye jin cheezon par fakhar kren wo cheez ziada dyr tak ap k pas ni rhti aur agr aj profit hai aur ap us par fakhar kr rhe hain to Allah na kre kal ko aap ko bra nuqsan ho jae jis k samny wo profit bi kch na ho to kia faida lehaza garoor se bchna he better hai.
          • #6 Collapse

            Dear friend gabbhi ao ko prifet hk chahe iada ya kam leken apnay orofet par fakher mat karen k hun nay forex say atna prifet hasek kia hy bak k ao as mai aur mahnat karen aur orofet ka zekar ao kisi say na karen as say ao kameyab tradercban sakth hain
            • #7 Collapse

              Re: Profit par fakhar na kary.

              forex mai hamy plning kar ky kam karna chahye to agar hum kamyab hoo jy to hamy pher next time be ise planing ky mutabik kam karna chahey is trha hamary profit par koi farak nahi pary ga jab market up ho to hamy is mai analysis ko use karty howe high amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar ky acha profit gain kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Profit par fakhar na kary.

                jee sir jab hum forex mien aa ker profit earn kerty hien to es mien aa ker bhut say trader bhut zayada fakher mehsos kerty hien es ka nateja yeh nekala ata hai k in ko pher jab wo dosri bar trade open kerty hien to un ko direct es mien loss hony lag jata hai or earning bee bhut zayada kam ati hai es lye care ker kam kerna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit par fakhar na kary.

                  Ya thori ajeb bat ho jati hy k ham prodit pr fakhar na kry kio k jab tak ham fresh nai hoty hy to ham trading bhi nai kr pary hy to jb tak ham trading sahi trha sy na kry hanara mokd hi thek nai hota hy our jb tak mood thek na ho to ham loss hi krty hy to agr ap ko thora bhot bhi profit hota hy us pr ham ko khoh hona chiya confidance bnta hy to agli bar ham achi sahi achi trha sy trading kr paty hy ohr our ham phr sahi trha sy kamyab ho jty hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit par fakhar na kary.

                    G Han bilkul kyun ky profit har waqt ni milta kbi kbi loss bi ho jata hai profit par fakhar krny ki bjae koshish krni chaheye k knowledge ko increase kr k mazeed acha profit earn Kiya ja ske aur loss ko minimum Kiya ja ske.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit par fakhar na kary.

                      Dear friends agar AP ko forex pe loss Howa ho ya profit to ap is Kay uper fikar na karain AP sirf or sirf maehnat karain or is Kay oper AP hard work karain or AP ek din lazmi apni manzil Tak pohnch Jain gay business main loss behi hota hai or profit behi to es par itni tawjo na dain
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit par fakhar na kary.

                        forex mai hum kam kary hain to hamy acha profit milta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kise be wakt kam kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit par fakhar na kary.

                          Ap nay bilkul thek kha hy kay trade main profit har dafa nahi hota profit Kay saath saath loss ko bhi daymag rakhna chaye bulky apny knowledge ko achy istmal main liye
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit par fakhar na kary.

                            g haan sirap ne sahi hi kaha hike ham ko as forex trading mainapne apne profit par fakhar nahi karny chahiy hai agar ham as main fkharrkare gee tu ham ko as amin loss bhi hosakta hai tu wo fkhar hmar kaha jiy gaa as liy hamko as main apne profitpar fakhar nahi karny chahiy hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit par fakhar na kary.

                              forex aik bohat bara business hain hum is mai jitne amount invest kary gy hamy utna he profit mily ga hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain or hum forex mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X