Kiya forex trading k liay Banday ka well educated hona zaroori hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading k liay Banday ka well educated hona zaroori hey
    Merey khayal men forex trading pe kam karnay k liay Banday ka well educated honay k sath sath well experienced hona zaroori hey kiun k agar ap trade seekhay bina karen gey tu ap loss men ja saktay hen wahan education nhi apka experience kam aey ga iss liay trading k liay dono ka hona zaroori hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex men kissi digree ki zaruart to nhi hai han ye zarur hai k jo log high educated hain wo log kissi bhi feilden less education walay bnday se behtar smajh pate hain
    Jin logon k pass education kam hai wo bhi iss buisness ko better run kr sakte hain q k iska aik apna knowledge aur experience hota hai lekin jo log high educated hain wo log ziada kamyab ho pate hain uska reson yahi hai k wo log ba aasani samjh jate hain
    Forex ko join krne k liye education ki koi limit nhi hai isse koi bhi join kr kakta hai
    • #3 Collapse

      Trading ki ham ko us busness my education honi chiya baki ham ko dosri nai honi chiya to bhi chal jata hy ham ko is bisness my bhit zeada is bisness ki paractis krni prhti hy ham ko bhot zeada faida tb hi hita hy k ham ko is bisness my jb sahi trha sy hardwork kr k han real my aty hy our ham aoni trade krty hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Forex Mein kamyabi ke liye well-educated hone ki jarurat nahi sirf Hum logo ko Forex ke related knowledge hona chahiye
        • #5 Collapse

          Bother forex trading karny ke liye education ke koi b restrictions nai hain . Kisi b education wala Banda forex trading kar sakta ha . Han albata yeh baat zaroor hai he ager education achi ho tu forex trading ke learning karny Mai kafi asani rehti hai aur trading ko understand karna b easy ho jata ha.
          • #6 Collapse

            dear ager tu ap ky pas education hy tu bahut hi achi bat hy ap bahut hi asnai ky sath phr is market mai kam ker sakty hy or jaldi hi samjh sakty hy market banisbat us shaks ky jo is mai bina education ky hota hy wesy ager ap ky nahi bi hy tu bi ager is ko learn ker ky is market mai kam kerty hy tu bi ap ik acha khasa profit earn ker sakty hy sari bat ap ki knowledge ki hoti hy ky ap wo kitni rekhty hy.
            • #7 Collapse

              i think yes kiyon kay forex mein learning bhe zyada english mein ha or forex mein market mein bhe thori english use hoti ha is liye thora parha likha hona zarori ha lekin forex mein ap bohat he acha work koi bhe wesy kar sakta ha is liye is mein market mein demo practice bohat he zarori ha
              • #8 Collapse

                Bilkul bhi nae trader k pas itni education honni cahhye k oc ku internet connetion ka use atta hu or knowledge gain ker sakta hu yahan pay matric pas loog itni earning ker rehy han k samjh say bahar ha.
                • #9 Collapse

                  Dear must to nai hay laikin well educated market ko achi traha smjh sakty hain q k takriban forex trading ki sari books bhe english mein hot hay aor aek well educated easily smjh sakta hay normal education ki nisbat...laikin dear aek bat hay agar ap pass achi education nai hay aor mehnat sy kam karty hain to ap mehnat ki waja sy forex trading mein kamyab ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Well ap ki bat right hay k agar ap forex trading main success hasil.karna cahte hain tou us k liay ko educated hona bhi zarori hayblekin is k sath sath zaroinhay k ap k pass experiance bhi hona cahiay tab hi ap trading business main kamiab ho sakte hain kiu k agar ap k pass education bhi ho gi tou ap trading ko jaldi samjh sakte hain aur is main jaldi kamiab bhi ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      forex me trading me study ki koi limt nai h butt study honi chye q k isky bgair ap isko samj he nai sakty ye itna b asan nai h jitna log samjty hn butt is ko samjn a ksi or k bas ki bat nai h
                      • #12 Collapse

                        yahan WELL EDUCATED sy agar aap ki muraad hai k bandy k paas degrees waghaira hon to aisa main nhi samajhta aur agar yahan is sy aap ki muraad bandy ka market k bary mein ilam hai to aap sahi farma rahy hain lakin market k ilam k saath saath market ka tajruba bhi hona zaroori hai janab
                        • #13 Collapse

                          Forex tranding kaliye ye zarori nahi hai ka apka education zayda hona zarori hai liken itna knowledge our experience zarori hai hai k ap posting ko read our written karty hai utna knowledge ka hona zarori hai
                          • #14 Collapse

                            Dear friend forex main ao ka will educated hona ya pher gab ao as busnes ko goin karen ap kk kisi kism ki koy dagree ki zarorat nahi hoty k as k bageer ao yaha kam nahi kar sako gay dear as main kisi kism ki koy pabandi nahj hy na hy taleen ki aur na hj koy dosry
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Pakistan forex me members ko will eeducation ke koi zrort ni hote lekn aik baat hai member ke pass aik best knowledge aur experience hona must hai tab he wo kamyaab trader bann paye ga acha profit earn kar sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X