Trade me mind sy decision len heart sy ni.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

    As salam ali kum kase han ap sub umeed Karta hn ap sub kahriyat se hn gy allah pak ap ko kush rakhe ameen ur hameesha kam mind c karna chaye heart c kam ni lena chaye mind c lea gya kam nuqsan c bachata ha ur heart c kam jald bazi me kea jata ha hame hamesha mind c soch samj kar kam karna chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

      forex trading kafi gambheer hoti ha or ye ap ko confous=se karti ha ap jazbati ho jaty han or emotion par cantroll nhe rehta asy main ap jo bhe fasila len ga ap galt he len ga kun ka ap ko khud ko nhe pata ho ga ka ham kar kaya rahy han or is ki waja kaya ha asal main tab hamara demag kam nhe karta or ham log dession dil ki sun ka le rahy hotya han to is wja sa hamen loss jata ha
      • #33 Collapse

        Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

        trade karty hovy jab hamen loss hota ha to hamary jazbat change ho jaty han joi ka hamary lye achy nhe hoty to asi soat e hal main mham log galt dession lety han market ki samjh nhe ati kun ka ham preshan hoty ha to hameesha demag sa kam liya karen na ka dil sa asy faisly ap ko nuksan de sakty han
        • #34 Collapse

          Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

          Assalamu alaikum friends.
          Main karta hun aapka khairiyat se honge.
          Doston business dil se nahin kiya jata.
          fast aur per forex business dil se nahin kiya jata yah Soch samajhkar Kiya jata hai. agar aap Dil ki manoge to hamesha last karoge aur lash Shaitan karata hai Shaitan ke bahkave mein nahin aana aapane mehnat karni hai aur mehnat ka fal aapko form se mil jaega lekin aapane hamesha Soch samajh Kar trading karni hai.
          • #35 Collapse

            Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

            Assam memory pubg song Pakistan fans hamen hamen Marne se kam Lena chahie har se nahin hamen soch samajh Kar apne dimag ke sath kam karna chahie sar Ham karenge Ham karenge isliye main chahie ke Ham Hain soch samajh Kar kam Karen achcha walakoi bhi kam karne se pahle hamen acchi tarah se planning kar leni chahie aur is tarah trading lagate babli hamen soch samajh Kar Chand karna chahie hamen chahie ki Ham logon ko use per Baja kar kar kaun hamara bahut hi achchapermethrin teacher hai jo mein forex ke hawale se Gai dress data is tarah ka naam gadi lekar kam karenge to Ham kamyab Ho sakenge varachha prophet hazrat kar sakenge
            • #36 Collapse

              Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

              Ji han dear friend aapane bilkul theek kaha hai ki jab aap trading kar rahe ho to aapko mind se decision Lena chahie hath se nahin kyunki Jo hath se decision leta hai unhen aksar loss hote hain aur mind se soch samajh Kar decision lene wala hi kamyab hota hai
              • #37 Collapse

                Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                ham Kamyab ho sakte hain Kyunki Forex forum A trading par focus karna alarm karna bahut hi jyada Mushkil hai isliye main chahie ki Forex trading Mein expert banne ke liye Hamen Demat account ko use Karen demo account per daily basis for practice Karen
                • #38 Collapse

                  Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                  Dimag laga k Kam Kare humesha q k agar ap awen Kam karogy nuksan he uthaogy isliye koshish Kare k faida uthane k liye acha comment zarori hy yahan ap jitina acha cmmnts karogy utina faida ho aur acha hoga
                  • #39 Collapse

                    Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                    apna kaam kurna chahiye nakeh heart kay sath humain hamesha achaay say apna kam kurna chahiye or humain es trah say apna kaam kur kay humain success hasil kurni chaahiye or humaina chaay say apna best day kay success hasil kurni chahiye
                    • #40 Collapse

                      Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                      Trade Mein Hamen Hamesha Apne mind ko use karna chahie Hamen Kabhi Bhi Apne dil ki nahin Suni chahie Hamen Hamesha ek baat Yad Rakhna chahie ki agar ham log Dil Ki Baat sunenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge Hamen kamyabi Hasil karne ke liye Apne mind ko fresh Rakhna Hoga jab tak Hamara mind fresh hoga tab tak Ham Kamyab hokar bahut Achcha kam Karke kamyabi Hasil Karenge
                      • #41 Collapse

                        Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                        Trading mein only ap mind use kr k he kamyab ho skte hein mtlb acha anlysis krein acha anlysis he ap ko kamyabi deta ha forex mein trading mein so ap pehle acha anlysis gain krein us k badh ap apna km start krein trading wla is trah ap bot ziyada faida hasil kr skte hein
                        • #42 Collapse

                          Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                          Assalam o laikum jnaba umeed hy k ap theek thak hoon gy Allah pak ap ko hmesha theek rakhy. jnaba ap ny sahi kaha hy k hmy trade karty huay apny dil sy nahi blky apny dmaag sy kaam lena cheay es ki waja ye hy k ap ki trading ap ki nerves ki game hy ap jo bhe trade karty hain ap ko os mai ya to pfrofit hota hy ya loss hota hy ap ko profit mily ga ya loss es baat ka inhisaar es baat per hota hy k ap ka analysi kitna acha hy agr ap ny achy treeky sy market ko analyse kia hy ap ny newsa per goor kia hy aur ap ny tab analyse kar k trade pen ki hy ya phir agr ap ny es k ilawa techniacal analysis bhe achy treeky sy kia hy to bohat ziyada chance hota hy k ap ko profit miklay ga aur ap agr apny dmaag sy kaam len gy to hi ap achy treky sy analysis kr sken gy ap ko apny analysis ko acha krny k leay apny dmag ko alert rakhna zroori hy ap ka admaag hi ap ki help kar sakta hy k ap ko kis waqt trade open karni cheay aur kis waqt nahi. ap jab apny dil sy kaam karty hain to ap tuky marty hain ap analysis to karty nahi hain ap bas tulky amrty hain ap sochty hain k ab mujhy ye kam karna cheay q k mera dil keh raha hy ap ka dil aksr hi ghalat kehta hy aur ap k against market jati hy aur ap ko loss ho jata hy aur aksar hi ap ka account bhe wash ho jata hy bhai ap dil syy kaam len magr sirf posts karty wat ap ny yaan per posts karty huay dil sy kaam karna hy ap ny dil sy mehnat karni ta k ap ko acha bonus mil saky ap ka kaam jitna acha ho ga ap ko bonus bhe otna hi acha milay ga khoob mehnat kren ta k apo kamyab ho sken. thanks
                          • #43 Collapse

                            Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                            Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliatrading k liye zarori hai k ap apni trading main tab tak koi faisla nahi karna chaye jub tak ap trading ko achi trah se analysis nahi karty hain jub ap ki apni leraning achi hoti hai tab he ap apni trading koa cha kar skty hain es k ilwa hmain apny mind ko bhi fresh karna zrori hai jub apka mind fresh hota hai ap tab he achi trading kar skty hain
                            • #44 Collapse

                              Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                              Agr hun trading me succes hasil krna chahty hyn to hymn dmagh sy acha decision lyna chahiey agr hum ache trha sy good decision k sth trade kryn gy to ache earning kryn gy r successful ho jaein gy. Lykin agr hum sochy smjhy bghyr e trade kryn gy to nuqsan hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Trade me mind sy decision len heart sy ni.

                                Bhoat Say Trader aisa karty han kay market main profit bnaany kay liy Emotional Ho jaty hain or Aise Postions Open karty hain kay jsis ko handle akrna Mushkil ho jata hai Ye Sab un ke Jaldbazi ke waja Say Hota hai jab kay humy Aisa nahi karna chaey or Or market kay Stable Or Best point Per Any ka Wait karna Chey jab market Ak best Point Per a jay toh us kay bad He Decsion Liya krein aisa kar kay ap Successful Ho payn gay lekin ager ap Market main Succesful Hony kay liy Shortcut Ka Use karty hain toh aap kabi kamyab Trader nahi ban Paty balky ap bhoat Zada Loss akr dyty hain jo kay aap handle nahi kar sakty hain is sliy ap ko Chaye kay Aap Sabar say Kam liya akrein or Apni Entry Ko best bnaany ke Kosash kiya krein.
                                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X