Business mein jab loss hota hay tab hi asal sabaq hasil hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji bhai ap ny bilkul theak kaha hay k jab tak ap ko loss nai hog ga business main tab tak ap asal trade nai seekh sakty. loss actually ap k profit ki kunji hoti hay ap ko pata chal jata hay k falan ghalti sy hamesha loss hota hay. main is liye hamesha kehta hoon k ap ko kabhi bhi demo account pe trade nai karni chahiye hamesha real account pe trade karin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear apny thk.kaha hay hum.ko business nahi chorna chay balkh apni galtion ko darost karna chay takah hum apny business main or be agay ja sakin or os main success hasal kar sakin jo log apni galtion say nahi sekhty woh kabi be achy businessman nahi ban paty or apny business main kabi kamyab nahi hoty
      Apni galtion say sekhna business ki sab say bari kamyabi hay
      All The Best Dear Friends
      • #18 Collapse

        Asal main insan ko jab loss hota hay to is main us ki apni mistakes hoti hain. lakin aqal waala woahi insan hay jo apni mistakes ay seekhta hay. is liye jab koe loss ho jay to us ghalti ko zehn main rakhna chahye aur koshish kerni cahye kay asa dobara na ho. is trah apni hi mistakes say achi trah seekha ja sakta hay. aur dobara ghalti say bacha ja sakta hay.
        • #19 Collapse

          g han aisa he hai loss hmen bohat kuch seekhata hai jaisa k apny emotions ko control men rakhna himmat na harna mazeed mehnat krna mazeed knowledge gain kr k practice ko continue rakhna aur yhe wo cheezen han jo acha trader bnny k liye bohat zroori han aur agar loss na ho to insaan overconfidence ka shikar ho jata hai aur loss uthata hai.
          • #20 Collapse

            Forex trading forum ek bohat acha online trading business hai jis me ham jitni ziada mehnat kren ge utna ziada profit hasil ho ga lehaza apni mehnat jari rakhen. Profit aur loss trading ka hissa hai aur kabhi profit to kabhi loss chalta rehta hai. Is liey loss se ziada ghabrana ni balke loss se sabaq hasil kerna hai aur dobara aesi mistake ko repeat ni kerna ta k dobara loss na ho.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Ye zindagi ki aik real misal hay ay ap is ko tajurba bhi keh len. kay jab insan ko jahan say sabak milta hay us main us kay pichay kisi baray loss ka ansar majood hota hay. is trah phir log apnay tajurbat logo say share kertay hain kay ap bhi kahin asa na ker lena. same forex main bhi insan jo cheez apnay loss say seekhta hay wo us ko zindagi bhar nahi bholti. aur us ka ye asa tajurba hota hay jo wo dosro say share kerta hay ka log asi mistake na ker len.

              اب آن لائن

              Working...
              X