Business mein jab loss hota hay tab hi asal sabaq hasil hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business mein jab loss hota hay tab hi asal sabaq hasil hota hay
    Dear ye aek haqiqat hay k jab bhe kabhe business mein loss hota hay tab hi asal sabaq hasil hota hay magar business mein loss hony py aek aor bari ghalti business ko chor dena hay...Jab hamen loss ho to hamen learning karni chahiye na k hamen us business ko chor dena chahiye hamen mehnat sy kam karna chahiye us mein learning experience aor skills hasil karny chahiye business ko chorny ki bajay jis business mein loss hota hay us mein ap mehnat sy kam karen aor apny loss ko recover karen na k loss kar k chor den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi bilkul aisa hi hay aor forex trading ma bhi jab bhi humay loss huta hay tu humay tab hi aqal aati hay aor pher hum pehlay say zeyada muhtaat ho ker trading shoro ker detay han jo humay yaqeenan profit deti hay laiken ye tabhi mumkin hay jab hum profit earn kernay ma serious hu aor apni mistakes say seekhnay ki koshish ma hu ager hum apni mistakes say seekhnay ki koshish nhi karay gay tu pher humay loss hi huta rahay ga aor na hamara knowledge barhay ga aor na hi profit earn huga.
    • #3 Collapse

      dear per ager yi bat sab logo ko pata chal gai hy ky loss hi asal sabaq dyta hy tu koi banda bi aisa nahi kery ky her dafa abek lyny ky liya wo lazmi pehly loss kery ga lehaza hm sab ko chahiay ky hm log is loss ki waja jjan ker hi forex mai in hun or jo log mistake kerty hy wo kabi na kery tu hi hm log asani ky sath is market ko samjh ker trade ker pay gy hmy chahiya ky hm log 2sro ki mistake sy sabaq hasil ker ly or khud wo mistake na kery tu hi behter hy.
      • #4 Collapse

        yes it is realty ka jab tak ko loss nahi hota hum sabaq nahi milta . forex ak business ha jis ma hum trading kerta ha or or trading ka doran bohat si gheltiya ho jati ha or huma loss ho jata ha laken un gheltio sa hum kuch na kuch zaror sabaq hasil ker lata ha jo aga an wali trades ma hamara kam ati ha . or insan gheltiya ker ker ka hi seekhta ha koi bhi perfect nahi hota .
        • #5 Collapse

          Yes dear jab banda apny hathon se loss karta hai to aus time bandy ko samjh aati hai k ais market mai jab banda kisi ghalti ki waja se loss karta hai to aus time banda ais mai sabaq sekhta hai kun k aus time samjh aati hai k ais market mai agar hum acha kaam karna chaty hai to loss mai bhi trades close karna sekhy ap ne dekha ho ga k kuch trades par profit hota hai aor kuch trades loss mai hoti hai ab sari trades profit mai ni aa sakti.
          • #6 Collapse

            G ap ki bat bilkul right hay k agar humain business main loss ho jata hy tou humain mazid mehnt karni cahiay apni mistakes ko follow karana cahiay aur un ko dor karne ki kosish karni cahaiy is taraha humare andar mazid skill bharti hay km ko karne ki humain loss se pareshan ni hona cahiay balke mazid mehnat karni cahiay aur apni mistakes kk khtam karna cahiay
            • #7 Collapse

              Dear friend forex trading mainvgab tak loss nahi hota tab tak ak khas trader nahi banta forex ko goin karny k bad as main loss ka hona lazmi hy gab as ko ap apny analeses say karen gay aur asi loss say hi hum sahi mano main ak achay trader ban paty hain
              • #8 Collapse

                Ap ne bohat acha point raise kya hai. Zyada tar log loss hony per us business ko chor detay hain aur business ko sekhnay ki koshish nahin karty halan k agar wo thori mehnat karen to business ko sekh kar apna loss recover b kar saktay hain aur future men acha profit lay sakty hain...
                • #9 Collapse

                  Gi bhai ap ny teek kaha hai. Aur sab dostoon ny bhi teek hi kaha hai. Jab bhi insaan ko koi thoker lagti hai to us se insaan sabaq seekhta hai. Forex trading mein bhi jab tak loss nai hota to hum kuch khas nahein seekh sakta. Loss kerna bhi hamary liye aik treh se acha hi hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear Friends apny sahi farmaya hi dar haqiqat ya hi hi k jab bi kis insan ko business main loss hota hi to phaly to bahot parshan ho ta hi lakan sabaq usko vahin se milta hi kayon k loss to zindgi main hoti hi jo insaan loss ka moqabla karta hi vo insan dunyan main kamyab hi.
                    • #11 Collapse

                      Loss koi bhhi ho uska fayda us se hasil hony wala sabaq hhota he aor ye aisa sabaq ya fayda he k jo koi teacher bhi nai sikha sakta agar teacher sikhay bhi to eo itna yad nai rehta jitna loss kr k hasail hony wala sabaq yad rehta he, magr hmen apni puri koshsh krni chahiy k loss k bagair hhi trading seekhen q k loss bahrhal achha nai he ,iska impact bura hi parta he.
                      • #12 Collapse

                        Dear bro main ap ki bat sy bilkul agree karta hon..dunya ka koi bhi business jb start kiya jata hai to start main loss hota hai...bahut sy log loss ki wha sy business chor dety hain yeh loser hoty hain aur jo log winner hoty hain wo give up nhi karty hain aur loss ki wja find kar k us sy learn karty hain aur phir wahi ghalti future main repeat nhi karty..failure are steping step of success
                        • #13 Collapse

                          forex man trder ku start say hi learning ki taraf jana chahye but start man jis trader ku loss hu jatta ha oc k liye acha kunkk trader direct earning kerna chahty han ic say earning nae loss hota ha.
                          • #14 Collapse

                            Aapne bilkul thik Baat Kahi hair loss hone ke baad Hai Hum logo ko trading ka Asan Akshat aur Hume Sabak Milta hai phir hum log ki mehnat karte hain aur profit banate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per humko chaheya ka hum ko ager loss hotaa ha to per hum ko apna loss sa kuch na kuch sabaq lana hoga takaa hum ko acha experience hasil ho laken ager hum apna loss sa sabaq nhi lataa ha to per hum ko achi earning nhi hoge.................

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X