Loss ki aik barri waja useless trading bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ji bilkul yehi hy kuch log bilkul fazool trades kertay hain jin ki koi tukk ni ban ri hoti ye trades bilkul trend k against hoti hain is lie loss hota hy or ye loss apni mistake ki wakah se hi hota hy kabhi bhi trend k against trade ni lagani chahiye humesha trend k mutabiq hi trade krain takay profit acha milta rahay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      I g Dear ap tk khaty ha ky hm jb be km ko kray to market ko dk kr krna chahey ta ky loss na ho or is my profiles hasil ho or to or hm sb ko is ky rollz ky mutabik he km krna chahey q ky ager hm rollz ko follow ni krty tb be loss ho jata ha is leay hm so ko rollz ky mutabik he km krty ta ky earn acha mil saky or hm ak successful trades bn saky
      • #18 Collapse

        Forex ke kam me bahut sari loss reason hoti hai lekin Yaha hu Apne useless trading ki baat ki hai to Mai ye kehna chahun ga hum log useless trading karte bhi usi waqt hai jab hum emotional ya jaldbazi kar jate hai hame kabhi bhi emotional judge judge Bharti hokar trades nahi lagani chahiye kal ke apne experience or market knowledge ko Maine bhi rakhte hue trade lagani chahiye jis se Hame loss ka risk minimum hota hai..
        • #19 Collapse

          jee dear useless trading bhi to tb he hoti ha jb hmary pass experience nahi hota is luy hum loss bhi krty hain wrong trade lga kr is luy bhai experience na ho to ttading nahi krni chaye agir krty hain to loss he hoga
          • #20 Collapse

            Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko kabhe useless trading nea krni chaya hamain mukamal focus ka sath trading krni chay jab ham mukaml search kr ka trade lagata han tu he fiada hota hai aur agr ham useless trade laga data han tu phr lose he hota hai
            • #21 Collapse

              g han bhai ap ny achi bat ki hai forex main aghr hum trading karty hain tu hmain achi trah se analysis karna chahye os k bad hmain apni trading karni chahye or jub kbhi hmary analysis main time lag jay tu hmain apni trading k liye best entry leni chahye ta k hmain time k bad trading karny se loss na ho or aghr hum late ho jaen tu trade ko miss karna he bahtr rhta hai lsos se bahtr yahi hota hai
              • #22 Collapse

                forex trading main time ki boht ahmiyat hai jesa k ap ny apni thrdaes main biyn kiya hai k hum markrt ko lait main pakrty hain jis se aik tu market up down main ho jati hai dosra os main trend ka bhi koi conferm nahi hota hai es liye apko chahye k aghr ap apni trading karty hain tu apko usless way se trading nahi karni chahye jis main hmain loss k chances he hoty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  G han loss ki aik boht bari waja useless to nahi over trading hay. boht say trader itnay zayda trading kay order laga detay hain kay un ko manage kerna aur opening closing ki samag nahi ati. aur accessive trading ker kay account ka risk zayda ker detay hain is say account kay wash honay kay chances barh jatay hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X