Loss ki aik barri waja useless trading bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki aik barri waja useless trading bhi hai
    Ki baar jab ham trading k liye apne mt4 ko open krte hain to hamen big candles dekhne ko mill jati hain aur jab ham in candles ko ddekhte hain to ham kch soche smajhe bagair hi trades open kr lete hain hala k ye time trading ka nhi hota hai
    Jab ham market men trade ipen krte hain to uss waqt market already apni movement ko complete kr chukka hota hai aur hamen uska results loss men milta hai
    So kabhi bhi useless trades na kren agar aap late ho jate hain to trade ko miss hi kr ddena better hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ye trading my friend jald bazi main aa jati hai jab bhe app forex main market main jaldi say kaam kerty hain to mean app ya to preshan hoty hain ya greed ki wja say app forex market main jaldi enter honay ki koshsh kerty hian jes ki wja say app ok loss hota hai husesha sakoon say analysis krein our pher he forex market main trade lay k app acha profit earn ker sagty hian
    • #3 Collapse

      dear bro waisy to loss hony ki kai reasons hn lkn jo ap ne reason btay hy useless trading ki wo ap ki bat bh thk hy ,ager hum aik target set ker len profit ka aur phir mazeed trading na kren to hum useless trading se bach sakty hn
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        G bhai ap ki bat sahe hai hamen market ki moment k baray mn achi trah anaylsis kr k phr he trade open krni chahy aor ager market top price py punch jay tu trade open na krna ziada bahtar hai q k jb aik candle high limit tak hoti hai tu mazeed up k chance kam ho jaty hain jab tak us pair ki resistance ko cross na kry asy asi position py trade na kren ya wait kren
        • #5 Collapse

          Dear baat ya hay k trading ka basic asool ya he hay k hum jab be trade open karan us sa phalay msrkit ka aachi tarha sa analysis karan markit ki movement check karan us k bad he aap trade open karan lakan ager aap anakysis k bagher he candal dakh kar trade open karan gay tu iss useless trade sa aap ko lose he ho ga
          • #6 Collapse

            Forex trading mn jldbazi nhi chlti tradeing ky asool hn unky mutabik chlna chahy phr kmyab hn agr isko game ya mzak smjn to hm kmyab nhi ho skty blky loss pr loss krway gy forex ky asool mn displne ajat hy or money mngmnt hy or planing hy roles hn unko follow krna chahy phr e kmyabi mily roles kbi nhi torny chahy or main chez analys hy analys krna chahy chahy 2,3 gnty lg jay
            • #7 Collapse

              yes dear app bilkul shai kah rahy hain forex main succes hony k leay ap ko kuch rules pay follow karna bohut he zrori hota hai phir he app is main success ho sakty hain aur ap ko achi tra say naalysis kar k phir he iss main order lgana chahieay aur phir app ko is main expereince hasil ho ga ager app short cut k chkaer main par jain gay tu app kabhi bhe kamyab nahi hon gay.
              • #8 Collapse

                bilkul thek bro jb b kabi b hum market ko watch karty hian or agr market may candle kafi bari bani ho to hum osi side par trade kar dety hain lkn jesy he hum trade karty hain market wapis apni pehly wali position ki tarf ani start ho jati ha or hmain loss ho jata ha..mery khyal say tb hamin wait karna chahiy.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
                  Ki baar jab ham trading k liye apne mt4 ko open krte hain to hamen big candles dekhne ko mill jati hain aur jab ham in candles ko ddekhte hain to ham kch soche smajhe bagair hi trades open kr lete hain hala k ye time trading ka nhi hota hai
                  Jab ham market men trade ipen krte hain to uss waqt market already apni movement ko complete kr chukka hota hai aur hamen uska results loss men milta hai
                  So kabhi bhi useless trades na kren agar aap late ho jate hain to trade ko miss hi kr ddena better hai
                  Yeh Baat aapne bilkul theek hai sometimes Amarjeet Mein Koi achi Android nahi hoti lekin traders PVT red Laga Deti Hai Jiski wajah se unko lost ho jata hai train race ko aisa nahi karna chahiye Bandh Ke Jab Chi treadmill Kabhi trading karne chahiye otherwise rest karna chahiye
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main agar earning purpose ke liye aayen hain to ek baat apne mind main note karlen ke chahe koi bhi trusted way main apko sahi lage candles ya kisi ki indicators and all these things lekin aap ko tab tak trade open nahi karni chaye jab tak aap ne khud ne us trade ko analyze na kia ho ap ne khud ne us trade ko strategize na kara ho bina kisi proper planning ke kabhi bhi trade ko open nahi karna chaye jiska asar ye parhta hai ke hum bina kisi setup kiye hue trade main loss le bethte hain.
                    • #11 Collapse

                      Dear bilkol sahi kaha hay ap nay baut hi achi bat ki hay ap nay hum mein sy bahut sy traders aesa karty hain jab kisi pair ki bari candles ho dekhty hain to us py andha dhund trade open kar lety hain halan k us waqat hamen trade nai leni chahiye is sy hamen loss ho sakta hay q k jitni movement karni hoti hay wo apni movement complete kar leti hay hamen trade tab hi open karni chahiye jab ham technical analysis kar len warna andha dhund trading karna loss ka sabab santa hay
                      • #12 Collapse

                        g haan ap nay sahi kaha kai loss ki aik bari waja useless trading hai aur mairay khiyal say useless trading ka matlab yahan yeh hai kai hum log jab market main koi taizi nai hoti aur marekt indesisive hoi hoti hai tu profit karnay kai chakar main hum foran trade dal laitay hain lakin jab continuously loss honay ki waja say hum gusay main aa kai hum log mazeed trades laga daitay hain.
                        • #13 Collapse

                          G hn dear ap ki bat thek ha hume is mn candle stick ko fallow zahror krna chaiye lekin market zada ise move nai krti ha agr trading ka experience haail krna ha tu hume is main analysis ur chart ko lazmi fallow krn chaiye ur daily trading ki new ko fallow kr k kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business hai hume is mn zada se zada menat krni chaiye
                          • #14 Collapse

                            Jab ham tradinh ko easy ly lyty hy ham sahi trha sy trading nai krty hy sochty smjhty nai hy to ham ko bhit zeada losss bhi hota hy our ham ko phr bhot zeada ya bhi feel hota hy k ham ko trading nai ati hy agr ham trading my galat kam kry to losss to hoga agr ham ko is my kamyab hona hy to sbr k sath oyr khod my lalach khatam kr k ham ko tradimg krni chiya
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jub hum trade lagana kay liya puri tayari nai karain ga to phir is trade main hum lose b ker saktain hain oar ya trade humaray liya eik useless trade b ho gi is liya to kahan jata hay k forex main bahot mahnet ki zarorat hoti hay ager ap ka mood mahnet ka nai hay to main to ya he kahoo ga k is time koie trade nai lagahain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X