Aapke khayal mein trader ko apna loss risk kis had tak tang karta hai aur ek trader Apne loss k risk sa Kitna pareshan hota h aur woh is loss ke risk ko kam kaise karta hai aur phir wo apni trade co minimum risk of loss ke sath kis Tarah run karta hai .wo trade lagate waqt ki baaton ko mind main rkh kar trade lagata hai jisse us loss ka khatra kam ho jata hai aur woh tension liye bgair trade lagata hai ....kindly response to my post am very thankful...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим