main trading main proper planning kay saath kaam karta hun or mera earning ka ik target hoota hai.main jab apna target gain kar leta hun to phir main trading stop karta hun.iss liey kabhi sary din he trading karta hun or kabhi kabhi pehly he target achiever ho jaata hai to phir stop kar daita hun.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим