Jtna ziada sbr krn gy faida ho ga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading main loss hony ki boht se wajohat hain laken loss hony k sub se zeyad chances hmain apni emotions par control na rakhny se hoti hai es liye hmain apni trading maina pny emotions par control rakhty howe trading karni chahye ta k hmain loss na ho or huma pni trading main acha profit earn akr skaen es k liye emotion ko control rkhn zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Hanji hanji bhai jan q ni yhe kam hai hi is tara ka hai k ap juld bazi kare gaay tu ap ko nuksan bhi hoo skta hai yahi loosbhi hoo skta hai ap jitne sabr ziada sbr krn gy otna hi ap ko parofit hone k chansisiz zada hoo skta hai
      • #18 Collapse

        Emotion ka trading main bahut hi ahim role hey. Ager emotion hamary control main hain to koi bhi trade hum analysis key baghair nhen lagaty aor ager emotion hum per havi a jain to phir hum loss per loss kerty jaty hain.
        Saber aor lalach forex trading main aik dosry key mukhalif hain. Jeb hum saber se kam lety hain to lalach nhen kerty aor jeb lalach kerty hain to saber nhen ker sekty.
        • #19 Collapse

          Dear saber ka pal hamesha meta hota he ham jtna zada saber kary gay utna he hame zada faida ho ga es liye ham jab b trading kary to saber sy us ka intazar kary to phir he ham es me kamyab ho sakty he or Jo person es me saber nahi karty or jaldbazi karty he to phir unhe loss ka he samba karna parta ha
          • #20 Collapse

            gee bhai sabar to intehai zaroori hai lakin q k jald baazi ka kaam to waisy bhi shaitaan ka kaam kehlata hai jald baazi nhi krni chahiy kisi bhi kaam mein lakin agr aap daikhain k aap ki trade aap ko acha profit de rahi hai aur market thori gir gai hai to wahan sabar na karain kya pata market dobara up ho na ho ...
            • #21 Collapse

              trading 1 risky business ha.akser is business main jo nazer araha hota ha.wasay hota nahi hay.or jo nazer nahi araha hota wo ho jata ha.is liya jab ap is business main koi trade open karty hai.to us trade ko open honay kay baad ap saber say kam lain.trading business main profit kabhi bi 1 dam nahi milta ha.trade karnay kay baad hosly say kam lain.apko apni trade main zaror acha profit hoga..
              • #22 Collapse

                g han dear forex ek acha or kamyab work ha is liye is mein ap jitna wait kareeng ay itni he achi earning kar sakty hein is liye apki achi ek trad py wait kareen gay or zayda bari lot nahi lagayen gay to ap kamyab profit earn kar sakty hein is liye sabar karna bohat he zarori ha
                • #23 Collapse

                  forex trading main bhot log hain jo k apne ap py qabol nhe kar pate hain or forex main apni trade jaldi closs kar dete hain stop loss ka wait nhe karte hain jo k ye ghalat hain humhainc haiye k hum wait kare stop loss ka wait kare jaab tak stop loss ya take profit hit nhe ho jata hain tab tak hum koi b new trade na lagy and saber say kaaam le hum
                  • #24 Collapse

                    Bhai apny bilkul thek kaha hamain trading me jald bazi ni krni chahye trade ko bhut aram se check kren market fluctuations per darna ni r loss pe trade close ni krni in sb baton ka khyal rkhna hota r bhut sabr se observe kren
                    • #25 Collapse

                      g haan bhai jaan ap nee thek hi kha hai kee ham as main jitna zyada sabar karen gee autna hi ham kom fyada ho gaa thek hai bhai jaan ham ko as main aesa hi karna chahiy hai yany kee sabr ham karna chahiy hai
                      • #26 Collapse

                        Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager hum sabr kary aur lalach ko door rakhy to hum zror kamyaab ho jaye ge lekn sirf sabr apka sath ni dega iss ke lye apko chahye best experience aur knowledge
                        • #27 Collapse

                          forex mai kam karty howe jab hum galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey balky saber sy kam lena cahey or pher apne galtiyo py gut karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                          • #28 Collapse

                            G bilkul apki bat sahi hai emotions men sab se important sabar karna hai. Profit aur loss dono surton men sabar karna bohat mushkil hota hai. Profit ki surat men insan sochta hai kahen ye dobara minus na ho jaye aur loss ki surat men sochta hai k kahen zyada loss na ho jaye aur jald bazi men trade close kar deta hai. Lekin agar koi in halat men sabar kar lay to wo behtreen trader ban jata hai
                            • #29 Collapse

                              g bilkul theek kaha ap ne ek baat jo hmesha bare aksar khty hain sabar ka phal meetha hota hai yahan bi aisa he hai kisi bi kaam men mehnat sache lagan k sath sath sabar bi bohat zroori hai aur kisi bi ek trade men loss ho jane k bad himmat har k beth jana aur sabar ka daman chor dena galat baat hai agr aap k naseeb men Allah pak ne behtar likha hai to wo apko mil k rahe ga koi aap se usko ni le sakta lehaza sabar se kaam lyn apni trading men jitna ziada ho sake knowledge gain kren aur practice kren aur phr Allah ka naam le kr apna kaam shuru kren Allah pak sb bhtr kren ge INSHALLAH.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jab forex mai kam karty howe hamy loss ho jy to hamy zada thence nahi hona chahey balky hamy saber sy kam lena chahey or apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik asa business hain jis mai him learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik international business hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X