Forex main jald bazi sa nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Me ap ki bat say agree krta hun forex men jald bazi say ziyada tar loss hota ha aur meri jahan tak observation ha new trader bahut jald bazi krtay hain aur patience say kaam nai letay agr trading men hosla aur sbr a jaye to kafi acha trader ban jata ha banda wqt k sath sath. So apnay ap pay control kr k patience paida krna chaeay ta k trading k benefits hasil keay ja skain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex k liya ap ko kisi bi qsm ki koi jld bazi ni krni chiya jis sa ap hmsg loss hi krtay han forex main apny exprnc aor apny nolg ko istaml krty hway trade lgan tu ap ko profit gain hota ha.
      • #18 Collapse

        G bhai humy forex ma jalbazi nahe karni chyie as sy humay nuksan he ho ga dunia ma koi bhi kam jaldbazi ma nahe karna chyie as sy humy nuksan he hota ha khty ha na jaldi ka kam shatan ka hota ha forex bhi ak asha busniess ha jis ma sabr mainat sy kam karna chyie or saba ka phal bht matha hota ha
        • #19 Collapse

          G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum kabi b forex ma jald bazi na kary jald bazi karny say nuqsan hi hota ha jald bazi say humy loss ka samna karna pary ga
          • #20 Collapse

            Jald bazi hamesha apko nuqsan he dete hai chahy aap koi bhi kam karo Pakistani forex me to apki investment lagi hote hai iss lye apko soch samjh kar trade lgaye
            • #21 Collapse

              G dear is main agar apne jalbazi ki aur trend ko anylis kiye bina apne trade ki to apko bahut loss ho sakta hai aur apka account wash b ho sakta hai apko chahiye jab b trade enter karen to sb se pehle market k trend ko achi tarha anylis karen news calander read karen phr ek target set karen aur trade enter karen
              • #22 Collapse

                walaikum assalam ji hum log Forex pe kaam karte waqt jaldi kar jate Hain us jaldi ki wajah se Hame nuksaan bardaasht karna padta hai hame koshish karne chahiye ke hum log Apne experience or knowledge ko istemal kare aur uske Bina per trade lagaye jisse Hame profit Hoga aur hum Apne Forex trade main los sa bach sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  walikumslam bhai apki bat se mn agree karta hun forex trading mn loss zeyda tradors ko esi wjah se hota hai k wo apni trading main jald bazi karty hain or jis ki wja se un ko loss ho jata hai forex trading main ahmisha securety k sath trading karen q k jub tak ap khud sure nahi hoty hain tab tak ap apni trading nahi kar skty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X