Forex main jald bazi sa nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main jald bazi sa nuqsan
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main hai us main jab ham jaldi sa kam lata han tu lose hota hai ham ko blkul he patience ka sath trading krni chaya agr ham jald bazi main trade lagain ga tu lose ka bahut chances hota han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading complete market ky analysis krny ky bad he started krni chye brothers apko knowledge aor experience hasil krna hota hai aor ap ko analysis ky leay struggling krni chye apko aik strategy py trading strat kr dogay thesame apko kafi problems face krna par wkty hain jald bazi ki waja sy uncertainty hoti hai jis ki waja sy apko nuqsan hota hai
    • #3 Collapse

      Brother jald bazi tu har business mai loos dati hai trading mai bi jab ap trade open krna mai jald bazi karain gain tu ap ko nuksan ka samna krna pahr sakta hai jald bazi mean bina socha samja or bina analysis kia trade lagana ya market mai entry lana or jaldi s ap candel ko dahk kr order open jab krta hain tu loos ka samna krna pahr sakta hai is lia jald bazzi s kam mat lain relax ho kr trade karain ta ka ap ko profit ho
      • #4 Collapse

        Bhai ap nay bilkul tjeak kaha hai.is baat mai koi shak nahi k jaldbazi sy forex mai nuksan hoga.balky forex k ilawa bhe duniya k jis kam main bhe jaldbazi ke jaye ge us mai nuksan he hota hai.isliay humain sabar sy or ehtiyat sy kam lena chiay k humain is jaldbazi ke waja sy kisi kisam ka nuksan na uthana par jaye.
        • #5 Collapse

          W slm
          G ap ny sahi baat ki hai trading buht acha kaam hai is sy buht kuc hun samaj sakty hain or buht kuc earn kar sakty hain par sabar k sath jaldbazi mn kuc nae milta asy jo kaam thk hona ho wo b ghlat ho jata hai Jitna samaj kar or soch kar hum trading karain gy itna he humy faida ponchy ga or yehe chez hum sb k liay behtr ho gi .
          • #6 Collapse

            Agar aap Yahan Par Forex main jaldi se kaam Karenge to aapko yahan se Kuchh bhi nahi milega sabse important thing kyu hoti hai ki aap market ko samjhaye Chitrangada market Kosam Jayenge isko proper time nahi hai proper time dene ki wajah se market main aapka stable Rehna bahut jyada important hota hai Jitna Jaisa Aap Yahan Par easily kaam Karenge aap ko business ki samajh Jana start ho jayegi Jaise Jaise aap kaam karte Jayenge business develop karna aap ke liye bahut jyada Ahsan Ho Jayega uske sath sath aap apni skills Kobe develop kar sakte hain
            • #7 Collapse

              bilkul sahi kaha bhai apne hmen trade krne se pahle fully aware hona chahye market k sath or analysis krne k bd hi trade krni chahye jis se hmen profit ho or loss se bach paen.trade krte hoye khud ko positive rakhen.
              • #8 Collapse

                bhai jaan jo bhi forex main jaldbazy kare gaa aus ko naksan ay ga q k masal k tur par agr hum ko buy lagana ho aor jaldbazy main hum sell lagaden tu hame tu noksan tu hoga na
                 
                • #9 Collapse

                  haan bhai jaan ham ko forex main jald bazy nahi karne chiy hai q k agar ham ordar dene main ghalat hojyen tu ho ko as main noksan hi ho ga na
                   
                  • #10 Collapse

                    patience ki bohat zyada value hay hamari trading mei jab traders jald baazi kartay hain nuksan ka saamna kartay hain trading jald baazi
                    se ho he nahi sakti proper trade analysis ki zaroorat hoti hay market momentum dekhna zaroori hota hay then ap best trade ki entry
                    letay ho jald baazi mei aap sirf loss dekho gay
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
                      Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main hai us main jab ham jaldi sa kam lata han tu lose hota hai ham ko blkul he patience ka sath trading krni chaya agr ham jald bazi main trade lagain ga tu lose ka bahut chances hota han
                      Agar Hum trading karte huye jaldbazi Mein decisions Milte Hain tum hamein uska Naksha nhi hota hai aur Hamari dreads lost Mein Hai jati hai isliye Hame chahiye K trading karte huye jaldbazi Na Kare aur ek baar hor Soch Samajh Kar trade kare
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Jald bazi forex my nai chalti hy is kam my ham ko bhot zeada mhnat our hemat krni parhti hy kio k is my hamy bhot eada muahkil peah ajati hy is kam ko smjhna our krna bhot muahkil hy our jab ham jald bazi is kam my krty hy to ham ko bhot zeaada loss hota hy jald bazi bhot nuksan dyti hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          ya bat sahi hay kay is business main kabhi bi jald bazi say kam nahi kena cahiya.is business main loss buhat jald ho jata ha.apki 1 galat trade apka pora account wash ker sakti ha..is liya jab apka trade karnay ka ierada ho.tab ap market ko 30 min pahlay dakhay or market kay trend ko samjnay ki koshish karain.tab tak apko kuch clear na ho tab tak koi trade bi open na karain...
                          or jasay hi market kay trend ki samaj a jay to phir trade laganay main dayr na karain..
                          • #14 Collapse

                            forex trading business mein jald bazi karna sab se bari mistake hy kiok jald bazi se koi faida nhi hota jald bazi se nuqsaan hi hota hy hum ko apni trade open karne mein aur close karne mein kabhi bhi jald bazi nhi karni cahaiye jald bazi mein ki gaye trade mein buht ziada loss hota hy trade jab bhi karain sabar se market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k karni cahaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear forex trading ek business hai our ye online hai es ka jaldi pata nhi chlta ky ye kia kary ga es liy kabi b trading main jald bazi na krain ku ky zaida tar jaldi bazi karny waly loss ka shkar he hoty hain es liy jab b trade krain to sooch samj kar krain
                              sab sy pehly markeet anylize krain our dekhain ky markeet kia trand bna rahi hai us trend ko faloww kraty hoy dhora wait kar ky trade lga dain to app profit lay sakty hain ager jald bazi ka muzahra krain gy to trade galt b lag sakti hai jo ky loss ka bys bny g

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X