g bhai apki bat shia hai or main apki bat se garee krta hun aysa he hota hai jub loss hota hai tu har trador jald bazi main apny loss ko recover karny k liye trading krta hai k un ko acha profit mily ga jub k aysa kuj bhu nahi hota hai apko or lss ho jata hai es liye apny emotion ko control kar k trading karni chahye achi trah se analysis karen tab ap loss recover kar skty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим