Loss k time emotions pay qabu rakhna bahut mushkil hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k time emotions pay qabu rakhna bahut mushkil hota ha
    Salam to all me aik zati experience share krnay lga hun aur ap logo say bhi raye lena chata hun k aisa kyun hota ha. Agr farz kro meray pas 200$ ka capital ho aur hum aik trade lgatay hain to jb wo loss main chali jati ha to hum ko apnay apko control nai rehta aur josh main a k ulti seedhi trades lga detay hain jis ki vja say loss hota ba. Aisi situation main apnay ap pay control krna bahut he zaruri ha. Kia kehtay hain ap log?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apki bat thk ha magr bhi aik bat yeh bhi haqeeqat ha keh forex trading main loss bhi ha aur profit bhi aur agr ap loss ki waja se khud ko pareshani main rakhen ga to ap k lia bht mushkil ho jaye ga aur ap profit itni asani sa earn ni kr sakty apny emotion pa control kren aur next step pa tawajuh dain. Thanks
    • #3 Collapse

      Hello friends aapne Yeh Baat bilkul theek nahi hai Ke Jab Hum a month ke Aakhir Mein bonus Milta Hai Aur Hum uspe trading Karte Hain for example Hame Sodha Ladka bonus Milta Hai Aur Hum usse trade Lagate Hain aur Hamare trade laws Main Chali Jati Hai toh hum Apne motions pe Kabu nahi Rakh Sakte Hame chahiye ke trade loss Mein Chali Jaye to Hame usko recover karna chahiye cool mind Rehna chahiye Taki Hum galat Na Kar Baithe aur last na karwa Baithe Rihanna friends Hame chahiye ke hum Hamesha cool mind Rehkar trading Kare aur trade Agar last Mein Chali Jaati Hai To usko recover Kare Ye nahi Ke Apna account wash krwa lain.
      • #4 Collapse

        Dear bat to apki thk hay jab be hum apni trade loss main dekhty hain to jaldbazi main koi or galat trade open kar deyty hain jes ki waja say hum or loss ka samna karty hain es halat main hamin chay ky hum porsakon tareky say or relux ho kar market ko achi tarha analysis karin or apni phly trade main ki gai galti to sodarin to achi tarha market ki movement ko observe karny k bad new trader open karin
        All The Best Dear Friends
        • #5 Collapse

          Dear ye to ap ne bahot achi baat ki hai agar hum ais market mai kaam karty hai to ais mai hum ko agar kisi trade mai loss ho raha hota hai to aus mai ye hai k hum ko emotion par control karna chaye kun k agar hum aus time koi ghalti karty hai to aus time hum ko mazeed loss ho sakta hai agar hum ais market mai kaam sabar se karty hai to hum ko ais mai profit ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Dear ap ny sahe kaha hai k insan ki fitrat main hai jb bi usay jahan sy bi loss ho to wo us par upset ho jata hai aur jb ap forex par kaam kar k mushkil sy bonus bnaty hain aur galt decision sy ap k bonus main loss ho jata hai to dukh hota hai aur emotions kaboo main nhe hoty par ap ko apny aap ko sambaal k rakhna hai kun k aisay main aap aur ziada loss kar jayen gay aur phla wala bonus bi recover nhe kar sakyen gay is lye jo loss ho gaya wo to ho gaya ab us k chakar main mazeed to na karyen na hosh kho kar
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto forex trading na hr aik k sath aisa he hota hy forex trading ma jb b ap ko bra loss ho jta hy to bra loss hony k bd ap apny jazbat py qaboo ni PA skty hy ye hr aik k sath aisa he hota hy bki hmain khoshish krni chy k jb b hmain loss ho to hmain emition ma qaboo rkhna chy or apni galti sy seekhna chy
              • #8 Collapse

                ager to dost app nay lot size kafi bare lagai hai to pher to app kabhe bhe loss main emotions ko control nahe rakh sagty hain lekin ager app money management k sath trade kerty hain to pher app raat ki neend bhe achy say puri kerean gay our jo trading k rules hain un ko follow ker k he app trade keran gay humean bus forex k basic rules ko follow ker kaam krna ho ga
                • #9 Collapse

                  G haan ap billion kultur the ke raha ho loss keeps time hm ko apney aaaap pay control krna chateau. Me abi thora new hun hun lehaza me ice bara kuch nai keh skta.lekin me agree krta huh ap ki bat say. Jb hamain loss hota ha to josh main a kr bri bri trades lga detay hain jis ki vja say loss hota ha...
                  • #10 Collapse

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy los ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain lakin is wakt hamy apny emotions py qabo rahkna chahey or next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      haan jee bhai jaan loss ke wakat apne emotion par kabo pana chiy hai q k agar ham apne emotins par kabo nahi payen gee tu ham as loss bhi kha sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Piary dost ap ney mery dil ki baat ki hey yeh problem mujh samait akser trader main hey keh jeb bhi kisi trade main loss hota hey to woh analysis ko nezerandaz ker key loss ko recover kerny key liey beri lit size ki trade laga dety hain jis se akser aor ziada loss ho jata hey. Jeb bhi loss ho to thora sa rest kerain phir analysis ker key trade lagain.
                        • #13 Collapse

                          Asslam O Alaikum.....ap bilkul sahe kh rhai hain humain aisey situation mein bhtt sabar se kaam laina chahiyai ta k jo nuqsan ho chuka hai wo to ho jo gya hai baqi sbar krain...aur ak achai moqai ka wait krain aur phr se apne trade shuru kr dain isse bussines mein hamesha wo he bnda kamyab hai jiska apnai mind pr pura control hai..
                          • #14 Collapse

                            Forex trading ma ya common bat hi kay loss ma ager trade cahli jay to loss ka sab emotions face par aa jata hi par Forex is good business in this word har business ma loss huta hi awro profit b huta hi as lia ap try karty rahy kabi har na many Forex ap ko ak acha business man zaror bana da ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear brothre, yah insan ki fitrat hay kah jab usay khushi milti hay ya dukh milta hay to khud ko control nai kar sakta aur aisi conditions main us k jazbat us k kabu main nai rehtay....shyd esi waja say jab trading main loss ata hay to traders apnay emotions par control nai kar saktay aur un ko mazed loss aa jata hay q kah woh emotional ho kar mazed mistakes kar jatay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X