agar ap ko loss ho aur profit na ho to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    g bilkul theek kaha apne agr humein forex mai loss he loss horaha ho tou humein phir bhi forex nahi chorni chahye qk forex mai mehnat kay sath sath agr humere pass knowledge or humein practice ki hoge tou loss kam he hoga..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      agar mujay loss ha aur profit na ho tu ye possible nahe hai dear yaha agar bohat he la parwahe be kare tu pher be ap ko profit zaror ho ga bs loss yaha ak comonent hai
      • #453 Collapse

        tu main kuch deer k lie trading stop kr dunga aur market ko watch kerunga isky bad he news k mutabiq aur expert k suggestion sy trading kerunga.
        • #454 Collapse

          agr mje loss ho to mje duk tu bohat hoga but me khud ku aur bhi trading me fast kardunga ta k main apne is loss ku wapas karloun aur profit ku mazeed gain karsakhun
             
          • #455 Collapse

            forex trading aik easa business hai jis men loss arr profit hota rheata hai ager apko loss ho to app market trend ko mazeed samjy arr practice py tawajo den app ko positive result milyga.
            • #456 Collapse

              bhai duniya ka koi aisa business nai hai jahan per loss na ho aur sirf profit ho profit aur loss tu sath sath chaltay hain so hamay disheart honay ki bajaye jo loss kiya hai us say koi sabaq hasil karna chahiyay aur dobara wohi galtiyan nai karni chahiayyn.
              • #457 Collapse

                Your thread is good that I am like the thread. I think if we are face the losses in this market then we are first to stop the real account then we are contact to the senior.
                You are improve your skill and then start the Forex.
                • #458 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                  Aap kia karen ge kia koi ap ko bataye ga ki trading main kis chez ko follow karna zarori hai main to yehi kahun ga ki agar ap ko loss ho to ap bilkul peche na hatein sirf forex ke peche padey rahen khabi to profit ho ga is bare main ap kia kehte hain
                  aise hohi nh sakta agar ap sahi se trading karenge to apko zarur profit milega aur han kabhi kabhi kloss b hojata hai wo kuch galti hoti hai ya luck sath nh deta baqi har waqt loss nh hosakta
                  • #459 Collapse

                    my view about that and i have seen people getting profit and having lose my dear but if u continously loose it means thier is a fault in ur practise ...start practising again in the demo account ...and start with the small amount again which dosnt effect u my dear
                    • #460 Collapse

                      haltnay wali bate tu galt hai bate darasal y hai agr ap smaj nahi aa raha business tu learn kro khud se agr bhi nahi aa raha tu kis expert se learn kro tb samj aa jaye ga business hai or business ma mistakes hoti rahti hai
                      • #461 Collapse

                        dear forex risky busines hain is main huimey loss or profit ka chance rehta hain aghar is amin loss ho jaey to himmat na harey infact is main working karey or loss ko recover karey
                        • #462 Collapse

                          agr aap ko loss ho or profit na ho to aap ko chahiya k kuch breaklo aur phir new strajety k sath allah ka nam la kr enter ho aur phir dakho aap kasay kamyab hotay ho
                          • #463 Collapse

                            main ap ki iss bat se muttafik hun lose or gain iss market mein main goal hai , agr aik koi faida hai tou dosre ko nuqsan hai lekin agr ap k pas knowledge ho to app lose ki percentage ko kam kr skte ho ,q sahi time sahi investment krna hi trade ka asool hai
                            • #464 Collapse

                              forex master bhaei apne acha topic rakha he k hum agar loss lein es karobar min to humin kiya karna chahye main ne es karobar min buhat sa loss kiya he aur kei bar meira pora acccount balance bhi ur gaya he es lei main ap sab doston se ye kehna chahta hon k agar humin loss ho jaei to humin dil chaota nahi karna chahye bas aur ziyada taleem lein forex ki aur phir trading karin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: user202
                                Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main agar loss ho to bilkul pechay nahe hatna chaheye kun kay loss to har business main hota hay aur loss say ghabrana nahe chaheye kun kay loss kay bad profit bhi zaroor hota ahy
                                yes you are right i completely agree with you not only forex but in every field some times we face the loss....but the interesting thing apko apna loss pora karna ki motivation honi chaheya

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                avatar Qasi
                                Working...
                                X