agar ap ko loss ho aur profit na ho to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    bhe ap ne ache bat ki hai ap ki bat se itafak karti hon hame apne emotion pe control rakhna chaye q k is se hame nuksan ho ga hame apne loss se sekhna chaye ta k dubara loss na ho or next time profit hasil kar saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      bhai agar hamaiay har waqt lose ho to to haimay ye daikna chcye k ham say kaha galti kar rahay hy or galti say seekna chchye or pir is par ammal karna chahye pir insaha allah zaror profit ho ge
      • #303 Collapse

        aisa hota ni ha ke aap ko sirf loss ho profit na ho agar aisa hota ha tu its mean ke aap ko trading ka kuch pata ni aap apne live trading ke bjae demo ko aur karen aur trading ko sahe tara samjen
        • #304 Collapse

          ji dear agr humain jst loss ho or profit na ho tou humain apne senior sai help laine chahiye or humain apni mistakes pr dehan daina chahiye or experience ko barhana chahiye or apne losss ko apna experience smjhna chahiye or wo mistake again nahi krni chahiye balkay unko apna experience smjh kar chalna chahiye
          • #305 Collapse

            Forex trading men loss se bachny ka yehi tareeqa hai keh pehly demo account par kaafi arsa kaam kia jay aur forex trading ko achi tarah se seekha jaay, jab aap ko lagy ke aap is kabil hain k aap forex trading kar sakty hain to aap ko trading join karni chahiy,. Aur loss se bachny k liy kisi expert trader se investment karny se pehly zaroor raay leni chahiy, iss tarah aap ke loss ke chance bahot kam hon ge aur aap loss se is tarah bach sakty hain.
             
            • #306 Collapse

              well agr mje forex me loss hoga kch time to phr mai real account pe trading krna chor duga aur phr demo account pe he practice krta rhu ga jb tk k mje trading me kafi experience na hojae
              • #307 Collapse

                agar ap ko loss ho aur profit na ho to is ka main wja ye h k ap ka experience abi ni hua k ap trding start karen.ap demo p kamm karen r apna experience bnaen
                • #308 Collapse

                  bht hi acha question hai apka lakin lost and profit tou dono bussines k ahem hesay hain new member ko aksar loss hota hain lakin kabhi kabhi new member ko profit bhi hojata hai bussine tou bussines hai r loss our profit tou hota rheta hain bus haar nai mani chiye :)
                  • #309 Collapse

                    bhai jan ap jo bhi kam karty hai is ma apko loss bhi hota hai or apko profit bhi hasil hota hai es ma koi apko mehnat karni ho gi jo es am mehnat karty hai wo ach earn akrty ha jin ko loss ho wo bhi es ma mehnat kary or greed na akry
                    • #310 Collapse

                      Multi distinctive and wonderful and thank you for Information index
                      Outfits words and phrases to organize bunched hold Thanksgiving, but who does not deserve you
                      Of thee, O was presented to him a head start in the footsteps of science and education
                      Made of thee, O did not wait tender
                      Here dedicate expressions of thanks and appreciation.
                      • #311 Collapse

                        Agar aap ko forex trading ma loss ho raha hai. aur profit nahi ho raha. aap kuch time kay liay demo account per practice kerain. us kay bad real account per dobara trades laga a to aap ko loss ki bja a profit ho ga.
                         
                        • #312 Collapse

                          Dear mere khayal mein agr hume sirf or sirf loss he hota rahe or profit na ho tou first tou hume live trading start kerne band ker dena chaiye or demo per zaida se zaida practice kerni chaiye or us k saat saat proper knowledge gain ker k aik strategy tyar ker k us se demo per work kerna chaiye waha kamyab hone k bad phir trading kerni chaiye.
                          • #313 Collapse

                            boht hi aala question hai loss or profit dono business k aham hisy hain new members ko aksar loss hota hai lakin himat nahi haarni chahiye agar loss hua hai to profit b zurur ho ga
                            • #314 Collapse

                              bhai dekhen yahan loss humari apni mistakes ki wajah se hota hai ager hum apni mistakes pe work karain aur apni trading se unhain avoid karain to humara loss control ho sakta hai aur hum trading kay zariye acha profit earn kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                to mje bari tension hoti ha k loss hua aur faida nai lekin isi gussay me me dobara sy kam karta hun aur phir us sy ziada mehnat karta hun aur meri mehnat thori bht rang ly ati ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X