agar ap ko loss ho aur profit na ho to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Dear brother agr jahilon ki tarah trade karain gay to zahiri baat hai loss hi loss hoga, jo bhi forex ko samajh kar trading karta hai wo ziyada tar kamyaab raha hai aor profit hi kamaya hai, is liyai hamian pehlay axhi practice karni chahiyai phr trading start karni chahiyai. . .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      aap ne boaht acha question keya hy, mye dear profit aur loss to business ka lazmi hisa hote hein, is leye agar trade mein loss ho bhi jae to hamein trade ko nai chorna chaheye aur forex ko zeyada se zeyada time de kr ese seekhna chaheye aur forex ko samaj kr phir is se trade krni chaheye to phir loss bi nai hoga.
      • #153 Collapse

        aap nay thk kha hai acha trader hota he wohi hai jiss nay apnay loss ko control karna seekh lya aur kam ko karna seekh gya jiss say hum kam ko kar sakty hain is lye hume apnay kam ko seekhna chahye aur karna chahye.
        • #154 Collapse

          Ap bilkul theek keh rahy ho bro agar humain Forex trading mein loss ho to humain bilkul peechy nahin hatna chaiye balky aur ziyada mehnat karni chaiye , ziyada sy ziyada learning karni chaiye aur demo py ziyada practice karni chaiye taky ap ki skills improve hon aur ap ko apni trading sy acha profit ho.
          • #155 Collapse

            ji han bilkul theik kha aap nea agr just hmara loss ho or profit na ho to humein dil chota kar ke peche ni hatna chahea koshish jari rakhni chahyea kb tak loss hoga jb aap koshish kartea rahea ge tb he aap succsesful hosaken ge
            • #156 Collapse

              boht hi ssaala question hai loss or passsasrofit doasasno business k aham hisy hain new members ko aksar loss hota hai lakin hissmat nssi haarni chahiye agar loss hua hai to paarofit b zurur ho ga
               
              • #157 Collapse

                ggdaap nay thdk khdda hai acha trader hota he wohi hai jiss nay apnay loss ko control karna seekh lya aur kam ko karna seekh gya jiss say hum kam ko kar sakty hain is lye hume apnay kam ko seekhna chahye aur karna chahy g sayn waki asa hi hona chaya sdf
                 
                • #158 Collapse

                  ager huma trading ma loss ho to huma saber sa kam lena cahiya aur trading ma jaha hum noqsan howa ha us galti ko teahk karna cahiya taka hum profit kama sahka
                  • #159 Collapse

                    ager hume trading me loss ho or profit na ho to hume chye k hume knowledge hasill kr lain full us ke bad hum trading krain to hi hme best profit hasill hogi
                    • #160 Collapse

                      agar ap ko forex trading me loss ho or profit na ho to ap ko chahye k ap or ziada hardworking kren or apni mistakes ko realize kren or avoid kren apni trades me!!ap ko profit hoga trading me!!!
                       
                      • #161 Collapse

                        G han dear forex bohat risky business hai agar ap ko loss ho tu ap apna dil chota na karay or na hi apni hope ko khatam honay de aik na aik din tu profit zaror hoga bus ap hard working k sath trading karay...
                        • #162 Collapse

                          agar hamein trade mein loss ho raha ho tou hamein himmat nahi harni chaiyay aur apnay emotion ko control karna chaiyay aur agar hammein profit na ho tou hamein tention nahi leni chaiyey hamein question try kartey rehna chaiyay inshallah loss nahi ho ga
                          • #163 Collapse

                            that's a good idea , sir mere sath same aisa he ho raha hai. main har trade loss main chali jati hai . jab kay main bhot he carefully trade karta hon. lekin phir be loss ho jata hai. lekin ab main apki di hoe advise par amal karon ga . demo par practice karon ga. or kuch dino baad phir trading start karon ga. thanks bro
                             
                            • #164 Collapse

                              har business me profit or loss to hota hi hai ye to business ka part hai na sirf business ka lilfe ka bhi part hai hum apne loss ko improve kar sktay hain apni mistake pehchan kay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                agar hume loss ho aur hume rofit na ho raha ho to us me hume ghabranay ki zrorat nahi hai buss hume kam ko karna hota hai aur is me he humara fiad a hai ye achi baat hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X