Apnay zahen ko sirf profit per lock na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay zahen ko sirf profit per lock na karain
    Kuch logon ki aadat hoti hai kay woh jab trading start kartay hain tou woh apnay mind mein yeh goal ly kay beth jatay hain kay unn ko iss trading sae itna profit lazmi lena hai aur iss lalach mein woh apna loss ker detay hain tou humain aisa nahin sochna chahyea aur profit kay lye apnay mind ko open rakho kay profit ho chahay thora hi ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading aik acha business hay aor jo bhi is ko join kerta hay tu zehen ma yehi soch ker aata hay kay ma nay forex trading say apnay liye profit earn kerna hay aor humay apna moral bhi aisa hi rakhna chayi kiun kay is tarha hum aik target select ker kay oski taraf move kerna start kertay han albata humay aik kaam nhi kerna chayi kiun kay wo nuqsan deh hay aor wo ha laluch baqi humay profit ko zehn ma rakh ker trading kerni chayi.
    • #3 Collapse

      Forex trading mein kaam karnay kay lye humain apnay zahen ko bhi wasee karna paray ga aur iss kay lye hun apnay zahen mein sirf profit ko hi na rakhain jis sae humain loss honay per perashani ka samna karna paray jab bhi trade lagain tou uss kay analysis complete karain iss hisab sae kay aap ki trade kamyab ho
      • #4 Collapse

        Yes of course I'm a Forex trading Main Apne mind ko Tej Profit ke upar rok nahi karna chahiye aapko Pata hona chahiye ki job market mein.
        Jab Hum forex market me trading Karte Hain Tum Hame Apne instaforex goodness counter analysis chahiye aur Market me trading trading chahiye.
        Forex market Mein Jab Hum trading karte hain tum hamein long term trading karne chahiye Apne instaforex bonus account se.
        Hame chahiye ke forex market Mein Jab Hum trading Karte Hain Pyaar Ke.
        Forex market Mein Hame Apne mind ke andar project wala. Nahi Rakhna chahiye Jo Jamane forex market Mein profit Ho Hame chahiye Ke Hum market Mein Apne NLC.
        • #5 Collapse

          G dear apki bat thk hy hmy apni trading me sirf profit ko ni daikhna chahye blk ye 1 business hy js me jtny chances profit k hn us sy ziad loss k chances b hn. Hmy khud ko mentally dono conditions ko samny rkhty hoy trade kr i chahye aur agr loss me jaty hn tu phr us trade sy lesson gain kren k q aisa hoa aur next trade me aisi mistake sy avoid kren. Aur profit agr gain krty hn tu phr b apna mind set rkhen apny profit me ziada excited ho kr loss me na chly jaien.
          ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
          • #6 Collapse

            Ye bat to teek hai k ap ka rozana ka aik goal hona chaye k roz ka itna profit kamana hain. Lakin jab hamein goal achieve ho jai to ziyada lalach nai kerna chaye. Akser hum profit mein ja rahi hoty hain. Lakin trend change hony per hum us ko close nai kerty jis ki wajah se loss mein chaly jaty hain.
            • #7 Collapse

              Dear friends profit leny k lye apko bara sochna parta hai. Hamesha apny mind men ek target zarur rakhna chahye is se hamen para hota hai k itny profit per trade close karni hai. Taget na ho to ap confuse rehty hain k kis waqt trade close karni chahye. Islye behtar hai k ek targrt set kar lya jaye. Ta k us level per ja kar ap apni trade close kar saken
              • #8 Collapse

                hanje bilkul hamain yeh nai samjnay chaye k ham bahut achay traders ban chukkay hain ab hamara trend change ho chukka hay ab hamain har haal main profit he hoga koi aisa tareeka nai hay jis say ab hamain lose ho magar jub hamara aisa mined ban jayega tab aik din aisa ayega k hamain pata bhi nai chalay ga k hamara account washed ho chukka hoga.
                • #9 Collapse

                  yes app nay bilkul teek kaha hai kafi saray log ayesay main nay dheky hain jab wo market main trade lety hain to na to pehlay ye dhekty hai k jo entry main ley raha hun kiya wo teek b hai ya nai .our na ye pata hota hai k mera exit point kiya hoga .our jab wo trade ley lety hain our trade jab loss main chali jati hai to us waqt tak trade ko close nai karty our na he to ye log stoploss use karty hain isi umeed pay bety hoty hain k ye wapas profit main ayega our profit main close karengy wo ye bol jatay hain k is market nai kahin nai jana hai muje is say acha trade our miley ga so is trade ko yahi pay loss main he close kar dena chahaye so humay is baat ka khyal rakhna chahaye our is adaat ko door kar dena chahaye
                  • #10 Collapse

                    Ji bilkul aisa kaafi dekha gaya hai ke mostly log ye hi approach and thinking rakhte hain hum logo ko sirf profit hi profit hasil ho aur kuch nahi and wo is cheez main maar kha bethte hain profit ke chakar main loss bhi kar bethte hain jab unko chaaye ko unki koshish ye honi chaaye ke wo trading ko learning bhi continued rakhen daily news se waakif rahen market main kia ho raha hai uski nazar rakhen and then trading main proper way main kaam ko jaari rakhen sirf profit ke peeche bhaagna is not a good idea.
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul kabhi kabhi Hame Chaar Kadam Aage chalne Ke Liye Do Kadam Piche bhi Hona padta hai ya nahi agar aap techtrade ko lost my close Karte Hain To ho sakta hai aap Bade last se bache aur aap next profit wali train lagaane ke liye Pyar Ho Jaye isliye Har Waqt profit ka hi nahi sochna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Ge bilkul sahi kaha apny hum apki baat se agree karty hai ager profit ka he sochy ge to kabhi kamyaab ni ho ge hamy profit k sath lose ka bhi sochna ho ga tabhi hum kamyaab ho ge
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                          Kuch logon ki aadat hoti hai kay woh jab trading start kartay hain tou woh apnay mind mein yeh goal ly kay beth jatay hain kay unn ko iss trading sae itna profit lazmi lena hai aur iss lalach mein woh apna loss ker detay hain tou humain aisa nahin sochna chahyea aur profit kay lye apnay mind ko open rakho kay profit ho chahay thora hi ho
                          profit and loss Forex trading ka ek important part of a profit ko Apne mind mein nahi Rakhna chahiye Banke log Ko Bhi Apne mind Mein Rakhna chahiye Hame chahiye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            j han ye blkl hi sahi baat hai k hum log sirf apny trade par dhayan dety hain aur yahi sochty hain k hum is sy profit hi lein gy lekin ye zaroori nahi k hum is main sy sirf earn kary gy is main hum lost bhi kar sakty hain.
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex mai jab hum kam karty hain to hamy profit milta hain lakin hamy apny ap ko loss ky liye tayar rakna chahey hum forex mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain ya kabe be band na hony wala business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X